Trade ma loss ki major reason?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade ma loss ki major reason?
    Asalam o alikum dear member
    Mara yh review trade ma loss ki major reason Kia ha.?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade ma loss ki major reason?

    Trada mein loss ki mojer reason bohat acha swal hai forex main aap ko loss iss Lia hota hai aap ka pass acha experience nahi hota tu aap achi trading nahi Kar saktay hai jiss ki waja say Aap ko loss ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Trade ma loss ki major reason?

      Dekhen Mere Bhai trading Mein kam karte hue Kisi bhi member ko loss ho sakta hai aur yah Jaruri Nahin Hai Ki Har member ko ek hi reason ki vajah se Hamesha loss Ho trading Mein Kam Karne Wale a mukhtalif trader Ko Jab loss hota hai To Har trader ke loss hone ki reason bhi mukhtalif hoti hai Kuchh traders ko loss is vajah se hota hai ki Unki learning acchi Nahin Hoti e aur kuchh ko is vajah se bhi loss ho sakta hai ki vah market ko proper tarike se analyse nahin kar sakte aur ISI Tanha Mein jhakas Jo Mere mind Mein Hai vah Aaya Hai Jyada UN Logon Ko nuksan hota hai jo trading Mein new members hain aur vah profit ki lalach Karte Hain
      • #4 Collapse

        Re: Trade ma loss ki major reason?

        Firex mai loss ki major reason ye hai k overtrading or over confidence hai kiyun jb hm lalach karty hain tu apna nuksan kar bethty hain baghair sochy samjhy trade lagana start kar dety hain us mai hamain kafi nuqsan uthana parta hai ....
        • #5 Collapse

          Re: Trade ma loss ki major reason?

          Assalam Alaikum Forex member doston trading Mein loski major reason yah hoti hai aapke account mein capital kam hone ki vajah se aap lot size Jyada rakhte Hain lalaj karte hain aapke pass knowledge Nahin Hota experience Nahin Hota just aap trading business ke bare mein jyada information Nahin rakhte aur aap lalas Kiya Ja se profit Hasil karne ki vajah se trading Karte Hain Jo ki aap ko bahut jyada nuksan ka chawal banta hai aur aap news ko follow Nahin karte
          • #6 Collapse

            Re: Trade ma loss ki major reason?

            trading mein loss ki sabse badi reason yah hoti hai ki Ham ek to Kam account balance per bed lot size lagate Hain aur dusra yah ki Ham market ko analysis nahin karte to kaise trading karte hain aur Ramesh ke bare mein kuchh bhi knowledge or experience nahin hota jisse hamen loss hota hai agar Ham market karna licence karke kam lot size se trading Karen to Ham isase jarur profit kar sakte hain hamari ye na kami ki sabse badi bajar lalach aur market analysis na karna hai
            • #7 Collapse

              Re: Trade ma loss ki major reason?

              Rizan kia hy agar ap lapar wahi sy tred ly rahy ho to ap ko las to hona hi hy agar ap apni sari tawja forex ko do gy or har khbar py nazar rkho gy to es sy ap ko las hony k chans kam hojaty hen or mar kit ko har tar han sy janch kar tred leni chahia to b ap ko las ni hoga en sha ALLAH ap ko profit hi ho ga or aqsar log part taim kar rahy hen esy to hamen chahia k full taim dy or achy taim py achi c tred len
              • #8 Collapse

                Re: Trade ma loss ki major reason?

                Assalamu Alaikum dear friends member Jaisa ke aap Jante Hain ke hamara loss hota hai to to iski reason bhi hoti hain Amara Raja se hota hai ki ek to market ke bare mein samajh Nahin rakhte Agar Ham market ke bare mein samajh Rakhenge To Ham Kamyab ho sakte hain Iske alava Agar hamare pass market ke bare mein analyse karna ka experience hai Hai To Hamen chahiye ki ham SL TP Laga wale yani aap limit ka profit aur aap Jyada nuksan se bache sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trade ma loss ki major reason?

