Have patience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    Forex k buisness mein ye hamary liye bohat he zarori bat hai k ham patience k sath kam karen to phir humen ek acha benefit hasel ho sake ga is buisness k zariye say
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      AP g apna weak point find kar k us ko strong karna chahiye or us galti se sabaq hasil karna chahiye. Forex trading me traders jitna sabar se kam kare gay utna he profit earn kare gay agar trader lalach kare gay or apny experience se ziada earn karny ka sochy gay to wo kabhi profit earn nhi kar sakty....
      • #588 Collapse

        Gi Bhai trading k field me patience ki bohot zarorta hoti he kisi bhi trade me profit or loss ka talluq patience k sath hota he bohot se log sahi waqt ka intezar key bagher trader close kardetey hain jis me un ko ya to loss hota he ya kam profit.
        • #589 Collapse

          g han bahi yeh zarur ha k ek trader ko sabar karna chaiyeh, ko b trader ho usko chaiyeh k ziada greedy na ho, Q k greedy hony per woh sub loss kar deta ha, trader ko sabar karna chaiyeh, aur aisa aisa profit earn karna chaiyeh, bajy is k ek dam say sara capital zya kary, usko sakoon k sath soch k trade karni chaiyeh...
          • #590 Collapse

            yes you must have patience because it will take you to take good decisions about the trading process and your profit will increase more and more and you will get profit at home.
            • #591 Collapse

              achi advice di ha keh forex main trading kay doran apny andr sbr rkhna chahe is main greed na krna chae aor forex man jo problems aty rhty hian un sy achi trah waqf ho kr trading krna hi bhtr result dy ga aor profit ho jae ga
              • #592 Collapse

                Bilkul sahe kaha ap ne jo be sabry or greedy loug hai un ki forex ma koi jagha ni hai wo hmesha loss karty hai humain trading ma patients k sath kaam karna chahy acha trader banny k lie yeh sab buhat zarori hai
                • #593 Collapse

                  For all the Forex traders it is important know that there is no room for low tolerant and greedy fill in Forex, low unhurried traders always invite various problems for them as considerably others so have a patient attitude always.
                  • #594 Collapse

                    mujay lagta hay forex tarding business mein patience bohat hi ziyada zaroori hai iss k begheir hum achi trading ko nahi ker saktey hain mein tou iss ko bohat hi ziyada pasand kerta hoon tah k mein achi forex tarding ker sakon....
                    • #595 Collapse

                      bilkul best forex site he har insaan ko rato raat ameer bana sakti hai and its depend your patience k ap kis tarha say apne ap per focus de sakte ho
                      • #596 Collapse

                        well ji hana forex busniess main hum jitnaa pateince se kaam kary egy utnaa hi hum is ian achi eaninrg kar ksay gey kyun k saba fdkarnaa bht hi imoirtaa hian forex busniess mai
                        • #597 Collapse

                          Jee han mein ap logon ko aur new traders ko yay salah dena chahta hon k ap jab trading karahay hon to apko patience rakhna hoga aur apko is mein ziada kam karkay acha trade karna ajana chahye
                          • #598 Collapse

                            salaam ji janaab sahi farmaya hai aap ne ke yahan par agar sabar nahi hoga to loss hota rahay ga aur profit milna mushkil hojata hai isliye agar sabar karogay to phal tabhi meetha hoga aam ki tarah seekh lo isse faiday mein rahogay
                            • #599 Collapse

                              In Forex trading there are many factors which needs to be taken care of. One of them is to control your emotions during the Forex trading and the other is to have patience with the on going Forex trade and dont even lose patience if your trade gets in loss
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                jee bilkul ap ne theek kaha ke forex trading me trading kartay huay hame fully patience ka muzahira kartay houay trading karni chahye taakay ham kisi bhi harmful condition se bach saken loss and profit to kisi bhi karobar ka hissa hotay hen but sirf loss tab he hota hay jab ham kis bhi karobar ke leiye koi fesla lene ke liye sabr o tahmmal se kam nai lete. is liye hame na ke forex balkay kisi bhi karobar me sabr o tahmmal ka daman nai chhorna chahye or lalach se door rehna chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X