Have patience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    my dear friend agr hum forex ma kam kart he to huma patience se kam karna chaye agr forex ma ap ko loss ho jata hy to huma apni galti ko dahkna chaye k hum kahan per galti ki hy aur phr us galti ko next time nhi karna chaye jab hum apne andr se week point ko kahtm karn ga to hum ache trade bane ga aur huma lalach nhi karni chaye forex ma wo band kamyab hy jo without lalach is ma kam kara ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Meray khayal main forex trading main nahi bulkeh har business main sabbar say kam laina chahia q keh agar hum kisi be bussiness main sabbar nahi karain gay tou humain loss ho sakta hai
      • #108 Collapse

        ji ji bbhai jaan !!!! bilkul theek keh rahe hain ap k hum jab tak Forex trading ka kaam patients k saath nahi kareinge hum success hasil nahi kar sakte !!!! kun k ye kaam aisa hai k ap agar greedy hojaoge to sirf loss hi uthaOge !!!!
        • #109 Collapse

          forex tradin me jo log greed rakhte hain aur patience se kaam nahi karte wo kbhi be successfull nahi ban sakte hain...greed karne wale ka hamesha loss he hota hain aur agar loss hojaye tu hume patience se kaam lena chahye... sabar se kaam lena bohat zarori hain... forex trading me achay trader wo hote hain jo greed me nahi ate aur patience se kaam lete hain.....
          • #110 Collapse

            Majority traders Forex trading mein ess liyee fail hoo jatee hain because woo knowledge naa lena chahtee hain aur naa hee analysis koo samajhna chahtee hain aur greed factor kee waja see bohat zyada loss karwa detee hain
            • #111 Collapse

              g haan agar aap aik achy trader hain lain aap main sabar zara kam hai to aap ko losses hi hun gy beshak aap jitni chahy achi jaga trade put karain lakin agar aap sabar nai kar sakain aur ziada loss k dar se trade close kar dain gy to thori dair baad market ko apny haq main wapis ata dekh kar afsoos hi karian gee iss liye sabar kaa daman na choorain kiun yee forex main naqaami ki bari waja hai
              • #112 Collapse

                dosto trading main haman tab he success hasil hogey jab ham patience say trade karan gay kyon kay trading main loss b hota haor is ko agar bardashat na keya jaya to trading jarey nhe rakhey ja saktey,,,,,,,,,,,,,
                • #113 Collapse

                  ye forex main jis ny patiance k sath kam liye jo bardsh kar sakta hai wo e forex trading main kamyaab ho sakta hai easylye .
                  • #114 Collapse

                    patience is a term which define it self as sabar rakhaaaa meri jan sab behtar ho jaye ga . so when you are in deficit or loss do not dominate have patience aqnd wait for right time
                    • #115 Collapse

                      forex mai sab se bara kaam ap k sabar ka hai agar kisi ghalti ki waja se apko nuqsaan ho jata hai to apko chahye k sabar aur tahamul se kaam lyn.kiu k sabar se kaam nahe lyn gy to aap himmat har jayen gy aur agy k liye mehnat nahe kar payen gy
                      • #116 Collapse

                        yes u r right forex mian ager kamyab hona hai to us kay liay aap ko apnay emotions pay control rakhna hai or is kay ilawa lalach say bacha kay rehna hai kiu kay mostly traders inhi cheezo ki waja say loss main jatay hain
                        • #117 Collapse

                          Patience is the most important in the forex trading business patience makes the trader disciplined, patience makes us strong and confident and make us perfect about the trading, so we need to make ourself strong and successful due to patience.
                           
                          • #118 Collapse

                            to become success in forex business you must have patience, with out patience you can not become succeed in forex trading business at all. patience and hard work in the key to success.
                            • #119 Collapse

                              yr app ne thek kaha log lalach kr ne ki wajha sy boht lose kr dy ty han hum ko agr forex trading main acha business kr na hai to hun ko lalacha kr na chora ne ho ge kyun k lalacha sy he hum ko sub sy zayda lose hota hai hun lalacha k chakra main galat trad laga laye ty han or hum ko lose ho jata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                in forex trading if you trading without skill then you do not take profit and if you with full skill and confidence then you easily because success and patience is very important in forex and if a forex trading faill tofollow it perfictly they must be looser

                                اب آن لائن

                                avatar Ayeza
                                avatar Ayn
                                avatar Sno
                                avatar Jawadb
                                avatar Yashfa
                                Working...
                                X