Have patience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    ji han forex trading kertay waqt sabr se kaam lena chahye or greed nhi kerna chahye keou kay greed man loss me ho hota hay iss liye sabr se trade kreney chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      Main kehta ho kay kaam chaye koi be ho us main humy pehly yay nahi daikhna chaye k is say humy kitni earnings ho gi ya yay bohat he profitable work hy, is say hum bohat zayada paisa kama saky gay. Best strategy yay hoti hy k us work ya business ko jitna hum seekh sakty hy seekhy. Seekhnay ka faida humy baad may milay ga lakin aksar logo main patience hota nahi hy or wo jaldi k chakar main apna b sub lost kar dety hy.
      • #243 Collapse

        patience ki importnat bht hi zaiyda hai our basically Forex trading main humi market ko agar shai study karna ha tu sab sa pahal humi patience rukhna ki adat dalni chaya trading main jo log patience ka stha kam karte ha wo kabhi bhi nakam nahi hote hain.
        • #244 Collapse

          First of all, we will have to define what patience is and what does that mean in forex trading. being patient is considered to be a good quality of forex traders but it is more important for a trader that he knows his entry and exit points and does not keep waiting and keep being patient.
          • #245 Collapse

            patience most important thing in forex.... agr ham forex mai kamiyab trader ban na chahte hain to hamen petience se kaam karna hoga or jitna hosake greed se door hi rahna hoga to hi ham forex mai success hasil kar sakte hain
               
            • #246 Collapse

              Hamesha trading mein apko apni patience barqaraar rakhni chahiye aur greed ko throw out kar denan chahiye kyun k trading greed se nahi bulkey patience se hoti and patience is very much important in tarding and patience se hi aap right decision le saken about your trade.
              • #247 Collapse

                patience is really very important in this work .. because patience give you reward in return of profit .. jitna deehan sae kaam kiya jaai ga utni kam mistake hgi aur profit utna zada hga
                • #248 Collapse

                  I agreed and second to all of my above fallows, actually patience is the key to success and it also make you remain calm and keep you away from anger and making some wrong decision which can be distressful and disgrace. so it is recommended that be patience and hope for the best and never loose your hope.
                   
                  • #249 Collapse

                    bhai patience nahi ho gi aap ke andar to aap is me bohat loss khayen ge is lye me samjhta hun ke jitna bhi aap ko loss ho jaye aap patience ka daman hath se na choren or carefully wok karte rahen .
                    • #250 Collapse

                      kion ke hum san ummed se hain or duniya umeed per qaim hai, or agar loss ho bhi jata hai to kia hua jaan to hai na, himmat kar ke phir se loss cover to ker sakte hai na, lekin agar patience se kaam na lia or loss ke bare main sochte rahe to ho sakta hai ke soch soch kar khud ko tentions main dal ker mukhtalif bemariyan lagwale or loss to hua hi ho ga per jaan se bhi jainge or patience to gya hi gya
                         
                      • #251 Collapse

                        The attitude of greed and emotional feelings always push you in quagmire of loss and successful trader always avoid greed and show patience and control of emotions because these human nature may cause huge loss so we have to take control over emotions and have patience.
                        • #252 Collapse

                          we should move forward for the best and to forget about the loss and should be patience, because there is victory and blessings behind all the losses and ever, and if you did not get the victory at the end in that case you will find the way for the next step to move on.
                             
                          • #253 Collapse

                            Forex trading may patience bohat ahmiyat rakhta hai aur ye jald bazi ka kaam nahi hai forex trading may jald bazi karnay walay nuqsaan may rahtay hain sabar ka saath trade kartay huway sirf zari si mahnat say hum forex may profit earn karsaktay hain.
                            • #254 Collapse

                              or forex trade main to patience bohat zaruri hota hai kion ke trade main faida bhi hota hai or nuqsaan bhi hota hai, to agar patience nahin ho ga to or bhi nuqsan ho ga kion ke ap phir wo step uthao ge jo hosakta hai apke jazbat kamzor karde or app himat har jain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                or sabar ka phal mitha hota hai, OR FOREX trade main lazmi nahin ke koi minded man hi achi trade kar sakta hai balke ismain aik noramal ya wo insan jise trade ki know how bhi na ho wo bhi ache tariqe se kar sakta hai per us main bhi patience hona bohat zaruri hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X