hamain loss qn hota hai main reason kya hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamain loss qn hota hai main reason kya hai???
    hamain is forum main practice karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain market main practice karin gay ta k earn karin gay so hamain is k bary main planing karein gay ta k earn karein gay so a hmain is k bary main information hasil karien gay ta k earn karein gay so hamain is k bary main planing karien gay ta k earn karien gay so hamain har jeet apni mistakes ko wja say hoti hai so hamain avoid karna ho ga ta k earn ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamain loss qn hota hai main reason kya hai???

    dear forex member of forex trading mein nuksan hamari apni mistakes ki vajah se hota hai hum apni trade ko open karte waqt forex market ke rules ko follow nahin karte aur forex ke rules ke mutabik apni trade ko open nahin karte jiski vajah se hamen apni trade se nuksan hota hai lekin agar Ham apne trade co products rolls ke mutabik open Karen to Ham kabhi bhi apni trade se nuksan hasil nahin kar sakte isliye agar aap Pakistan forex trading mein kamyabi hasil karna chahte hain to aapko trading rules ke mutabik apni trade ko open karna chahie tabhi aap apne trade se achcha profit hasil kar sakte hain aur apni trade se daily basis per acchi earning karke financially stable ho sakte hain aur forex trading rules ke mutabik hamen apni trade open karne se pahle market ki movement ka strongly analysis karna chahie aur uske bad market ke trend ke mutabik apni trade ko open karna chahie tabhi Ham apni trade se acchi aur nahin kar sakte hain aur forex mein kamyab businessman Ban sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: hamain loss qn hota hai main reason kya hai???

      Wese to forex trading me hum se bohut sari mistakes hoti hogi to hi hamen nakami ka samna karna parta hai. Agar hum mistakes nahi bhi karte knolwedge na hone ki waja se hamen loss hota hai ti bhi ye hamari mistakes hen k hum bagher knowledge k q trading karte hen. Forex trading me aam tawar par kuch anasir hen jis ki waja se hamen loss ka samna karna parta hai. Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Loss ko kam karrne kiy koshash karen.
      • #4 Collapse

        Re: hamain loss qn hota hai main reason kya hai???

        Trading me loss hony ka agar koi 1 reason hota to traders asani se es ko control kar sakty aur kamyabi hasil karty magar different reasons ki waja se traders ko loss aur nakami face karna pardti hay, loss key jo common aur main reasons hey wo ye hey,

        1. Market ko na samjny ki koshish
        2. Without market analysis ki trading
        3. Greed karna
        4. Loss ko recover na karny ki koshish
        • #5 Collapse

          Re: hamain loss qn hota hai main reason kya hai???

          fOREX MEN HAMENLOSS APNY MISTAKES KI WAJAH SAY HOTA HY TU HAMEN AS MEN KOTAHY KAY SATH AS MEN KAM NAHIN KARNA HOTA HY KUN IKAY AGAR HUM AS MEN JALDI KAY SATH FOREX MEN KAM KARTY AHIN TU HUMM AS MEN NAKAM HO JATY AHIN UR HAMEN AS MEN LOSS HO JATA HY TU HAMEN AS MEN SABER KAY SATH APNA NKAM JARY RASKHNA CHAHEY TABHY HUM AS MEN KAMYAB HO SAKTY HAIN KUIN KAY FOREX MEN KAM AKRNA ASAN NAHIN HY AS MEN JITNY MAHNAT KAREN GY TU HUM AS MEN UTNYA CHY EARNING HASIL KAR SAKTY HAIN
          • #6 Collapse

            Re: hamain loss qn hota hai main reason kya hai???

            Salam dear member
            G ap ny bilkul saiii kaha ha ky hamy loss q hota ha g asa ha ky hamy loss is waja sy hora ha ky hamari reapet ki gae posting ko accept nh kiya jata delll kiya jata ja or hamat bahut loss ho jata ha
            • #7 Collapse

              Re: hamain loss qn hota hai main reason kya hai???

              Loss hone Ki Sabse Badi vajah yah hai ke aajkal market kya Halat bahut kharab hai aur Market bahut risky Bani hui hai isliye Sab Logon Ko nuksan ho raha hai isliye Hamen chahie ki Ham Soch samajhkar trading Karen aur Agar market ki Samajh Mein Nahin a Rahi To Hamen trading rok Deni chahie Kyunki nuksan hone se bhitar hai ki aap log gaye aur apne account ko sev kar le aur FIR Jab market aapki Samajh Mein Aaye To aap sab trading Karen isliye nuksan karne se behtar hai kya aapko Chhod Ke Liye trading co Chhod Den FIR Jab Kahin Se Koi Achcha signal Aaye To fir aap trade Laga Le
              • #8 Collapse

                Re: hamain loss qn hota hai main reason kya hai???

