Konsay pairs pe kum balance k sath trade kar saktey hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Konsay pairs pe kum balance k sath trade kar saktey hain?
    Mera sawal ye hai k kum sey kum balance honay ki surat mein bhi hum kin pairs pe trade kar saktey hain jo humein acha profit dein?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Konsay pairs pe kum balance k sath trade kar saktey hain?

    dear friend forex trading mn achhi trading krnay k liay achha account ballance bahot zroori ha to agr apka account ballance km ho to apko crruncies k un pairs mn trading krni chayay jin ki movemrnt slow ho aur ap km ballance k sath silver pa bhi trade kr k achha profit hasil kr sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: Konsay pairs pe kum balance k sath trade kar saktey hain?

      dear bhai agr hum is business mn kisi be pair k bhrey mn knowledge hasil kr k kam krein gein tu bohat hi asani se kameyab be ho sakte hein forex hamre liye eik zabardast onlinse business ha jis mn hum menat kr k hi kameyab be ho sakte hein is liye sahi kam krein jitna acha hamra is business mn kam hoga utni hi asani se kameyab be ho sakte hein hume daily acha kam krna hota ha is mn
      • #4 Collapse

        Re: Konsay pairs pe kum balance k sath trade kar saktey hain?

        Forex Trading me Instaforex bonus account me hum EURUSD, GBPUSD, EUR GBP, USDJPY, USDCHF USDCAD GBPUSD, JPY USD aur EURJPY pe hum kam balance k sath bhi trade kar sakte hen aur in ka spreads bhi bohut hi kam hota hai.Forex trading me sab se best pair for trading EURUSD hai. EURUSD me sab se ziada tejarat ki jati hai aur ys forex trading ki saba se bari pairs me se aik hai. Forex trading me jab London session ka aghaz hota hai to EURUSD me teezi dekhne ko melti hai q k us waqat European session me bhi trading hoti ahia ur is waja se ye session baqi 4 sessions se bara bahi hai aur trading bhi is me bohut zyada hoti hai. Daily bases pe EURUSD me 100 pipes se ziada ki movement hoti hai jo is baat ka izhara deti hai k humen is pair me ziada se ziada involved hoan chaheye. EURUSD me ziada pipes ki movement ka ye matlab nahi hai k ye bohut volitile currency pair hai bulke is ka matlab hai k movement to aram se hoti hai lekin musalsal hoti rehti hai. Kabhi bhi is oair ki movement market k open session ne stop nahi hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Konsay pairs pe kum balance k sath trade kar saktey hain?

          Dear pairs ka matlab hota hai k ase currencies jin py trade lagaye ja skti ha or ye ap par depend karta hai k ap kis par lagaty hein q k ye sab apky account balance tak hai agr to apka balance acha hai to ap fast pairs py laga skty hein trade jesy gold waghera or agr apka balance kam hai to aoko slow movement waly pairs ka intekhab karna chahea ta k apka agr loss ho bhe to ziada na ho is liye analysis kar k trading karni bohat zarori hai..
          • #6 Collapse

            Re: Konsay pairs pe kum balance k sath trade kar saktey hain?

            Assalam o Alaikum dear forex members traders ko kamyab trading k liye hmesha USDEUR currency pair pr trade lgani chahiye is pair pr trade lgany se profit k chances zyada hoty hn loss boht km hota hy is currency pair pr isi liye hmesha is currency pair pr trade krain shukriya.
            • #7 Collapse

              Re: Konsay pairs pe kum balance k sath trade kar saktey hain?

              Reading cut out kuchh pairs hote hain Jin per Ham apne kam Ban ke Sath bhi trade laga sakte hain unmen se GBPusd EurUsd gpy inke Ham isliye kam balance ke sath bhi tel laga sakte hain ING per Ham ke lagate vacancies per bhi Ham kaise laga sakte hain different currencies prompted lagakar bhi fayda hasil ka Satya uske alava silver or gold mein Ham high level ka bonus karke trade dikhte Hain kyunki usmein hamen bahut jyada chances hoty loss k b or profit k b isliye hamen kam balance vacancies sabhi trade lagani chahie currencies ke ilawa d trade nahin
              • #8 Collapse

                Re: Konsay pairs pe kum balance k sath trade kar saktey hain?

