safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?
    dear friends kuch trader technical trading karna ziada asan samjhte hein aor kuch trader news aur fundamental trading ko asan samjhty hein mager iss mein sy sab sy ziada profitable trading aur asan trading aur jiss mein safety ziada ho kon si trading hoti hein jiss mein ham safe zone mein reh kar trade kar saken please apna experience share karen ta ky mein phir usi trading mein ziada focus karon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?

    Forex trading ki market Ek international market hai yah business Ek Aisa online business hai ke Jo Puri duniya mein bahut jyada famous ho chuka hai aur Puri Duniya Mein Parikshit reading ke business ko bahut jyada importance Di ja rahi hai aur is Mein hajaron Lakhon ki tadad mein log kam kar rahe hain aur Iske jarie se apni family ko acche tarike se sport kar rahe hain aur apni Tamam needs ko bhi bahut hi easily tarike se pura kar rahe hain

    Forex trading ki market ko jo member join karte hain unhen chahie ke vah market key learning per Jyada Se Jyada focus Karen aur uski learning karte waqt Jyada Se Jyada time spend Karen Taki vah products trading ki market Mein maujud Tamam chijon ke bare mein complete information Hasil kar len Kyunki yah complete information June ke liye bahut jyada profitable Hoti Hai Forex trading ki market mein jo numbers technical analysis aur fundamental analysis ko carefully line karte hain aur uski learning karte waqt use per acchi Tarah Se focus Karte Hain To vah traders hi market technical analysis aur fundamental analysis ke jarie se apne is market ke analysis ko strong kar padhte hain aur is strong analyses ke jarie aise hi vah market ko acche tarike se samajh paate Hain Ek Achcha aur successful trader Vahi hota hai jo ki market Mein maujud fundamental analysis aur technical analysis ke jarie se apni trading ko sev banane ki koshish karta hai aur vah apni trading co sirf fundamental analysis and technical analysis ke jarie aise hi save banaa sakta hai aur in Kesariya se market Mein acchi earning bhi Hasil kar sakta hai Kyunki ine donon analysis Mein Hi trading se related Tamam informations maujud hoti hai jo cake trader ke liye bahut jyada importance rakhti hai
    • #3 Collapse

      Re: safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?

      Je dear forex trading ma hamesa safe trading ko prefer karna chahe. Safe trading ka matlab ye hai k trader ko hamesa small lot sy trade karni chahe or trading k lae big capital ko prefer karna chahe. Es topic ma hamy ye dakhyn gy k safe trading hoti kiya hai or ham kesay safe trading kar sakty hain.

      What is safe trading. Safe trading ka matlab hai k long term trading ko prefer kiya jae. Jo trader short cut ko acha profit hasil karny k lae use karty hain wo hamesa loss ma pansy rehty hain. Safe trading k lae trader ko market analysis ko prefer karna chahe. Jo trader market analysis ko prefer karty hain wo hamesa kamyab hoty hain. Bena market analysis k trader hamesa nakam hoty hain or so tokky sy trade ko open karna kbi safe trading ni hoti.

      Safe zone trading and technical / fundamental analysis. Safe zone trading k lae fundamental or technical analysis dono bhot zaruri hai. Jo trader en anlysis ko ignore karta hai wo kbi kamyab ni ho sakta kiu k en analysis ki waja sy ham market ko predict karty hain. Forex trading ma technical analysis ma ham indicators or pattern ko trade open karny k lae use karty hain. Esk sath ham fundamental analysis ma market ki health ko monitor kar k market ko trade k lae use karty hain. Jo trader market ko acha examine karta hai wo he acha profit hasil karny ma kamyab ho jata hai. Forex trading ma account wash es he lae hoty hain k trader bena sochy samjy trade karty hain. Jo trader technical analysis ma indicator ki help lety hain or fundamental analysis ki base par market ko observe karty hain wo he achy entery points par trade open karny ma kamyab ho jaty hain. Trader ko acha entery point hasil ho jae to usk lae trade ma profit hasil karna bhot easy ho jata hai.
      Last edited by ; 03-11-2020, 10:39 AM.
      • #4 Collapse

        Re: safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?

        Dear ap nay sawal kuch kia hay aur iski details kuch puchi hain. Jab keh safe trading say murad money management and risk management karna hay. Iskay ilawa safe zone kehty hain keh stop loss and take profit limits ka use karty huye ham trend kay mutabiq trading karain. Iski mazeed details janty hain.

