No worries anymore
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (: g bhai bohat achi baat kahi hai ap ne jo b log kisi wja se job nahi kr skty un k liye ye forex best hai trading se hum acha profit le skty hain or apni life khushi se guzar skty hain..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      Aap Forex trading Mein sari investment nahi karni chahiye Forex trading risky kaam hai isme aap Thora thra kr k pesa ko invest kerna chahy or Sara pesa aik ho bar me nhu lgana.xhahy. jb experience ho jae phr lga sakty hen apny pesy ko.ye acha treeka h investment ka
      • #1218 Collapse

        Ye na sirf kam parhy lekhy logo k liye job ka wasila hai bilky un logo k liye b aik bhot bhara platform hai jo larkiya ghar py free hoti hai ye jin larkiyo ko ghar sy bahir kam karny ki ijazat nai hai.qo ghar beth k thori si mehnat sy bhot zayada earn kar sakti hai.
        • #1219 Collapse

          Forex tarding main jo mujhe sab se zayda passand hai wo ye hai k is main kisi bhi qisam ke aur bine kisi knowledge degree k is main ap kaam kar sakte hain ap ko chaye k is main zayda se zayda experience hasil karen
          • #1220 Collapse

            is forex main learn kar k hi hum sucess hon gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho saky aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho saky aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum market main profit hasil karein gay
            • #1221 Collapse

              Ap ny bilkul theek kaha hy hr wo shakhs jo k Kisi achi job ki talaash mein hy aur usay koi job nhi mil rahi aur us k pas itni amount bhi nhi hy k wo us amount ko kisi business mein invest kr saky is tarah k bahot sy logon ko ham jaanty hain jo hamary aas pas rehty hain to meri tamaam forum members sy request hy k wo unhein forex k baary mein btaein ta k wo log apna future bana sakein aur apni preshani khatam kr sakein
              • #1222 Collapse

                market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur is forex main har koi kam kar k boht hi sucess ho sakta hai aur hamain market main rules ko mind main rakh k hi hum achi trade karein gay aur earn ho gi
                • #1223 Collapse

                  Agr aap ny koi khas education hasil nai ki hai tu ap ko ab pershan hony ki zarorat nai hai koun education hasil krny ke bad har kisi ko achi job ki talash hoti hai aur forex ny apko job di hai ap kesi bhi waqat forex main shamil ho kar achi earning kar ke apny aur apni family ke khawab puray kar skte hein. Forex pakistani main ajkal bahat teezi se pehal raha hon aur log is se bhr pur faida hasil kar rahay hein.
                  • #1224 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                    Hum main se kayi log sise hain jo apni financial situation ki waja se zyada parh nahi pate jis ki waja se un ko koi achi job milna mushkil hota hai so meri sab ko ye rai hai k aap is forex trade se apna kaam start ker k apni achi incom ka intizam ker sakte hain so no need to worry anymore.
                    forex trading students k liye bohat he zabardst hai studnets forex trading mani kam kr k apny kharchy porry kr skty hain or unki studies k expense un k parents pai nahi hota
                    • #1225 Collapse

                      g apki bat oht achi hai hmary pakistan main unemployment boht hai or half se zeyda abadi jo hain wo berozgar hai tu jo log free hain un pass koi kam karny ko nahi hai tu un ko trading main apni qismat zaror azmani chahye es main wo apni life ki sari musebten door kar skty hain es liye hmain un ko forex main ly ka na chahye jo k koi kam nahi karty hain
                      • #1226 Collapse

                        Aapki baat darust hai, but agar koi forex ki job krna chahe to uss k liye bast hai magar usse forex k liye biggening men hardwork bhi must hai, forex job k liye usse learning krni hogi aur usse proper knowledge hasil krna hoga tabhi wo iss qabil hoga k wo forex ko as a job le sake.
                        Forex ko koi bhi first day se as ajob ni le sakta hai jab tak usse forex ka experence ni ho jata hai.
                        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                        • #1227 Collapse

                          market main kam karny kay liye humain leraning karna ho gi kun kay learning kay bgyr humain kuch hasil nai ho skay hurry main trade karty hain to b risk hota hay so humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga practice say kam karna ho ga ta kay market ko samjhny main asani ho sakay low risk ko use karty hain to kam main asni ho gi
                          • #1228 Collapse

                            Apki baat baja hae k hamen pareshan ni hona chaey balky apni pareshani ki wajha talash krni chaey aur phr uska hal sochna chaey k ye preshani q hae aur kaisy isko hal kia hae forex trading men loss hota rehta hae aur iss chez sy preshan mat hona q k jitna loss ziada hoga aap utny achy trader bno gy.
                            • #1229 Collapse

                              market main kam karna hay to is main active ho kar kay kam karna ho ga is main dmeo ko ues karty hain to kam karna humary liye kafi risky ho sakta hay humain demo ka use kafi bet ho sakta hay magr low risk main trade ko start karty hain to market ko sikhnay main or trade lagnay main margin hota hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                agar hum pareshan ho kar trading karen gay to humari trading achi nahi ho sakti aur humay chahiey keh fresh mind kay sath trade karen ta keh market main achi earning kar saky ye business sab say acha aur behtreen businenss hay esmain money management karty huway he kam karnay main faida hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X