Jaiza : American presidential elections ka forex market per effect
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : American presidential elections ka forex market per effect

    AOA dear friends, jaisa ke Ham sab jante Hain ke Forex platform ek international level per trading platform hai aur zyada tar is mein Western countries hi shamil Hain matlab yah ke forex ka totally command and control European countries ke pass hai aur Forex ko totally handle karne mein European countries aham kirdar Ada karte Hain

    Aur dear friends aap ko yah bhi pata hai kay Forex trading mein jo currency istemal ho rahi hoti hai vah dollar hai aur Dala ka up and down Hona bahut hi zyada effect karta hai dear friends dollar ka effect karna bahut hi aihm role Ada karta hai Forex marketing mein aur Agar Baat kijiye American president ki elections ke hawale se to aapko yah pata Hona chahie ki is waqt America mein election hone ke nazdeek nazdeek hain aur Agar same president dubara elect ho jata hai to dollar zyada strong ho jaega jisse Forex trading per bahut hi gehra Fark padhne ke chances Ho jaenge aur dear friends main aapko yah bhi batana chahta hun ke America mein election ki news ek bahut badi news hai hai aur world level per aisi news hoti hain Jo vah Forex trading mein bahut hi effect karti Hain aur trading environment mutasir hota hai hai kyunki Agar dollar aap yah down Chala jata hai tu kuchh traders ko directly fayda ya nuksan ho sakta hai lekin main aapko yah baat vaziah kar dena chahta hun ke Agar existing president election haar Gaya to dollar ki kimat mein kami vakya ho jayegi aur dear friend Agar dollar ki kimat mein kami Ho Gai to market stable rahegi aur agar aisa Na hua to market mein bahut hi hi variations hongi isliye Mera to aapko yahi mashvara hai ke agar aap koi bhi trade open karen to bahut hi dekh kar aur soch samajh Kar open Karen Taki aapko loss hone Ki Surat mein kamlas ho aur trading karte waqt aap Stop loss ko lazmi use kijiega Taki aap aap loss se Bach saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : American presidential elections ka forex market per effect

      Kisi bi country ki financial position aur uski economy uski currency pay bht ziada effect karti hy . agar us country ki economy thek ni hoge to uska pair bi strong ni hoga aur jab economy strong hoti hy to currency bi strong hoge . Ab to USA me election chal rahy hain , aur is election ka bht ziada effect apry ga trading pay , USA is wakat aesa country ki keh jiski behalf bht sary currency pair depend kar rhy hoty hain . bht sary currency pair is wakat aesy hain jo keh dollar pay depend kar rhy hain .isi lye agar ham ksi aesy pair pay trading kar rhy hoty hain jo keh dollar pay depend kar rha hota hy to hamen pehly USA ki currency aur halat ka jaiza lena chahye , is wakat election ki waja se bht sary clashes samny a rhy hain , aur in clashes ki waja se pory mulk me bht ziada hangama ho raha hy . log market me invest ni kar rhy , kyukeh agar election me kisi party ki win ya loose hoti hy to iska trading pay bht ziada asar parta hy .market me is wakat ghair-yakini sorat hal hy , jiski waja se traders investment karny se guraiz kar rhy hain . me apni suggestion yhe donga keh is wakat me USD pay koi bi trade na lagaen . kisi wakat bi dollar ki qemat oper ja sakti hy aur nechy bi a sakti hy . dollar ke sath sath is se related jo bi pair hain , un pay bi trade mat lagaen .
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : American presidential elections ka forex market per effect

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
        Jab sy American presidential elections start huey hain tab sy forex market bahot zyada disturb ho chuki hai ky USD stable nehi ho raha aur jab tak elections ka koi result nehi ata tab tak market ki situation bhi same rehy gi puri forex market tou USD index per depend kerti hai tou jab tak USD stable nehi hota tab tak forex market main commodities ya aesy currency pairs main jo USD ky against trade ho rehy hain in main trade kerna bahot mushkil hai hamain forex market main trading bari ehtiat sy kerni chahiay ky jab elections complete ho jaen gy tou phir market ki movement kuch time ky liay aik hi direction main continue rehy gi tab ham trade open ker ky achi earning ker sakain gy lekin jab tak election complete nehi ho jaty hamain trading main bahot ehtiat kerni chahiay ky ham apny capital ko save ker sakain aur jab election complete hony ky bahd market main trade kerny ka acha chance ho tab ham trade open ker sakain
        Assalam o Alaikum! Dear member apna bhot important point per hamara sath apna knowledge share kiya ha. Dear man b is important point per apna knowledge apka sath share kerta hon. Dear jasa k forex market man trading kerna wala tamam traddr ko pata ha k USD ak internationally trading k doran sab sa zayada exchange hona wali currency ha. Ager dekha jae to sab sa zayad oil ki trading k liye USD ko exchange currency k tor b use hoti ha aur iska ilawa gold ko b internationally sab sa zayada USD k sath he exchange kiya jata ha. Is liye USD ki price man changing sa pori international market effect hoti ha. Is liye her trader ki USD per effect hoan wala sara factors ko bhot concentrate kerta han. Ager ham aj kal dakhen to America man Presidential Election ho raha han jiski waja sa USD ki price man nomaya decrease nazer a raha ha. Jiski waja sa pora world ki international trade per bhot effect ho raha ha.