                Forex mein kam pairs walay pairs per trade kernay kay lye humain currency pairs per trade kerain forex mein currency pairs per trade kerna bahut aasaan bhi hai agar aap kisi bhi commodity mein trade kertay hain tou woh bahut risky hota hai kam balance kay sath trade kernay kay lye iss lye aap currency mein hi trade kya kerain
                • #9 Collapse

                  Re: Konsay pairs pe kum balance k sath trade kar saktey hain?

                  Jo hamare liye bahut hi achcha ho sake aur jo hamare liye bahut hi achcha Ho to hamesha mein kam karna chahie ki hamesha kam karne ke liye aate rahte hain to hamare liye kam aasan hota hai per Ham achcha kam kar sakte hain aur agar jyada kam karenge to hamara kam aasan hoga aur ismein hamen aasani milati rahegi aur jab tak bhi jyada hi aasani karte rahte Hain to hamara kam aasan hota hai kya mein saman kami nahin hoti aur jo logon Ko Na kami hoti rath yatra unke apni galti ho sakta lekin main har bar kya apni ladkiyon ko dekhna chahie aur bad mein kam karna chahie aur ek mein jo logon Ko jyada kamyabi milegi rahti hai to sirf unki apna chahie ab kam hota hai aur voice mein nakam nahin hote aur usme Jo log jyada na kam hote hain to vah sarpanch galati hote lekin hamen bhi nahin Socha rakhna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Konsay pairs pe kum balance k sath trade kar saktey hain?

                    market main practice karin gay ta k earn karien gay so hamain is kbary main planing karni ho g i ta k earn karein gay so hamain is k bary main planing karein gay ta k earn karien gay so hamain is k bary main pair rki currency ko use kar k hi hum practce kareni ho gi tak earn karein gay aur hamain pracice karni ho gi ta k earn kaein gay a k earn karein gay so hamain is k bary main practice karien gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Konsay pairs pe kum balance k sath trade kar saktey hain?

                      choty trader ko ko ye problm hoti ha ka un ka pass blance kamm hota ha ab agar ye log gold par ye oil par trade len to in ko loss ho ga balky acount bhe bahut he jald wash ho jaye ga kun ka loss ki sorat blance kam hony ki waja sa ye log hold nhe kar paty to in ko chahye ha ka pair par work karen or asy pair par kam karen jis ka spread low ho or woh 2 pair han jo ka best hgan trading ka lye gbpusd or erousd in par trade karen to ap pna acount safe bhe rkh sagty han balky profit bhe hota rahy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Konsay pairs pe kum balance k sath trade kar saktey hain?

                        Ji Ham currency pair per kam balance se bahut hi Achcha profit hasal kar sakte hain aur kamyabi Hasil kar sakte Jo log currency pair per Apne train Lagate Hain vah bhi kam Laut sahi se unhen Bharti Achcha profit Hasil hota hai aur vah bahut hi jyada kamyabi Aasan Karte Hain
                        • #13 Collapse

                          Dear Forex trading main jo pairs major pairs hoty hain un mai ap kam balance kay sath be trade kar sakty hain. or yeh sub friendly pairs hoty hain in mai itna issue nahi hota hai. in mai kisi be tarha kay ap ko problem ho. In pairs ki movement be khas range tak hoti hai kay ap ki trades recover be ho jati hai or ap chota chota profit be es mai bana sakty hain. or ap ka balance ager kam be hai tu ap asani sy in mai trade kar kay earning kar sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            Kam balance ke saath trading karne ke liye kuch forex currency pairs hote hain jo typically lower volatility aur lower margin requirements ke saath aate hain, jo beginners ke liye suitable ho sakte hain. Yeh pairs usually major currency pairs ya phir minor currency pairs hote hain.


                            EUR/USD (Euro/US Dollar):


                            EUR/USD ek major currency pair hai jo sabse zyada actively traded pair hai forex market mein. Ismein typically lower spreads hote hain aur liquidity high hoti hai, jo beginners ke liye suitable ho sakta hai.


                            USD/JPY bhi ek popular currency pair hai jo lower volatility ke saath aata hai. Ismein typically lower spreads hote hain aur price movements predictable hote hain, jo kam balance ke traders ke liye beneficial ho sakta hai.




