Trading kis time karny chahiay?????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kis time karny chahiay?????
    Mara tamam forex trading ke members se sawal hai ke trading ke liye ek achcha time table kaun sa hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kis time karny chahiay?????

    Dear forex market Mein kam karte hue Humko yah Baat Apne mind mein Main Rakh kar kam karna chahie ki is market Mein kam karne ka koi bhi fast time nahin Jab Ham is market Mein kam karte hue Apne knowledge ko use karte hain aur apne experience ki help se is market Mein inter Hote Hain to Vahi time Hamare liye is market Mein kam karne ke liye perfect hota hai aur Agar Ham is market Mein kam karte hue to Kaise kam karte hain yah bhi Tod knowledge experience ke kam Karte Hain To Hamara is market Mein kam karna bilkul Khajur hai aur jo kam fazool Samjha Jaaye usmein Humko Kisi Ki Sab ki koi bhi aadami Ki Nahin ho sakti hai, isliye Humko yah Baat Yad Rakhna chahie ke forex market Ek international business hai hai jismein kam karte hue jab tak hamare pass Ek Achcha mind Nahin Hai Hai Ek Achcha experience Nahin Hai Ham is market Mein Kabhi Bhi success Nahin ho sakte hain aur Agar Fir Bhi Ham ismein kam Karte Hain to hamare liye loss hi sharmindagi hai Iske alava ham is mein se Kuchh Bhi Hasil nahin kar sakte hain Kyunki yah kam Koi Aam Kam Nahin Hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trading kis time karny chahiay?????

      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
      Dear forex market Mein kam karte hue Humko yah Baat Apne mind mein Main Rakh kar kam karna chahie ki is market Mein kam karne ka koi bhi fast time nahin Jab Ham is market Mein kam karte hue Apne knowledge ko use karte hain aur apne experience ki help se is market Mein inter Hote Hain to Vahi time Hamare liye is market Mein kam karne ke liye perfect hota hai aur Agar Ham is market Mein kam karte hue to Kaise kam karte hain yah bhi Tod knowledge experience ke kam Karte Hain To Hamara is market Mein kam karna bilkul Khajur hai aur jo kam fazool Samjha Jaaye usmein Humko Kisi Ki Sab ki koi bhi aadami Ki Nahin ho sakti hai, isliye Humko yah Baat Yad Rakhna chahie ke forex market Ek international business hai hai jismein kam karte hue jab tak hamare pass Ek Achcha mind Nahin Hai Hai Ek Achcha experience Nahin Hai Ham is market Mein Kabhi Bhi success Nahin ho sakte hain aur Agar Fir Bhi Ham ismein kam Karte Hain to hamare liye loss hi sharmindagi hai Iske alava ham is mein se Kuchh Bhi Hasil nahin kar sakte hain Kyunki yah kam Koi Aam Kam Nahin Hai.
      G hn sahi kaha iss market mn kaam krne ka koi khas time nhi hy jis wqt hum mehnat se fresh ho k kaam kren gy wohi time hmary liye acha time hota hy
      • #4 Collapse

        Re: Trading kis time karny chahiay?????

        Assalam alaikum main jaanta hun ki aap sab log khairiyat se honge
        Yah baat bilkul dorst hai ka trading ka koi khas time nahin hota isiliye
        ise kisi bhi baat Ham start kar sakte hain aur band bhi kar sakte hain
        Ishwar Puri tarah jode ne jaaiye aur senior ke sath contract mein rahana
        chahie Taki Ham apni achi trade kar sakeaur hamen apni new se bhi touch
        rahana chahie kata ke America mein ab kya ho raha hai daily per gaur karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Trading kis time karny chahiay?????

          Trading kis time Karni chahie Ji Hain friend Mein a jao ko batana chahti hai ki reading karne ke liye koi time kar raha Nahin Hota Jab Bhi aapko market ki samajh mein a Jaaye to aap trading kar sakte hain isliye aap Sabko koshish karne chahie foreign Forex per market ko Samajh Kar apni trading Karni chahie Jab Bhi aapko market ki samajh Hai foreign aap apni trading Karen aur Achcha profit ke form fraction bahut hi Achcha aur online business a isliye aapko Jab Bhi trading ke Samaj Aaye aap fauran hi aap usmein trading Karen aur trading Karke Achcha profit Hasil Karen
          • #6 Collapse

            Re: Trading kis time karny chahiay?????

