Have patience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    brotehr forex me patience ki bohat value hoti hai forex business aik aisa wahid business hai jis me aap ko agar is ki knowledge ho gi or aap me sabar hoga to aap is me bohat agey barh sakty hain so koshish karni chahiye loss ke waqt patience na khoyen .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Sabar hi sy hr chez milti hai, kyonk sabar k baghair apko lalach ka samna krna parta hai, aur jald bazi main apka apna hi nuksan hota hai, aur mainay yeh baat apny ap per azmaye hui hai,aur jald bazi aur lalach krty huay, mujhe kafi nuksan hua, aur main apna balance zero per lay aya, islye patience sy kam krnay main hi afiat hai.
      • #63 Collapse

        forex trading main patience ke bohat importance hey, jahan trader ney patience chor k greed ke taraf jata hey wo loss uthata hey, jitna ziada trader k andar patience hoga wo utna he better decision ley ga aur successful hoga...
        • #64 Collapse

          sabar ka phal hamesha meehta hota hai aor jo log sabar se kaam lete hai wohi zindagi main kamiyab hote hai... aor esi tarha jo log business main sabar se kaam lete hai... aor bena lalach k apka karobar runing main rakte hai... wohi kamiyab hote hai....
          • #65 Collapse

            g han bilkul yahan jo log isse use karty hian wo trade karty hue aksar loss kar bethty hian to loss honay ki waja se forex ko chor dyty hian nuqsan ko bardash karne ki himmat nahe rakhty me smjhta hu un logo ki forex me zarurat nahe hay yahan wo log honay chaiye jin me buhat PATIENCE ho......
            • #66 Collapse

              Jab tak ap sabar aur himat say kaam nahi lay gi tab tak ap main himat aur hosly ki faza paida ho sakti ha aur woh bhi iss soorat main jab ap iss main kaam kar rahy hoty hain aur yah ap ko tarki ki tarf lay jata ha taky hum iss main kamjab ho sakain aur agar loss ho to phr bhi himat say kam lain
              • #67 Collapse

                g brother forex may agar ik bar enter ho rahy hai tu sub say pehlay demo par jub trade open kar lo tu us ko deko who ap ki trade kitna time lay rahi hai profit may our kesay ap profit k liyeh wait kar rahay ho brother wait agar kar saktay ho tu profit milay ga agar wait nahi kar saktay ho brother so may b success ho brother
                 
                • #68 Collapse

                  g han patience to bohat compulsary thing hai .. kyun k loss to zindagi ka part hai .. loss ka age hi success hai .. and success k graph mai loss lazmi hai .. to agr in case loss ho jaye to hamen patient rehna chaiye .. apni ki hoi mistakes say learn karna chahiye so that hame next time loss ko face na karna pare
                  • #69 Collapse

                    patient is a good thing in Forex trading and all other business because if any body have no patient so he will not be able to get profit in that business. for getting profit in business every trader have to show patient.
                    • #70 Collapse

                      Ham jab forex business main aye hain tou hamen es main sabar se kam lena chaiye jaldbazi main ham apna profit nhe le sakty lose ho jata hai.
                      • #71 Collapse

                        Patience ka hona zarori ha ap toray sa sabar aur tahamul ka muzahra karin ga to ap apna experience acha kar saktay hain. es leay be cool.
                        • #72 Collapse

                          g bhai jan forex me patience face krnai prti hen g nahi to is me loss ki waja se ak trader bohat si problem face kr skta ha g forex ak bohat hi rsiky business ha g is me ak trader ko chahye k wo greed ko control kre or cool minded se trade kre
                          • #73 Collapse

                            G han bilkul patience ke baghair aur ziyada lalach ke sath kabhi bhi ap kamiyab nahi hosakte forex trading mein,kiunke ap ko trading karte hue bilkul relax hona parta hai aur agar ap panic hogaye,to phir loss apko follow karega and apka poora capital loss hojayega.
                            • #74 Collapse

                              forex ke stage par sabar tu hona buhat he zarror hota hai kiyon k ye minded man k liye best hai es mein heart man kabi ziyada earn nahi kar sakay gae es mein wait karna parta hai profit k liye thankful for question
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                patience to lazmi hai forex main without paitence agar hamara loss hojai to hum wo brdast ni kr paingai is lye paitence is importent in forex trading.agar paitence sai work krain to is sai ye hoga k hum market ko up down hota daikh paenge
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X