        Ager ham forex market ko deeply watch karen to hamen pata laga ga k forex market ka 80% volume USD per depend kerti ha. Is liye USD sa related confirm news ko trader bhot acha profit man convert ker sakta ha. Aj kal America man presidential election ho raha ha to uski waja sa USD ki value down a rahe ha. Ager trader properly market ko analyse kar k usd sa related trade s open ker k profit earn ker sakta ha.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : American presidential elections ka forex market per effect

          Hum log forex mai jub trade karta hain tu different kisam ka pairs ko use karta hain or mostly pairs dollar ka against chalta hain jis ki waja sy huma jub bi trade karta hain tu dollar ki market ko lazmi dahkta hain or analysis mai bi dollars ka kahyal rakhta hain kiun ka dollars jub down jata hai tu is ka related pairs up jata hain or jub dollar up jata hai tu is ka related pairs down jata hain is lia huma dollars ki market ko dahkna lazmi ho jata hai or hum log trade open karna sy pahla lazmi dollar ki market ka Analysis karta hain is lia huma log dollar ki news ka bi bohot kahyal rakhta hain kiun ka dollar ki news dollar ki market pr bohot zyada asar karti hai jis waja sy loss ya profit jaldi hota hai is ka lia hum log fundamental analysis karta hain yah analysis kafi strong hota hai technical analysis in ka samna weak ho jata hain Is lia hum log New York ka session mai trade karta hain or news ko read karta hain ta k huma fyda hasil ho saka

          Dollars ki market mai aj kal satyability nahi hai up or down ho rahi hai kiun ka American election ah raha hai jis ki waja sy market dollar ki up ya down zyada ho gi or kafi disturbance peda ho rahi hai dollar ki market mai or is waja sy dollar ka sath chalna wala pair bi disturb ho raha hain is lia huma mahant karni chaya ta ka hum log is mai trade acchi kar sakain is lia huma fundamental analysis ko strong karna ho ga ta ka dollar ki market ko control kar sakain or acchi trade ko open kar sakain mahant karna sy hi kamyabi milti hai or kamyabi accha profit lana mai hai
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : American presidential elections ka forex market per effect

            ji haan aap ne bilkul shai kaha hai k in dino mein forex par tading kerny ko avoid kiya ja raha hai kuen k is ki main reason yahi hai k US mein presidential elcetions ho rahy hain jis ki wajah se market meimn bohat he zeada unexpected moment aa sakti hai is liye traders ko chahiye k wo is doran trading se avoid keren presidential elections ka market mein bohat he zeada impact hota hai kuen k is platform par jitni bhi trade ki jati hai wo sirf aur sirf gold par ki jati hai jis ka matalb hai k is poory platform ko US currency hold ker rahi hai isi tarhan jab bhi koi news US ki tarf se aati hai tab bhi market par impact hota hai is mein kaam kerny k liye humen bohat sary factors ko samny rakhna hota hai aur har angle se sochna hota hai k is mein kis tarhan aur kesy kaam kiya jaye
            agar hum is mein begair sochy samjhy kaam kerna start ker dein gy tou humen is mein bohat zeada loss ho sakta hai jab bhi US dollar mein increment ya decrement hota hai tou us ki wajah se is mein maujood bohat sary currency pairs mein positive aur negative effect bhi aata hai is liye humen chahiye k hum US k elections k doran bohat he careful ho ker work keren aur tarders ko chahiye k wo aisi situation mein kabhi bhi trade na keren kuen k agar wo trade keren gy tou is tarhan un ko mushkil ho gi aur un k account wash hony k bhi chances ho sakty hain is ka impact yahi hai k is mein aaj kal bohat he kam trading ho rahi hai khaas tor par major pairs par kuen k un ka link direct dollar k sath hota hai
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza : American presidential elections ka forex market per effect