                  Trading me lose ki boht se wajohat hai jin me trading ka experience na hona market ke annalysis na kr pana movement ko check na kr pana trade lagaty waqt jalbazi krna aur trading ke rules ko proper follow na krna trading me lose ki waja banty hai agr hum ain sab cgeazo ka khyl to lose se bch sakty hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade ma loss ki major reason?

                    As-Salaam-Alaikum guys trading Mein kam karte hue Kisi bhi member ko loss ho sakta hai aur yah Jaruri Nahin Hai Ki Har member ko ek hi reason ki vajah se Hamesha loss Ho trading Mein Kam Karne Wale a mukhtalif trader Ko Jab loss hota hai To Har trader ke loss hone ki reason bhi mukhtalif hoti hai Kuchh traders ko loss is vajah se hota hai ki Unki learning acchi Nahin Hoti e aur kuchh ko is vajah se bhi loss ho sakta hai ki vah market ko proper tarike se analyse nahin kar sakte aur ISI Tanha Mein jhakas Jo Mere mind Mein Hai vah Aaya Hai Jyada UN Logon Ko nuksan hota hai jo trading Mein new members hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade ma loss ki major reason?

                      Assalam o Alikum.. Trade ma loss ka jo major reason ha wo ye k market ko analysis nhi kiya jata.. . Aor lalch k krny sy.. Kaam py focus na krny krn.. Aor mistake krny sy.. So hr bat ka khiyal rakhy.. Mehnat aor lagn sy aor profit hasil kr k kaamyab hn
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade ma loss ki major reason?

                        Assalam o Alaikum dear forex members trading me loss trader ki apni ghalti se hota hy trading krty waqt market ko thk trha se analysis krna chahiye agr jaldbazi me market ko misunderstand kr k trade lgy tu loss hota hy jis se hmara account bhi wash ho jata is loss ko recover krna boht mushkil hota hy shukriya.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade ma loss ki major reason?

                          dear friend forex per boht se logh tading ker rahe hain lkn kuch logho ko loss ho jata hian is ki wajha ye hoti hain ke logh ghalt time main trade lagate hain trading hamesha sham time kerni chahie dusri wajha ye hain ke kuch logho ke pass experience nahi hota or trading kerna shuro ker date hain in ko loss ho jata hain trading ke liay experience ki boht zarort hoti hain trading main loss hone ki aik wajha ye bhi hain log market ki movement ko nahi samjhte is liay in ko loss ho jata hain acha trader market k movement ko samjh ker trading kerta hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade ma loss ki major reason?

                            Jb ap ka analysis strong nai hota mtlb jb ap trading se pehle Market ka analysis nai krte tb ap ko nuksan hot aha so ap asa biliul b na krein apna km ache se krien or Dian se krein tb he ap forex mein ache se kmyab ho skte hien or ap mehnat kr achi earning b kr skte hein is liey interested ho kr Kam krein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade ma loss ki major reason?

                              Dear forex member forex trading mein loss ki major reason hamari apni mistakes hoti hain kyunki Ham forex rules ke mutabik apni trade copa nahin karte aur forex roj ko break karke apni trade ko open karte hain jiski vajah se hamen apni trade se nuksan hasil hota hai isliye agar aap apne trade se profit hasil karna chahte hain to aapko hamesha apni trade forex rules ke mutabik open karne chahie aur hamesha apne trade ko open karne se pahle market ki movement ko strongly analyse karke market ka exact trend maloom karna chahie aur market ke trend ke mutabik apni trade ko open karna chahie lekin agar aap apni trade ko market ke trend ke mutabik open nahin karenge to aap kabhi bhi apni trade se achcha profit hasil nahin kar sakte hain isliye hamesha apne trade ko prapt per planning aur aur mukammal focus ke sath aur soch samajh Kar open Karen tabhi aap forex trading mein kamyabi hasil kar sakte hain aur forex trading se achcha profit hasil kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X