Have patience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    yes dear aap ne sahi kaha hai forex aik risky business hai es mai loss aur risk ka buhat khatra hota hai aur trader kol apne emotion aur temper per control rakna chaheyai warna buhat loss ka khatra hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      g dost forex mein wo hi man successfull man hia ya trading ban sakta hoo aor jo lalach k bagir trading kary aor partic k sath kam karne baki loog ke liye jaga nahi hiaa.jo loog lalch karte hia wo nuqsan hi uthata hai.
      • #528 Collapse

        Fear of loss in forex world is in the mind of every forex trader whether he is a successful one or just a starter. You can't say that I am not afraid of loosing money in forex market, you have to admit that. The only difference between a newbie and experienced trader will be the mindset
         
        • #529 Collapse

          aik ache trader ke lye zaruri he ke trading kerte waqt ushe patience rakhna chahye warna jald.bazi men hamesha loss hota he or kabhi bhi achi trading nahe ho sakhti ..
           
          • #530 Collapse

            my dear ye to forex tarding mein bohut importance hota hy ager is mein ap aisa nahi karty hen to is mein ap kamyab bhi nahi ho paty hen is mein ap ko is ka hath tham kar hi tarding karna hoti hy.
            • #531 Collapse

              sabar say kam karnay ka apna he maza hai is say hum ko he faida hota hai jis say hum ko ye cheez samjhnay me madad milti hai hum ko apnay is cheez ko samjhna hota hai k kesay hum kam ko karsakty hain.
              • #532 Collapse

                ji han forex me patience buht importance rakhti without patience trading buht difficult hai q ke aksar hum greed me akar hum kafi mistakes ker jatea hai ager hum patience ke sath work kare to hum aik successful trader ban saktea hai
                • #533 Collapse

                  yes brother you say right that k forex per greed karne wale member kisi na kisi terha se problem ko invite karte rhaty hai because kabi un ko trading ma loss ho gaya hai ys kabi un ka forum per bonus refresh ho gaya hai
                  • #534 Collapse

                    patience yani bardast aik asa ahmal hai jo bohat zayda important hai ap kesi be kam main forex ho ya kesi be bsuiness main patinece sy kam lo gy tu ap ko easily sucess mel jaye ge aur ap loss nahe kero gy apna
                    • #535 Collapse

                      Bs mehnat mehnat aur mehnat................... is ky ilawa aur koi way ya rule nhe hy jis ky zriy sy success ko hasil kia jay aur profit kmaya jayy,,,,,,,, is liy mera mshwara yhe hy ky jitni ziada ho sky practice krni chahiy aur apni learning power ko improve krna chahjiy...........
                      • #536 Collapse

                        yes bro forex trading k business mein wohi kaamyaab hota hai jo sabar say kaam lata hai kyun keh is business mein jo lalach kerta hai wo loss kerta hai aur jo sabar say aur cool mind k sath work kerta ahi wo kaamyaab hota hai kyun keh wo aik planing say sab kuch ker raha hota hai,
                        • #537 Collapse

                          bahi forex trading me paitnec ke kafe zarorate hot eha ha agre without patinse ap trading karte rahi ge to ap ko kafe problam ho sakt eha trading me
                          • #538 Collapse

                            dear friend mery khayal mai forex trading mai patience buhut bari important role play karti hain hamy chahyie kai ham forex trading mai greed na kary aor patience say kaam kary
                            • #539 Collapse

                              isme apko himmat or mehnat boht karni hoti hai dear ye risky bussiness to hai but agar ap full time system se kaam kro or himmat na haro after loss to i think it is really a awesum online bussiness dear meri azar me to ye ak acha or kamao bussiness hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                Patience ki forex trading mein real mein boht he ziada importance hay keyon keh agar ham patience na rakhin tu ham ghalt trades lagaty rehty hain aur in result ham ko loss ho jata hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X