              forex ki market main bht zada skill Lete Hain To HamKabhi Bhi Apne incomes ko Cry nahin kar sakte aur aur Hamesha subside kaSamna Karte Hain property hand widely of doors ke book submit prevalent karte resolute Hamesha topercent Jyada kab apni alag fight and fostering tikekar hoti hai aur kahan tak importantapni baat Karun to momentous apne declaratory ka 2% Se Jyada imperil Nahin Leta aur jahantak railway position and atonement Mein Sach through-and-through dying Ki Baat Hai To vah seemly start planske sath kam karte hain aur shrewd vim Sath in adaptation Lagate Hain isliye Pyarebhai jaan aap bhi provide deed and cheer to agree fro Karen aur Jyada undertaking naive lenKyunki aap Agar Ye Badi modify lagaenge to pressure Hoga isliye Apne manifest in deception withmanipulate Karen aur Hamesha Sambhal low of ke sath accomplishment and postponed Karen aur apne liyeright lasting-trial banaen aur usko accede beside Karen aur kam undertaking Le kam carry through Mein aapkaApna fayda ho aur aap kam perknowledge ka bohat ziada acha modify bannjata hai. into possession of and circular effectiveness mai exposed ko bohat si baato ka khayaalrakhna parta hai aur baur iska ForexMein Kya Kam Hota Hai doji candlestick mein evident direct or heap relative to wide to pervade selfsame hi hoti hai uncompromised stockpile yah to hoti hi Nahin Hai aur Agar ho bhi Sahi to naive subtilize ke barabar hoti hai doji candlestick sequence Ki Nishani Yahi Hoti Hai Ki iski Koi choice Nahin Hoti yahan se yah unmixed hota hai vahin per hai ya habituate oneself to ho jata hai ine candlestick Mein Se
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza : American presidential elections ka forex market per effect

                Market ki news bahut jyada effect Karti Hain Jab Ke election Ho agar aap up ke election ki news ko check karna chahte hain to aapko yah bhi dekhna Hoga ke elections ka itna Jyada Kuchh Asar Nahin Hota yah in page per thodi bahut movement ho sakti hai lekin main Itni Jyada Badi Nahin Hogi Jiski vajah se Hamen tension leni chahie agar aap jisse sab chijon ke bare mein dekhna Chahte Hain To aap Forex trading aur economic news calendar ko Dekhen aur use per Hone Wali used ko published hone ke sath hi analyse kar lena agar aap acche tarike se in news ko analyse kar lenge to aap ko is ka Kafi Achcha benefit Hasil ho jaega Kyunki news ki vajah se market mein bahut Hulchul mat Jati Hai.

                fundamental par ziada se ziada focus kar lena chahiye kioun keh is kisam ki jo news hoti hein woh ziada tar fundamental se hi connect hoti hein aur jab hum fundamental mein achi trha se analysis karne mein kamiyab ho jatey hein to phir hum is kisam ki situation mein aur jab kabhi bhi koi bhi election ke days atey hein to achi trha se predict kar saktey hein aur is mein work kar saktey hein isliye hamen chahiye keh hum US elections keliye ziada se ziada news dekhen aur sath sath hum currency pairs ki movement and chart ko bhi achi trha se watch karen to is se hum aik achi trha se analysis karke aik achi tade laga saktey hein aur market ko bhi achi trha se predict kar saktey hein.

                Kisi bhi country ki political condition sy forex market per bahot gehra effect hota hai ky forex market main aesti time per jab kisi country ky election ho rehy hon ya koi bara political decision hony wala ho tou forex market main same country ki currency main bahot bari change ati hai ky with in days market kisi bhi direction main bari move ker jati hai lekin agar election qareeb hon tou kisi bhi mulk ki currency down ho jati hai jab election complete ho jaty hain tou same country ki currency bhi strong hona shoru ho jati hai isliay ab jo UK election ho rehy hain tou hamain euro main trade kerny ky liay mohtat rehna chahiay ky hamain election complete hony ka wait kerna chahiay ky jab election complete ho jaen gy tou euro ki movement upward start ho sakti hai hamain election ky bahd trade kerni chahiay jis direction main market move kerna shoru ker dy usi direction main trade continue kerni chahiay.

                election ki waja se Forex market par es ka effect es waja se ho sakta hay key GBP ki market me koch teezi dekny ko mil sakti hay aur es ka asaar es time tak khatam nahi ho ga jab tak election khatam nahi ho jata ye be possible hay key election key bad me koch time tak market bullish trend me rahy ya down trend me move kary ye election par hi depend karta hay, Forex ki market GBP currency ki waja se kesi had tak mutasir ho sakti hay magar ye be conform nahi hay key es ka effect bahot zeyada time tak rahy es ka asaar ho sakta hay election key khatam hony se pehly be end ho jaye.
                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza : American presidential elections ka forex market per effect

