Have patience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    forex trading me acha result hasal krney ke leye ap ko chahey full patience aur ap ko chahey ke daily jab bhe ap ko time melay to forex trading practice krtey rahey aur daily ap ko chahey ke forex trading me working ke sath sath demo account per bhe work karey..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      bhai jitna app mein patience hoga utna hi app market ko achi tarah se observe kar payeingay aur jitna app market ko achi tarah observe kariengay utna hi app achi entry point se apni postion open kar paogay aur jab appki postion achi point se open hoo tab appki loss k chances bohut hi kaam hojatey hain aur profit k chances bohut bhar jatey hain isliya patience bohut hi zaroori hai.
      • #138 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: atifraza پيغام ديکھيے
        Forex trading ek aisa business hai jis me humein sabar se kam karna chahiye or agar loss ho jaye to apny ap ko kosny ki bijiye apna weak point find kar k us ko strong karna chahiye or us galti se sabaq hasil karna chahiye. Forex trading me traders jitna sabar se kam kare gay utna he profit earn kare gay agar trader lalach kare gay or apny experience se ziada earn karny ka sochy gay to wo kabhi profit earn nhi kar sakty.
        Jee haan bhai sahi baat hai forex me hume sabar ki bohat zaroorat hoti hai hum forex trading me jitna sabar karen ge hume utna hi faida ho ga kahas kar hume us waqt sabar karna chayye jab hum apni money ko loss kar dain apni galti ki waja se aur hume apni us galti ko read kar ke us se sabaq hasil karna chayye.....
         
        • #139 Collapse

          Forex trading main pation ko control rakhny ki bht zarorat hoti hai jub tak apny ap ko kabu nai rakhty tub tak kamiyab nai hoskty aur lalach to buri balla hai is k chekro maon profit hoty way b loss hojata hai..............
          • #140 Collapse

            yes dear asiudvhria ycdsd fceyf dasyufifaefg uasyefcisefieyoa dghiyefep uzaisdyq yzaidsuq iazbxciadfsudc bdfsdbicisd vbvazs idfsdtiysavsdbi cdsatcivadyfd svagdsfdfg yidvdtdf xcnboasisyvdiyso fvzudfgozdrzd foaspszidf giag idygzgisfg aiygiq taiydiztd
            • #141 Collapse

              g bhai jan forex mai hamain sabr k sath kam lyna chahia q k agr hm sabr or apni lalach par kaboo paa kar kam krain gy too hm yakenan kamyab ho jain gy is lia forex mai sabr bht zarori ha
              • #142 Collapse

                jab bhi ap koi business start karo to us mein ap ko sabr sy work karna hota hy kio k is mein hi ap ki achai hoti hy to forex trading mein bhi ap jab trading karty hen to ap ko sabr ka muzahira karna hota hy kio k ager ap sabr sy kam nahi karty hen to woh kam jald bazi mein ho jata hy to is sy ap ko loss bhi ho sakta hy.
                • #143 Collapse

                  Trading with patience is very necessary because when we trade with greed then we lose money here easily so always trade with great patience to make successful pips in the market easily.
                  • #144 Collapse

                    well my friend agar app is trading business main kameyab hona chahty han tu app ko chaiye k app is ki knowledge collect karain r phir jab b trade karain tu full attention sy r pury patience sy q k is business main app ka mind clear hona lazmi hai warna nateja loss ki shakal main samny aye ga.
                    • #145 Collapse

                      g han patience to bohat compulsary thing hai kyun k loss to zindagi ka part hai loss kaa age hi success haie and success ka graph mai loss lazmi hai to ager in case loss ho jaye to hameen patient rehna chaiye apnie ki hoi mistakes say learn karena chahiye so that hame next time loss ko face na karna pare.
                      • #146 Collapse

                        sabar or tahamul k elawa ham kafee dair tak market may apni position ko hold nahee ker sktey kyn kay baaaz okat hamary lagaye gayee order ko room chhaye hota hay breathe kerny k lye or hamen patience rakhna perta hay sahee entry ka...
                        • #147 Collapse

                          yes dear hume trading patience and sabar se karni chaiye kyu ke is me loss bi hota hai profit bi is liye loss hone per aap ko sabar se kam lena chaiye or apni mistakes se sekhna chaiye or next time loss se bachne ki try karni chaiye
                          • #148 Collapse

                            bhut dafa muj ko forex mein juld bazi ki waja se loss howa hai aur bhut muskal se main ne iss habit ko katam kiya hai kyun k jab aik trader patience se kam nahi leta hai aur juldbazi karta hain tu wo juldi mein koi na koi easi mistake kar leta hai jis ki waja se us ko loss ho jata hai
                             
                            • #149 Collapse

                              agar loss ho jaye to apny ap ko kosny ki bijiye apna weak point find kar k us ko strong karna chahiye or us galti se sabaq hasil karna chahiye. pary ga or aap market ko force kar kay profit nahi le sakty. Market ne apni marzi se run hona hota hai so apny plan ko kharab na Karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                agra forex trading karte huwey apke andar aik acha patience he to phir aap is main kabhi bhi fail nahin hotey aur phir aap is main fully confidence ke sath trade laga saktey hain aur is main profit get kar saktey hain.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X