Have patience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    bhai jaan main ap ki baat sy ittefaq kerta hoon saber ki ahmyyat sy inkar ni kya ja sakta khas toor per forex main forex trading mian hamy or app sabh ko sabr rakhna chahye agar koi or bhi kam ha to hamy us mian bhi sabar rakhna chahye q k is main hi kamyabi chopi hoi hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      g han orex aik risky bussiness hay is main patience bohat zaruri hey patience k bina aap forex trading nhi ker sktay,loss ki surat main agar aap himat har gaey to kuch gain nhi ker saktey is liey patience k sath work karna chahiey.
      • #903 Collapse

        G bhai forex me har koi acha business man ban sakta he bad use is ki knowledge honi charge phir us me pass buhat paisy Honge
        • #904 Collapse

          G han app ne sahi kaha ha is business me hmen sbr se kam karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen achi earning tb hi hoti ha jb hm is business me sbr se kam karty hain kyun k sbr se kam karny se hmen kafi achi earning ho sakti ha
          • #905 Collapse

            Aap ne sahi Kaha ke forex me kamyab honay ke liay sabar ki bohot ziada zaroorat hoti he or hum jab Koi trade kartay hain tu us me jald bazi na Karin tu Accha he.
            • #906 Collapse

              my dear patience huna bht zada zarori hai kiun k patience k bina hum forex se achi earning nAHI KAR SAKTE YE BHT HI ACHA BUSINESS HAI UN LOGON K LIYE JO PATIENCE K SATH ISS ME KAM KARTE HAIN.
              • #907 Collapse

                forex bussniess mein kam karny kay liye ap kay pas patience hona bht zruri hoty hai agr ap mein patience ho ge tab hi ap achi earning kar sako ge ku kay sabar ka phal meetha hota hai or ap ko apni manzil tak zrur phnchata hai.
                • #908 Collapse

                  ji bhai forex trading main petience hona chahiyea trader main bohat sa trader apni lot open karny k bad petience main nahi rahty or wo greed kar k apna loss kar dety hain halan k aesa nahi karna chahiyea petience hi trader ko bohat successfull bana deta ha.
                  • #909 Collapse

                    g han ye cheez bohat zaruri hey agar sabar nahi hey tou ap bohat si esi cheez hey jo lose kar jaoge isi liye aap ko har trading mey sabar ki boaht ziada importance hey q k sabar hi har cheez ko asan bnadeti hey or trading mey sabar zaruri hey.
                    • #910 Collapse

                      Forex aisa business hy is main buhat sabat say kam lena parta hy. Aksar log sabar ki bajaye tension main aa jatey hain aur wrong decisions kar detey hain, jis ki waja say unhain buhat ziada loss ho jata hy. Jab aap ko market ki samjh aa jaye tab aap trades lagayen aur phir wait karain. Koi bhi decision tezi main na lain, tension sey door rahain aur relax ho kar trading karain.
                      • #911 Collapse

                        jee hain bhai apne sahi kaha hai k hum mein kuch asy bhi hain jo k saber nhi karty hain trade karty hwa or jaldi karty hain us ko cut karne mein ya lagne mein
                        • #912 Collapse

                          forex rading aik aisa business hay jis main professional ban nay kay liyea sabar kerna zaroori hay jo sabar nahe kerreyga woo trading main loss kerta hay..
                          • #913 Collapse

                            forex mein kaam kartay howay sabar aur tuhamaal se kaam karay aur kosis karay es mein kaam kartay howay greedy na karya ap k liye money earn karna easy ho ga thankful for question
                             
                            • #914 Collapse

                              agree with u dear asa e hota hai be saber hn kr jb b trades lgi jati hai ap ko loss e hota hai or asya pa ka act wash hn jata hai is lia kaha jata hai k soch samjh k or achy sy market ko judge kr k trade open kry. jaldbazi naa ki jay tu e betr hai forex may sub sy zayda patience zaroroi hai warna ap is sy profit ni bna sakty.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                Patience (or forbearing) is the state of endurance under difficult circumstances, which can mean persevering in the face of delay or provocation without acting on negative annoyance/anger; or exhibiting forbearance when under strain, especially when faced with longer-term difficulties. Patience is the level of endurance one can take before negativity. It is also used to refer to the character trait of being steadfast. Antonyms include hastiness and impetuousness
                                   

                                اب آن لائن

                                avatar Mohid56
                                avatar Ayn
                                avatar Qasi
                                avatar Train
                                avatar Nomi_k
                                avatar Mannal
                                avatar Basit5
                                avatar Rehan50
                                Working...
                                X