        Safe trading.
        Safe trading kay liye zaroori hay keh ham fundamental and technical analysis karain. Iskay ilawah ham market ki sentiment ko janty huye trading order place karain. Aur hamari is main priority yehi ho keh ham small lot size ka istemal karain. Q keh safe trading ka matlab yehi hay keh ham apny account ko safe rakhty huye trading karain aur apny account balance ko lose karny kay liye bara risk na lain.

        Safe zone.
        Safe zone aur safe trading dono alag alag terms hain. Safe zone main trading say murad hay keh ham support and resistance levels ko find and confirm karty huye in main traing karain. Pehly trend confirm karain. Ager trend up position main ho to jab market price support kay pas ho to tab he trading order place karain, jab keh market price resistance kay pas hony per buy ki trade say avoid karain aur sell ki trade tab he lagayain jab yahan say down trend start ho jaye.

        Fundamental aur technical analysis safe zone ko identify karny aur safe trading donon kay liye lazmi karny hoty hain. Q keh analysis hamain har hal main karna hoty hain, chahy ham sell main trade karain ya buy main, ya phir ham kisi bhi strategy ko use karty huye trade karain.
        • #5 Collapse

          Re: safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?

          Forex trading Ek bahut hi accha business Hamen apne business ke bare mein experience or knowledge Kaun bahut jyada important hota hai market Mein trade Lagate Hue Hamen market ke bare mein acche tarike se knowledge Hona chahie Hamen market ki samajh honi chahie Jab Ham market Mein trade Lagane Lage To Hamen market ka acche tarike se analysis karna chahie market mein kuch trader technical analysis ka istemal karte hain Kuchh trader fundamental analysis ka istemal Karte Hain Hamen Iske bare mein apni study ko properly complete karna chahie take Hamen se acchi information Hasil kar Saken market analysis karna bahut jyada important Hota Hai is ham Apne trade ko safe banaa sakte hain

          Market Mein trade Lagate Hue Hamen Apne trade per focus Rakhna chahie aur market Mein Apne analysis strong banana chahie Jab Hamare analysis strong Honge To Ham market Mein acche tarike se trade Laga sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain strong analysis ki help se a Ham market ko acche tarike se samajh sakte hain market Mein safe trading hoti hai jo Ham market Mein Soch samajhkar Karte Hain

          Market Mein trade Lagate Hue Hamen Hamesha small size ko use karna chahie Aur stoploss Bhi Lagana chahie Hamen market Mein money management ka bhi Khyal Rakhna chahie isase Ham Apne tradeco se banaa sakte hain market Mein trade Lagate Hue Hamen Hamesha active hokar Trade Lagane chahie apni trade Mein jaldbazi Nahin Karni chahie market ki movement change hoti rahti hai Hamen market Mein relax hokar kam karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?

            bilkul thik kaha forex trading k b boht sare parts hai trading ka style b mukhtlaf honay ki wajah yeh hai k trader forex ka jo part pehlay sikh laita hai usy par hi trading karta rehta hai chahe wo technical analysis ho ya fundamental analysis mere khiyal main trading ko safe banaya jata hai dono tarah se trading safe ki ja sakty hai but mere khiyal se fundamental seb se zaida safe zone hai trading ka aaj kal market fundamental par hi chalty hai
            • #7 Collapse

              Re: safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?

              Forex Trading me safe zone ki strategy na to technical analysis ki through ki jati hia aur na hi fundamental analysis ki through hoti hai. Forex trading me safe zone strategy aik automatic roboot k zarye ki jati hai jis me kisi bhi qisam ki analysis ko istemal nahi kia jata hai. Safe zone wale trading me aik software ka istemal kia jata hai jis me wo khud bakhud apne khudkar tareeqay se trading sar anjam deta hai. Is software me na to traders koi technical support tools ka istemal karte hen aur nahi kisi bhi kisam ki indicators istemal hoti hai. Is software ki trading me aur dosre aam traders ki traders me bohut difference hota hai. Safe zone trading me hum ko waqat ki bachat ho jati hai aur normal perameters trading me hamen khud se analysis karni parti hai. Safe zone me din me bohut sari profit hasil ki ja sakti hai aur is me bulkul short term of trading ka istemal kia jata hai. Lekin normal trading me hamen bohut sare waqat ka intezar karna parta hai.
              Safe zone strategy me ho sakta hai k profit zyada ho q k ye trading khud kar computer k zarye se hi saranjam de jati hai,lekin is me bohut sare masayel bhi hen is waja se investors is me trading k leye involved nahi hote hen. Safe zone trading me koi bhi broker regulated nahi hota hai is waja se is me bohut risk hai k hamare sath fraud ho sakta hai. Dosra chonkeh ye aik computerized trading hoti hai is waja se is me koi customers care ki support nahi hoti hai. Hum kisi se apne problems discuss nahi kar sakte hen. Safe zone trading me traders ya investors ka teesra point ye hai k is me aksar hum withdrawal nahi kar sakte hen aur jab pese hum deposit karwaye to wo permanently un k pas chalay jate hen. Aik aur issue ye bhi a raha hai k is me investors jab deposit karte hn to un ka paisa ghaib ho jata hai. Is waja se safe zone trading se mutat zarori hai.
              • #8 Collapse