                Dear jub ap koi trade without analysis aur tukky ke lagaty hn to ap ko loss hota hy is ke ilawa aur bh bahut se reasons hn jin ki waja se ap ko loss hota hy lkn ager ap apny mistakes dekhin to ini mistakes maun ap ki kamyabi hy
                • #9 Collapse

                  Re: hamain loss qn hota hai main reason kya hai???

                  Hamen forex men loss as lia hota hy kun kay agar hum as men jaldi kay sath trading karty hain tu hum say as men entry ghalat ho jaty hy jis ki wajah say hamen as men bahut zeyada loss ho jata hy ur hum as men dekh kar trading nahin karty hain ur hum as men jaldi kay sath forex men trading karty hain tu hamen as men saber kay sath market ko check kar kay as men trading karny hoty hy
                  • #10 Collapse

                    Re: hamain loss qn hota hai main reason kya hai???

                    market Mein kaam karte hue Jahan Ham Logon Ko profit Milta Hai vahan Humko loss bhi Hota Hai aur loss hone ki koi ek reason Nahin Hai loss Kisi bhi vajah se ho sakta hai for example Agar Ham market ko properly analyse nahin kar sakte aur ham market ke trend ko judge nahin kar sakte aur trade apni open kar dete Hain To fir Aisi trade Humko nuksan hi Degi aur Iske alava sometime aisa hota hai ki ham log Jyada profit ki lalach Mein Aakar extra lot size ka istemal kar lete hain aur FIR vah trade Jab Hamare against Chali Jaati Hai To fir use vajah se bhi Hamen extra loss ho jata hai isliye Jab Bhi trade Karen ine Sab point ko Apne mind mein rakhen aur koshish karen ke Chahe Humko ziada profit Hasil Na Ho Magar loss Kabhi Na Ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: hamain loss qn hota hai main reason kya hai???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mehik پيغام ديکھيے
                      hamain is forum main practice karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain market main practice karin gay ta k earn karin gay so hamain is k bary main planing karein gay ta k earn karein gay so a hmain is k bary main information hasil karien gay ta k earn karein gay so hamain is k bary main planing karien gay ta k earn karien gay so hamain har jeet apni mistakes ko wja say hoti hai so hamain avoid karna ho ga ta k earn ho
                      Dear friends Forex trading me loss is vajah se hota hai ham apna Kam mehnat aur experience ke sath Nahin karte balke Apne hi khyal mein karte rahte hain jisse hamen loss hota hai hamen chahie ki ham apna Kam karte waqt pura focus Apne kam per Hona chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: hamain loss qn hota hai main reason kya hai???

                        Assalamu Alaikum friends kaise hain aap sab khairiyat se ho sakte hain Hamen loss hone Ki Sabse Badi reason yah hoti hai ki Ham galat trading karte hain sabse pahle Hamen experience Hasil karna chahie knowledge Hasil karna chahie tab jakar Hamen trading Karni chahie Hamen trading Nahin Karni chahie Jo log galat rate karte hain Vahi log wash Ho Jaate Hain vah Unka account bilkul was ho jata hai Hamen chahie ki Hamen Apne account safe rakhne ke liye sadasya Jyada mehnat karni padegi jitne Jyada mehnat Karenge Itna Achcha profit Ham kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: hamain loss qn hota hai main reason kya hai???

                          Forex me nuqsaan zyada tar apni ghaltiyoo ki waja se hota ham trade letey waqat forex k asooloo ko made nazar nahi rakhte. Trade hamesha tren me krni chahye trend k mukhalif trades aksar niksasn de nati hn.or trade lete waqat lot size ka b khyaal rakhna chahye ye cheez b niksaan ka bais banti he.
                          • #14 Collapse

                            Re: hamain loss qn hota hai main reason kya hai???

                            Let's take a seem to be at a few motives why the Forex market is so popular:Eliminates the middlemanMost people the use of the Forex market have the alternative to alternate without delay besides the wished to count on a intermediary to broking the transactions.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hamain loss qn hota hai main reason kya hai???

                              hamen loss osi time hota hai jab Ham sa Koi mistake hoti hai hamen Bina mistake ke loss nahin hota yahan hamare pass acchi learning korechi practice nahin hoti aur ham market ko ache terha analyses nahin kar sakte tab bhi hamen loss ho sakta hai.trade open karne se pahle hamen apni learning aur knowledge to increase karna chahie hamare pass achcha knowledge aur learning hogi Ham market ko ache terha analyses karke trade open kar sakte hain.market ko analysis karne se Murad hai ki hamen market ke trend ko define karke trade open karni chahie.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X