what is the main reason of rising Dollar Against to the pakistani Rupees ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: what is the main reason of rising Dollar Against to the pakistani Rupees ?

    Dear mate Forex Trading waly is bary main Bhoat Achy say janty hain kay Forex main Currency kay uoer nechy ke Movement hoti he Rehti hai lekin sab Say Zrori hai kay Ap iss ko trade kaisy karty hain lekin jab tak aap market main tarde karny say Pely Uss kay bary main Achy say jancch Partal nahi akrty hain uss main Achy Say profit nahi bana Skaty hain is lia Aap ko Chaye kay aap market main trade karny say pely iss Country ke Economic Situation ka Achy Say jaiza Kiya karein or Pakistan ke price be Iss ke Economic Situation kay madnazar he Kam akrti hai iss baat ka aap ko bakhube idea hona Chaye kay is tiem Pakistan ke Economic Situation kiya hai.
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: what is the main reason of rising Dollar Against to the pakistani Rupees ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
      Assalamu Alaikum dear aapane bahut hi important discussion start Ki Hai no doubt Jab Ham Pakistani rupees ko United State of America ki currency se compare Karte Hain To ismein bahut hi important factors aur Education study Karne Ko milati Hai Jiski basis per Ham yah decision-making kar lete hain ki Ham Ko maximum advantages Kaise Hasil karne hai aur iski saath saath Humko different currency pairs Ka aapas Mein Kaise comparison karna hai no doubt Jab aap USD aur Pakistani rupees ko aapas Mein compare karte hain to USD gradually increase ho raha hota hai aur Pakistani rupees decline ho raha Hota Hai Iski bahut jyada regions hai jo main aapse state karna chahta hun.

      Dear jab aap Kisi country ki currency se related apni observation complete karte hain to ismein political instability bahut hi important role play Karti Hai Jis country ki political stability Jyada Hoti Hai uski currency bhi strong ho rahi hoti hai agar aap United State of America aur Pakistan ki political stability se related apni learning complete karte hain to aapko Ek perfect Idea Mil Jata Hai Ki Pakistan ki political stability bahut kam hai aur ismein aapko usually instability milati Hai Jiski basis per Pakistani currency gradually decline aapko Najar Aaegi.

      Terrorism bhi kisi currency ko negatively affect karne mein bahut hi important role play kar raha hota hai Pakistan mein terrorism ki basis per currency bahut jyada Bhi Koi hai aur iski against Jab aap America ki country Mein terrorism ko carefully focus Karte Hain To usmein aap ko iski ki recipe aur bahut Kam milati Hai Jiski vajah se US dollar as compared to Pakistani Rupees bahut jyada scitron ho raha Hota Hai.

      Dear Jab Kisi country ki Gross Domestic Product bahut jyada hoti hai to use ki basis per bhi US currency ki ki value increase hone ki bahut jyada chances hote hain no doubt Pakistan ki Gross Domestic Product as compared to United State of America bahut kaam Hai Jiski basis per US dollar ki currency bahut jyada strong ho rahi hoti hai.
      iski bahut sari reason hai lekin main kuchh Chand reasons ka jikar karunga unhen yah hai ki Pakistan mein inflation bahut jyada hai aur inflammation jyada hone ki vajah se jo maniki movement hai vah kam hai aur jo Mani died hai matlab bankon mein pada hua hai yah black money ke taur per chhupa hua hai yah sabse badi vajah hai per rupee ke kimat ke kam hone ki

      اب آن لائن

      Working...
      X