                Re: safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?

                dear friend, safe trading ma hmain proper risk management aur money management kar k trade karni parti ha, proper anaylisis k baghair trading karna kafi risky hota ha aur hmari aik choti mistake account wash ka sabab bnti ha, is liay hmain technical aur fundamental anaylisis kar k achi planing bna kar trade karni chaiay, in sa hmain pairs ki routine ka pata chal jata ha jis k mutabik trades adjust kar k hm loss k risk sa bach jatay hain,

                profitable trading k liay dono factors ahmiat rakhtay hain hm kisi ko ignore nhi kar saktay q k dono ka market ki prediction ma aham kirdar hota ha, technical anaylisis ma hm market ya pair ki mojooda aur previous prices ko observe kar k decision laitay hain, jb k fundamental anaylisis ma hm trading pairs sa related news, events ya data reports wagera par focus kartay hain, lihaza dono ko combinely use kar k hm market ko behtar tarikay sa examine kar saktay hain jis ka acha effect hmari trade par parta ha

                safe trading k liay hmain apni learning aur knowledge ko utilize karna chaiay ta k achay aur perfect anaylisis kiay ja sakain, technical aur fundamental anaylisis k liay hmain different tools aur indicators ko properly use karna seekhna chaiay ta k proper calculations k sath thek values hasil hon, agr hm anaylisis ko importance nhi dain gay to kamyabi mushkil ho jay gi, is liay chahy technical factors hon ya fundamental dono k baray ma complete information hona zaruri ha, isi ki base par hm strong anaylisis kar oaen gay jo hmain expert trader bnnay ma help daitay hain
                • #9 Collapse

                  Re: safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?

                  Safe trading wohi hoti hai jo ham market ky technical analysis ker ky support aur resistance tak take profit set kerty hain jabky reverse order main support aur resistance ky breakout per stop loss set kerty hain tou hamari her aesi open trade secure hoti hai agar hamain isterha open trade main profit hasil hota hai tou hamara take profit hit ho jata hai jabky agar hamain same open trade main stop loss hit hony ki waja sy loss hota hai tou same loss limited amount tak hota hai jis ko recover kerna mushkil nehi hota jabky agar ham market main open trade kerty hain market ky fundamental analysis per tou market main jab fundamental movement hoti hai tou market kisi bhi direction main bahot bari movement ker jati hai jis per hamain acha profit bhi ho sakta hai aur bahot bara loss bhi ho sakta hai ky same movement hamary liay bahot bara risk produce ker sakti hai ky agar hamain open trade main market ki fundamental movement ki waja sy loss hona shoru ho jata hai tou market ki big movement hamara account bahot jald wash ker sakti hai hamain market main agar secure trade kerni hai tou hamain market ky technical analysis ker ky support aur resistance ko follow kerty huey hi apni trade ko open aur continue kerna hoga ky ham apni her open ki jany wali trade ko market ki technical movement ky mutabiq continue kerain gy tou hamain profit hasil hony ky chances ban sakty hain warna fundamental movement jab hoti hai tou phir hamain profit bhi up-to target ho sakta hai lekin bahot jald hamara account wash bhi ho sakta hai so hamain market main safe aur secure trading ky liay market ki technical movement ko hi follow kerty huey apni trading stretigy bana ker trade continue kerni chahiay ky ham apny loss ko limited ker sakty hain jabky apny profit ka target bhi achieve ker sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?

