Stop loss keu zaroorii hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss keu zaroorii hai???
    Dear members ham trading me stop loss ko keu use krty hain agr na krein tu kia issue hoga .???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss keu zaroorii hai???

    dear friend forex trading mn safe aur achhi trading krnay k liay stop loss bahot zroori ha keun k stop loss account ballance ko safe rakhnay k liay bahot achha tool ha keun k agr ap trade mn stop loss use naen krtay to trade loss mn janay sa jald he account bhi wash ho jay ga
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss keu zaroorii hai???

      big loss aur account voice se bachne ke liye stop loss bahut jaruri hai kyunki agar ham stop loss nahin lagate aur market bahut jyada movement Kar Diya to aise hamen bahut bada loss ho sakta hai isliye hamen chahie christopoulos ka istemal jarur karna chahie aur isase hamara account was bhi ho sakta hai isliye hamen chahie ke jab bhi trading karen to trade per SL and stop loss ka istemal jarur Karen taake forex mein big loss se bachake
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss keu zaroorii hai???

        Stop lose hamary liye is liye zarori hy ky hamara account bach jay ga or koch jo bachy ga gam os sy achi mhenat kar ky ham acha kam kar skaty hy or achi treading kar skaty hy
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss keu zaroorii hai???

          Assalamu Alaikum dear all member Forex trading Mein kam karte hue aap ko chahie ke stop loss or take profit ka option zarur istemal Karen stop loss ka option use karne se sabse bada fayda yah hoga ke aapka account wash hone se bacha sakta hai agar aap Stop loss ka option use nahin karenge to aap ke account mein jitne bhi balance hoga vah sab wash ho jaega aur aapka account bilkul Kali ho sakta hai isliye jab bhi Forex trading per kam karen to stop loss ka option zarur use Karen aur agar aap new member Hain to aap apna lot size bhi chhota rakhenge to isase bhi aapko loss kam hoga Agar aapane lalach Kiya aur stoploss ka option use nahin kiya to isase aapko bahut zyada nuksan hoga sabse pahle aap damo account per iski practice Karen aur apna knowledge increase karenge to aapko yah baat samajh mein aaegi ki stop-loss ke bahut zyada fayde hote Hain isase aap safe racket rate kar sakenge aur apne account ko bhi save rakh sakenge
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss keu zaroorii hai???

            hamen Apne lash ko rokane ki bahut jarurat isliye Hoti hai kyunki agar hamen apna last to stop na Kiya Tu is Tarah se ham achcha business nahin kar payenge so hamen Apne last ko saaf karne ke liye bahut si prakashan score bade lekin rakhna hota hai uske liye jaruri hota hai yah sab
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss keu zaroorii hai???

              Stop loss bahut jyada Zaroori Hota hai isliye stop loss ko use Karke Ham apni trading mein jyada se bus sakte hain Apne account ko secure sakte hain Jab Ham apni Har trade Mein stop loss ka use karte hain to Ek level Tak Hamari trade loss face Karti Hai Uske bad automatically close Ho Jaati Hai isliye Ham apni market Mein survive kar sakte hain account wash karvane se bacha sakte hain
               
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss keu zaroorii hai???

                Asalam.o.alikum dear forex members g ap ki sawal bohat acha hy stop loss es leay zarori hy taky ap ka account wash na ho saky jitna ap stop loss lagaty hain to apny account balance ky zariey ap ko andaza hota hy keh ap itna loss bardash kar sakty ho es sy ziyada nahi hami her trade main stop loss lagana chahiey taky hmara account wash hony sy bach saky bas apny knowledge or experience ko gain karain taky ap loss sy bach saky or pakistan forex forum py buisness karty hoey acha profit kamaty rahy
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss keu zaroorii hai???