                  dear forest market mein USD sabse major currency hai jis par sabse jyada trade ho rahi hoti hai agar Ham forest market mein apni trade per jyada profit hasil karna chahata humko USD ke bare mein analysis karne honge kyunki USD index ki vajah se sab currency pairs per kab se jyada effect hota hai jab bhi USA mein koi khas AVN hota hai jiski wajah se USD strong ho raha hota hai to iski vajah se market mein kafi jyada movement ho rahi hoti hai agar Ham forex market mein acche planning karke kam karta hun kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein kamyab hone ke liye humko USD ke bare mein tamam information ka pata hona chahie agar hamesha market mein sote samay kar kam kar raha hun kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo trading forex market mein roj banakar kam kar damkach market mein kafi jyada fayda ho jata hai agar Ham USD ke hisab se kam karta Mukesh market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein acche tarike se kam kar deta hun kuchh market mein kafi jyada fayda ho jata hai agar Ham forex market mein USD per planning karke kam kar damkach market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein planning karke kam kar do humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai market mein kam karke Ham kamyab ho sakta jab humko USD ke sath fail ho jata hai agar Ham is market mein soch samajh Kar kam kar deta hun kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai market per kam karne ke liye humko hard work karna hota farmers market mein success Ho jaate Hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza : American presidential elections ka forex market per effect

                    trading ki market Mein Jo Bhi members kam karte hain unhen chahie ke vah Forex trading ki market mein aane wali Tamam interested news aur use per padhne wale effect ko acchi Tarah Se understand kar le Kyon Ke Jab market Mein Koi chij effect karti hai to use market market ke currency peir main bahut se changing a Jaate Hain in changing ko understand karna Har trader ke liye bahut jyada Jaruri hota hai market mein Jab American Presidential elections hote hain in American Presidential elections ki vajah se bhi Bahut Si market per inke fact padhte Hain

                    Market Mein Jab American Presidential elections hote hain tu in elections ki vajah se market different types ke currency pairs per ine ke fact bahut jyada padhte Hain market me is Presidential elections ke bad covid-19 ki vajah se is market per bahut jyada effect padh rahe hain market Mein maujud currency pairs trading karna bahut jyada Mushkil Ho Raha Hai Jiski vajah se traders market Mein acchi success Hasil nahin kar sakte isliye unhen chahie ke vah market mein aane wali Tamam interested news ko carefully learn Kare
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza : American presidential elections ka forex market per effect

                      Salam dear membersji aapane hamare sath bahut achcha review share Kiya hai jaise kya aapane kaha hai ki American presidential election ka forex trading par kya effect padta hai to aapko pata hai kiska trading mein kafi jyada expert par effect padta hai hi aajkal dinon mein trading ko white karne ke liye kaha ja raha hai kaise padhen result chahie hai ki American mein aarakshan Ho Raha hai jiski wajah se market ke movement on accepted ho sakti hai market ke election technical ho sakti isliye ko bahut yahan per trading karna padta hai aur hai aisi situation mein hamen bahut hi kam lot size ki selection karne chahie .

                      ISI tarah aap ko pata hai kya main koshish karne check hai jab bhi aap United State xxxamerican ke lakshan hold Ho Rahi hai to aise situation mein hamen bahut carefully related apni learning complete karni chahie complete koshish karne ki aap forex trading message situation mein kabhi bhi aap karte hain hamen kafi jyada problem ho sakti hai aur jiski wajah se hamen kafi jyada nuksan ho sakta hai .
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza : American presidential elections ka forex market per effect

                        ham aik time table bana kar ikam karna ho ga pher hehum paisa kama saky g hum is maai night mai be kam kar sakty hain hum si maa id ay maai be kam kar sakty hain hamy ai ktiem tbale bana kar kam karna ho ga hum is mai aagr lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza : American presidential elections ka forex market per effect

                          Ji Janab Chand Roz ka Bal Jo Pichle bar election ho rahe the America mein to use vajah se UN Dinon Jo market mein bahut Munh Mein Dal dethi to use movement ke dauran Kai log jo hai vah to bilkul bahut profit Le Gaya aur Kai jo hai apne account was Karva Baithe
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza : American presidential elections ka forex market per effect

                            ji bhai ap na achi bat ki ha kay huma chia kab b eleaction ho to huma chia kay trading say avoid kara wrna ap ko loss ho jata aj kal dekh lay kay es election main ktna loss ho hva kabi marekt up or kabi marekt dwon ati the say say huma loss hota huma chia kay thora saber kr lay or es say huma bhot zida fida ho ga jab ap apna kam ko arm say kara to es say huma loss bhot kam ho ga huuma market ko smaj kr krna chia agar ap market ko smaj kr kam kara to ap har trha say bach skta han kayap ko or ap k lia acha ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza : American presidential elections ka forex market per effect

                              g hn ais ka koe bhe acha efect ha elaikn ager hum acha kmkr gay to hum koe bhe ahc ak ker skat hn laikn koe bhe acha akm krn agy laikn hum nay to ahc akam ekran nau akha ekk lain kacay kam kernay ka acha natija to akbh at ah nai hae burry ka ko buray say be bachy laikna chay kam kr

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X