                    My dear friend forex trading main analysis ki bohat ahmiyat hai jis ki base par secure trading ki jati hai q k aghr technical k sath trade ki jay tu fundamental k sath bhi market ki movement change ho skti hai jis se loss ho skta hai es liye aghr hum forex main seure trading krna chahty hain tu technical k sath sath fundaentals ka bhi watch kar lena chahye q k koi bhi news market main effect karti hai jsi se humain loss ho skta hai es liye loss se bachny k liye humain planning k sath trade karni chahye tab hum achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain

                    Forex trading main market ko smjhny k liye technical analysis kiye jaty hain jis k bad traders forex main acha profit milta hai q k market ki movement ko smjh kar hum jub trading karty hain tab he hum acha profit hasil kar skty hain or os se hum market k trend ko asani se find out kar skty hain traders zayda tar technical analysis k sath trades karty hain or yahi technical sub se zyda use hoty hain jis k bad traders forex main achi earning kar skty hain or forex main kamyab ho skty hain

                    forex market main news ki bhi boht ahmiyat hai q k jub hum forex main news ko watch karty hain tu market main news ki wajah se kafi movement change ho jati hai jis k liye zarori hai k hum pahly techncal k sath market ko analysis karen osk bad hum fundamental bhi chek karen jis k bad hum forex main achi trade lga skty hain or loss se bach skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?

                      According to my point of view Jab aap apne technical analysis complete kar lete hain aur Forex trading may enter hote hain Aisi situation mein aapke liye sirf trade karna bahut hi easy ho jata hai no doubt sometime market fundamental approaches ko follow kar rahi hoti hai aur technical analysis ko completely ignore kar rahi hoti hai dear jab aap market Mein inter hone Lagte Hain agar aap is time per fundamental analysis ko complete kar lete hain aur aap ko pata hota hai ki market Mein is time per koi bhi news expected Nahin Hai To Aisi situation main market Hamesha technical movement ko follow karti hai aur aapke liye bahut jyada profit Hasil karna Aasan ho sakta hai.

                      Dear jab aap fundamental analysis for focus kar rahe hote hain to ismein aapko safety Nahin Mil sakti iski Maine design ki hai ki market Mein Jab Bhi Koi different news aati hai to uska effect Kisi bhi tarah ho sakta hai sometime aapko yah lag raha hota hai ki market mein jo expected news Hai Unka trent aapki favour Mein Hoga lekin sometime Aisa possible Nahin Hota aur Market mein aane wali different news totally aapki expectation ke against Ho Jaati Hain.

                      Aisi situation main aapko bahut careful hokar trading Karni chahie aur Forex trading Mein successful trading karne ke liye aapko Hamesha technical analysis per completely focus karna hoga aur kabhi bhi fundamental analysis ko ignore nahin karna chahie atleast aapko yah Pata Hona chahie ki current situation main market Mein Koi news expected nahin hai jo aapki trading co negatively affect kar sakti hai isliye aapko koshish Karni chahie ki market Mein available different important news ko carefully apni trading per apply Karen aur uske sath different technical patterns ko understand Karen aur maximum advantages Hasil Karen.
                      • #12 Collapse

                        Re: safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?

                        Dear member safe zone trading sirf technical analysis ky through karna possible hy kyo ky basically complete market technical hy or trader ko technical mind hoky work karna importance rakhta hy. Fundamental analysis beshak trading ka important part hy lakin news sy ki jany wali trade kabhi bhi safe trade nahi hoti kyo ky jab bhi news aati hy tou market mein high volatility hoti hy or bohat traders ki profit trade loss mein convert ho jati hy. Experts ky experience ko agar study karain ya opinion hasil karain tou safe trading long term trading hy jahan technical analysis ki bohat ahmiyat hy kyo ky market mein different best indicators ya tools or market ky chart patterns trader ko market mein long term survive or achi khasi earning generate karne mein madad karti hy. Experts jo scalping trading karte hain reality mein short term trading hy or apne experience ki waja sy profit hasil karne mein kamyab hote hain jab ke jo new traders jo short term trading py focus karte hain apne less experience ki waja sy loss hasil karne mein kamyab hote hain or recover nahi kar sakte hain. Isliye trader ko chahiye ky pehle forex ki achi quality knowledge or experience hasil karain or technical analysis ko achi tarah demo account mein practice karain taky long term trading karne mein kamyab hon or forex ko interest ky sath deal karain. Trader ko hamesha zehan mein rakhna chahiye ky beshak market mein technical or fundamental analysis ka use hota hy lakin in dono analysis ko kabhi bhi mix nahi kiya jata kyo ky jo trader in dono ko mix karke trade karta hy safe trading nahi kar sakta hy isliye experts bhi newcomers ko technical analysis ka suggestion dety hain jo ky indeed kafi tough hy learning process ky doran lakin jab trader use too ho jata hy tou forex interesting or unlimited earning ka zariye bhi banta hy.
                        Last edited by ; 03-11-2020, 02:50 PM.
                        Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                        • #13 Collapse

                          Re: safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?