                            GBP/USD (British Pound/US Dollar):



                            GBP/USD bhi ek popular major currency pair hai jo beginners ke liye suitable ho sakta hai. Ismein typically lower volatility hoti hai aur liquidity bhi high hoti hai.



                            EUR/GBP (Euro/British Pound):



                            EUR/GBP ek minor currency pair hai jo relatively lower volatility aur lower margin requirements ke saath aata hai. Ismein typically lower spreads bhi hote hain jo traders ke liye beneficial ho sakta hai.



                            AUD/USD (Australian Dollar/US Dollar):



                            AUD/USD bhi ek popular major currency pair hai jo lower volatility aur lower margin requirements ke saath aata hai. Ismein typically lower spreads hote hain aur price movements predictable hote hain.



                            USD/CHF (US Dollar/Swiss Franc):



                            USD/CHF bhi ek major currency pair hai jo lower volatility aur lower margin requirements ke saath aata hai. Ismein typically lower spreads hote hain aur price movements predictable hote hain.

                            Yeh kuch pairs hain jo beginners ke liye kam balance ke saath trading karne ke liye suitable ho sakte hain. Lekin, har ek pair ke saath trading karne se pehle, traders ko market conditions aur apne risk tolerance ko dhyan mein rakhna chahiye aur hamesha apni research karke hi trading decisions leni chahiye.


                            There is a time to go long, a time to go short and a time to go fishing.
                            ​​​​​​​

                            ​​​​​​​
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse




                              Introduction:



                              Forex trading mein kam balance ke sath trade karna challenging ho sakta hai, lekin sahi currency pairs ka chayan karke, traders apne limited funds ko efficiently manage kar sakte hain.


                              Major Currency Pairs:


                              Major currency pairs, jinme USD shamil hota hai, ek acha shuruaati point ho sakte hain. Inmein EUR/USD, USD/JPY, aur GBP/USD shamil hain. In pairs par trading karna asaan hota hai kyun ki inka market mein liquidity ziada hota hai.


                              Minor Currency Pairs:


                              Minor currency pairs, ya cross currency pairs, major currencies ke beech mein trade hoti hain lekin inmein USD nahi hota. Kuch popular minor pairs mein EUR/GBP, EUR/AUD, aur GBP/JPY shamil hain. In pairs ka spread thoda ziada ho sakta hai, lekin kam balance ke sath bhi trading ke liye option hote hain.



                              Exotic Currency Pairs:



                              Exotic currency pairs, jinme ek major currency aur ek currency ek emerging ya small economy ki hoti hai, ko exotic kaha jata hai. Inmein trading karna thoda risky ho sakta hai lekin inka spread bhi ziada hota hai. Kuch exotic pairs mein USD/TRY, USD/SEK, aur EUR/TRY shamil hain.



                              Currency Pairs ke Volatility Ka Dhyan Rakhein:



                              Kam balance ke sath trading karte waqt, currency pairs ke volatility ka dhyan rakhna bhi zaroori hai. Zyada volatile pairs mein trading karne se bachna chahiye, kyun ki yeh unpredictable price movements ke liye jaane jaate hain.


                              Kam balance ke sath trading shuru karne se pehle demo trading ka istemal karna faydemand ho sakta hai. Demo trading mein aap virtual money use karte hain, jisse aap real market conditions mein trading practice kar sakte hain bina actual paise invest kiye.



                              Economic Calendar Ka Istemal:



                              Economic calendar ka istemal karna bhi important hai. Isse aap market mein hone wale economic events aur announcements ke bare mein pata laga sakte hain, jisse aap apne trades ko strategically plan kar sakte hain.


                              Kam balance ke sath trading karte waqt risk management ka dhyan rakhna bahut zaroori hai. Har trade ke liye stop-loss aur take-profit levels set karna, aur total trading capital ka ek chhota hissa har trade mein invest karna important hai.


                              Conclusion:


                              Kam balance ke sath trading karne mein, sahi currency pairs ka chayan karna bahut mahatvapurna hai. Major, minor, aur exotic pairs mein se chunav karke, traders apne risk ko control mein rakh sakte hain. Demo trading, economic calendar ka istemal, aur risk management ke principles ko follow karna, in strategies mein madadgar sabit ho sakte hain.
                              Never risk more than you can afford to lose on a single trade.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X