            AoA dear member wesy to trading ayesa kam hy hy jis men age aur time ki koi pabandi ni kisi b time ap kr skty hen mgr kch times hoty market k open close hony k jin k mutabiq bnda kam kry to loss se bch skta hy is k ilawa agr bnda bilkul fresh mind k sath aur free ho k kam kry to us time behter taor pe kam ho skta hy q k mind 1 hi jga pe hota hy tb bnda proper soch smjh k kr skta hy is k liye apko decide krna hy k knsa time best rhyga ap k liye mere mutabiq subha subha namaz k baad ya phr mghrib k bad ka time best hota hy trading k liye.
            imranhaider
            • #7 Collapse

              Re: Trading kis time karny chahiay?????

              Asslam o aliakum, trading ka koi specific time nae hota ham ksi bhe time forex trading kr skty hen lekn time k elawa hmara experience or knowledge acha hona chahye din k time rat k time jb bhe moka mily ham kam kr skty hen forex pe
              • #8 Collapse

                Re: Trading kis time karny chahiay?????

                Trading ka time subha 6 bje se start hota Hy us time AP relax ho k trading kr kskhty ho us time AP acha khasa earn kr skhty ho isliye koshish Kare k time pe start kare trading
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kis time karny chahiay?????

                  Market me treading Hamesha Sahi time ke selection karke hi start karna chahiye kabhi bhi aapko Apne trading co jaldbaji Mein Shuru nahin karna chahie Kyunki jaldbaji Mein ki Gai trading aapko kabhi bhi acchi kamyabi Nahin de sakti market Nahin aapko Apna Kam karte hue market mein aapko Apne trading market ke analysis ke sath hi open Karni chahie yah kabhi bhi market ke analyses ko ignore Karke Apne training ko Shuru nahin karna chahie Kyunki Is Tarah Se Ham Apne trading ko kabhi bhi Kamyab Nahin banaa Sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kis time karny chahiay?????

                    real Forex member aapane bahut hi achcha sawal kiya ke trading kis waqt Karni chahie beer humko trading karne ke liye ismein koi mahsus time nahin diya Gaya lekin agar ham ismein dekhenge hamari market ki moment kab fast Hoti hai to hamen apni trading co us waqt karna chahie jab hamari market bahut hi fast trading kar rahi ho movement kar rahi Hoti hai kyunki dear Forex number hamen agar ismein in timings Ka pata chal jaaye Jin timing ne hamari market ke different per level apni moment ko bahut hi fast karte Hain to ham ismein apni trading se achcha bahut hi jaldi fayda le sakte hain isliye use market trading Karen jab aap acche tarike se analyse kar le aur market ki munh mein touch tarike se samajh le
                    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kis time karny chahiay?????

                      treading ko agar aap start karna chahti hai to uske liye aapko Sahi time Ka vate Karna chahie kabhi bhi aapko apni trading jaldi mein open Nahin Karni chahie yah Kyunki market trading Mein Shuru karne ke liye market ke signals ka best Hona bahut jyada Jaruri Hota Hai Tabhi aap apne trading ko profitable Banakar acchi kamyabi Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading kis time karny chahiay?????

                        And real friend new Bob Ek Achcha signal Hustle karne Uske bad hi aapko trading karne Ja Ja usse pahle aap trading nahin kar sakte hain agar aap market ko analyse kaatne ki Vahi trading Karenge To Aise Aap Ko nuksan Hoga nahi aap Achcha profit Hasil kar Sakenge isliye Jab Bhi trade Karen Soch samajhkar Karen Ek acche analyse ke sath Karen so Samay ka trading ki Jaati Hai To Insan Kamyab Hota Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading kis time karny chahiay?????

                          Doston trading Hamen Hamesha use Waqt Karni chahie Jis Waqt Hamen market ki moment ka Sahi Taur per andaza Ho strong analysis ke bad aapko Forex trading mentry leni chahie tabhi aapko Forex trading Mein Achcha profit Ho sakega kabhi bhi bagair analysis ke market ki movement ko samjhe Bina Hamen trade Nahin Karni chahie Is Tarah Ki trade Hamen Aksar nuksan Deti Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading kis time karny chahiay?????

                            Asslam o Alikum,
                            Jee hain jo senior member hain onhn chhaye k wo apna knowledge share krn taa k junior ko us chz ka ilam hoo wo b axhy sy learn kr skien r agy barh skien taa j wo b axha business generate kr skien r zindagii mein agy barh skien .forex aik bahot he axha platform hai jis pay mahent kr k agy barh skty hain r spny lia aik axha business generate kr skty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading kis time karny chahiay?????

                              dear member main aapko batana chahta hun market ka trend hamesha din ke 11 baje se start hota Hai to hamen sidhwan market ke moment ko samajhna chahie aur yah trend hamesha 4 ghante bad change ho jata hai to hamen market ke trend ko samajh Kar apni trade lagani ho gai jisse wo trade hamen kamyabi ki taraf le ja sakti hai to hamen chahie ki ham apna entry-point 11:00 baje se start karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X