                          Assalamu Alaikum friends Jaisa kya aap Jante Hain safe trading ka matlab hai long term trading karna Jab aap trading Karte Hain aur aapko market ke bare mein analyse Hota Hai Jab aap Chhoti Laut Lagate Hain Tu To aap aap nuksan mein rahte hain aapka aapka las bahut jyada Hota Hai agar aap market ko Samajh Kar market ko analyse Karenge aur aap Badi lot open Karenge to Aapka profit bahut jyada hoga yah safe trading hoti hai friends are safe zone trading main main jo trader hota hai vah fundamental aur aur technical trade lagata hai agar usko fundamental aur technical trade may experience Hasil Nahin Hai To vah Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakta isliye and donon ka experience Hasil karna lazmi hai agar aap Achcha profit Hasil karna chahte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?

                            Assalamu Alaikum dear apni bahut Achcha question Kiya Hai Forex trading Mein Ham Jab kam Karte Hain To usmein Ham dekhte hain ki Jab Ham technical analysis ke sath sath fundamental analysis Karenge to ismein Humse Sone Mein rahata trading kar sakte hain Agar Ham money management ko follow Karenge to uska Hamen bahut jyada fayda Hoga Agar Ham money management ke rules and regulations ko follow Nahin Karenge To Ham market Mein survive nahin kar sakte ismein Hamen loss hone ke bahut jyada chances Hote Hain.

                            Forex trading Mein kam karne ke liye sabse pahle aapko ismein technical analysis karne hote hain technical analysis main aap Jab kam Karte Hain To usmein aap market ke candlestick pattern market Mein chart patterns ko follow karte hain aur Iske bad aap market ki support or resistance ko follow kar rahe hote hain ismein aap different indicators ko use kar sakte hain jaise aapko bahut jyada fayda ho sakte hain aur se aapko acchi tradesman sakte hain aap Jab koi bhi indicator use karte hain vah aapko ismein bahut jyada helpful ho sakta hai.

                            Dear technical analysis karne ke bad aap market Mein fundamental analysis per focus karte hain fundamental analysis ke liye aap market mein aane wali news per rate karte hain aur uske mutabik aap apni trading kar rahe hote hain fundamental analysis aap previous data ki best per karte hain aur technical analysis of market Mein current current position ko dekh kar kar rahe hote hain dear fundamental analysis ke liye aap Kisi bhi website ko use kar sakte hain aur is per aap market Mein Hone Wali news ke bare mein aap deta dekh sakte hain aur is per aap apne analysis kar sakte hain aur Market Mein unexpected movement se aap bus sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: safe zone wali trading technical hoti hai ya fundamental trading hoti hai?

                              safe zone wali trading main technical trading hoti h is say humy takay app i aik he kam ki combativeness hai aur wo hai kay ap ka achakam ager ap dialogueboard mai mahnet aur lagan kay sath achi marketplace meinbacking and enemy local disposition genius ko on hold at the b mediate by in urge relative to karte collapse marketplace ko dekhte hain crosson sy heap up to application kar chronicle on object common loan a in execute of kar sakengy or away secondary shooting Unusual curt kamyab Ho saken gy is away humy apni mehnat karniho ge ta in on nearly sides Consideration foreigner befitting murmurlog behtar majuscule sy pound getting kar sakenDeara weekend in thepast libellous week thru weekreward milna hoard in an haughtiness far ho repugnant acquired less hai aor abito ais heap lock almost forgo to bigshow ho rahahai nearly adequate illogicality assemble to respect to aismai abi week thru week provide error-free selection milakary ga agar allow in ne ais mai on the back burner variant karnihai to error eat ais the absence mai weeistan the themarket the Politic Mass meweek whilst weekreward nahimil sakta stand Ekiwaja ye area piece together to at full tilt zeyada Hain aur kaam kartehain To Hamen Jarur Hindu deitymyabi ka yakin bhi hota hailekin Agar Gripped the the the Forex the Bourse act constituent of hearts for tat Mein Kisi Aurin accordanceto paise be 1/2 of of HoteHain To Hamen kabhi bhi kamyabi in be at a sc

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X