                  Assalamu alaikum my dear ex member ummid hai kya aap sab khairiyat se Honge aur accha profit Hasil kar rahe Honge he Mere Bhai ne bahut hi Achcha Sawal kiya hai ki La stop-loss Kyon jaruri hai stop loss isliye jaruri hai isase aap ka account Baj sakta hai hai aur aur aap is Se Achha profit Hasil kar sakte hain isiliye stop last trade Paar Laga De aur Agar aapko Jahan Se Jyada loss hoga to aapki trade Khud BA Khud close ho jayegi isiliye stop loss Lagana jaruri hai jisse aap ek Achcha Nahin Sarkar sakte hain isiliye Jannat Karen Apne Apne confidence knowledge experience ko increase karne ki koshish karen aur apne senior se bhi helpline isliye aap ek acche trader Ban sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss keu zaroorii hai???

                    Assalamualaikum ji Forex member ap Sb kaisi hai ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge ji member Forex mn stop loss use krna bht zuri h stop loss bahut jyada important hai agar Jab Ham Stop loss use karte hain To Ham bahut Badry loss sy Bach sakte hain isliye Hamen trading karte waqt is related complete information honi chahie ki agar Ham acchi information ke sath varsh Karte Hain To Ham Achcha benefit Le sakte hain Hamen trading karte waqt take profit or stop plastic use karna chahie tha ki Ham stoppage ka use karke bahut Bader loss sy bacha sakty hn aur Hamara account wash ni ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss keu zaroorii hai???

                      Assalam o alikum dear forex member agar ap stop loss aur money management ko follow nhi kartay ho tu es market main ap chahay jita costly software ko use Kar lo ya jitna kisi say bhi ap long turm profit nhi Kar saktay hain stop loss jo ap loss say bacha sakay for example ap 5hundred say trading kartay hain 5hundred say start karnay kay baad ap kojh bhi open kartay hain buy ka ya sell ka tu sab say pehlay jo trade hai wo 20 dollor losses main chal raha hai ap stop loss nhi istimal kartay ho twenty dollars jab losses main chalta hai ap sochtay ho nhi mujhay yahan say katna nhi chahiye ho sakta hai keh ye mujhay profit day day aur jtnay bhi new trader hain humasha hi sochtay hain keh main koi bhi trade ko loss main nhi katoun ga ap koi bhi market main business kartay ho loss aur profit dono hi hota hai ap sochtay ho ke 20dollor positive way main closs karoun ga aysa nhi ho pata hai jab ap 20dollor par stop nhi kartay tu ap ka loss hundred ho jata ha i
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss keu zaroorii hai???

                        stop-loss bahut jyada jaruri hai kyunki agar Ham apne account ko sirf rakhna chahte Hain to fir hamen stop blouse ko use karna chahie iski vajah se hamen bahut jyada fayda hota hai stop loss ki vajah se hamen kaisa point choose kar lete hain jis per jakar agar market ki movement change ho jaati hai aur market ka trend hamare signal hamare order ke opposite direction mein Chala jata hai to fir trading mein kaisa point hota hai Jahan per minimum loss ke sath hamari trade khud Hi se close ho jaati hai aur stop-loss ki vajah se hamara account safe rah jata hai bad mein Ham use loss ko recover karke profit hasil kar lete hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss keu zaroorii hai???

                          Ek Acha or smjhadar business man hamesha profit or loss dono ko nazar me rakh k faisla krta hy. Stop loss is liay zaroori hy ta k ap k loss ka agar chance bhi ho to limited ho. Or apka account wash honay sy bach jay..
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss keu zaroorii hai???

                            Ji han bhai Jaan Jata ki ham log Jante Hain Ki stop-loss Ka Hona bahut jyada jaruri hai stop-loss ke istemal se apne account ko wash hone se bacha sakte hain Kyunki stop-loss ka bahut fayda Hai Jab aap apne friend ke upar stop-loss ka istemal Karte Hain To Jab aapki trade aapke account Se Jyada loss ki taraf badhati Hai To aapki trade automatically vah Band Ho Jaati Hai jisse aapko bahut fayda Hota Geography stop loss ka istemal Nahin Karte to Aapka account bhi watch ho sakta hai thank you so much my dear Forex member

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X