Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen
    Dear friends Agar book value ki baat ki jaaye to book value share holders equity ki ki value hoti hai books of account ke hisab se matlab yah ke balance sheet ke hisab se jo shareholders ki equity ki value hai us ko book value kaha jata hai dear friends book value ko market mein bahut hi importance Hasil hai* isase aapko share holders ki equity aur market value car ka andaza ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen

    Book Value
    Qarzajat k elawa jo company ki apni asal qeemat hoti hai wo book value hi hai. Book value kisi bhi company ya kisi idare k wo asasay hote hen jo un k pas khlis pare hote ya un k pas jo available balance hota hai jis ki wo company hoti hai us ko book value kehte hen. Lekin agar majmoee malieyat ki baat ki jaye to us ko market value kehte hen. Jis me book value hamesha market value se kam hi hogi. Q k market value overall ksi adare k capital ko show karta hai jab k book value sirf us me mojood asaon ka hota hai.
    Example :Misal k tawar par aik company k ya kisi idare k pas khul asasay /capital 500 billion dollars ki hen, jab is me 400 billion dollars k us company pe wajebat hen to is tarah se us company ya idare ki book value 100 billion dollars ki reh jati hai. Jab k is tatol assets jo k 500 billion dollars ka banta hai ye market value hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen

      Agar ham apny tamam assets ko calculate kerna chahty hain tou aesa tab possible nehi hota ky ham apny tamam assets ko asani sy calculate ker sakain ky jab hamary assets main current aur tangible assets quantity main bahot zyada hoty hain tab ham apny assets ko calculate kerny ky liay tamam assets ki value ko note ker ky apny pas record main save rakhty hain jabky agar ham apny assets sy kuch sale purchase kerty hain tou ham apny tamam assets ko dobara calculate kerny ki bajaey just apni note book main addition ya deletion ker lety hain tou hamain pata chal jata hai ky hamary assets increase ya decrease ho gaey hain tou hamain mazeed calculate kerny ki zarurat nehi hoti ky ham physically apny assets ko calculate kerna shoru ker dain jis ky liay bahot zyada time period required hota hai tou ham just apny tamam assets ki book value ko calculate ker lety hain tou hamain pata chal jata hai ky hamary pas current main kitny assets hain aur tangible main kitny assets available hain jin ko ham sale purchase ky liay use ker sakty hain ya ham apny assets ko consume ker sakty hain tou Asal main hamary pas assets jo physically exist kerty hain unki bhi book value hoti hai aur jo assets physically exist nehi kerty unki bhi book value hoti hai jis ko ham bari asani ky sath calculate ker sakty hain hamain agar apny assets per trade kerni hai tou hamain apny assets ki book value ka complete knowledge hona chahiay ky ham jab bhi apny assets main sy kuch sale ya purchase kerna chahty hain tou us sy hamary assets ko increase hona chahiay ky ham isterha sy sale ya purchase na kerain ky hamary assets ki book value decrease ho jaey hamain apny assets ko increase kerna hota hai ky jab ham sale purchase kerty hain tou is sy hamary assets ki book value increase honi chahiay
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen

        Book Value
        Dear Forex member apny bilkul theek kaha hai joh Qarzajaat k elawa joh Company ki apni asal Qimat hoti hai wo Book Value hi hai. Book Value kisi bhi Company ya kisi idary ki wo assay hotay hain joh un k pass khilas pary hoty hain ya un k pass joh available Balance hota hai jis ki wo Company hoti hai us ko Book Value kehty hain. Leking agar majmoee Maliyaat ki baat ki jaye toh us ko Market Value Value kehty hein. Jis mein Book Value hamesha Market Value se kaam hi hogi. Q k Market Value Overall kisi adary k Capital ko Show karty hai jab k Book Valaue sirf us mein mojood asaaon ka hota hai.Click image for larger version

Name:	book value.jpg
Views:	1
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12335093
        For Example
        Misal k tawar par aik Company k ya kisi idary k pass khul assay / Capital 500 Billion dollars ki hain, jab is mein 400 Billion Dollars k us company py wajebat hain toh is tarahn se us company ya idary ki book value 100 Billion Dollars ki reh jati hai. Jab k is Total assets joh k 500 Billions dollars ka banta hai ye Market Value hai.Click image for larger version

Name:	th (6).jpg
Views:	9
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12335094
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen

          Dear jab aap Koi business start Karte Hain To ismein aap apni business ko properly Run karne ke liye different assets ki purchase karte hain dear jab aap koi bhi asset apne business Mein istemal kar rahe hote hain to ismein aapko Har sal ke bad use asset ki revalu calculate Karni Hoti Hai Jiski basis per uski depreciation aur appreciation hoti hai. Jab aap Kisi bhi acids ki book values related apni learning complete Karte Hain To usse pahle aapko assets ki depreciation or appreciation Ka Pata Hona chahie Uske bad aap book value ko properly understand kar sakte hain.

          Appreciation of Asset :

          Dear jab aap koi bhi business start karte hain aur uske liye land purchase Karte Hain Jo aapke liye ek bahut important assets Hota Hai Jab aap use time Ki Baat uski value recalculate karte hain to uski value increase ho chuki hoti hai aisi situation Mein acid ki appreciation hoti hai no doubt Jo value aapane uski Book mein inter ki Hoti Hai yah Jis purchase per aap usko purchase Karte Hain usmein Jab increment a Jata Hai To Aisi situation main aapko appreciation hoti hai.

          Depreciation of Asset :

          Sometime Jab aap Koi machinery purchase karte hain to uski gradually depreciation ho rahi Hoti Hai uski value Mein declining ho rahi hoti hai aur jab aap apni box Mein uski entry Karte Hain To beginning level mein aap uski face value enter karte hain lekin step-by-step usmein declining hoti hai aur is complete process ko aap depreciation of assets ka naam Dete Hain.

          Face Value of Asset :

          Dear jab aap koi bhi asset key value appreciation aur depreciation ke bad enter karte hain to use value ko face value of acid Kaha Jata Hai for example Jab aap Koi asset purchase karte hain to vah uski face value Hoti Hai yah Jab next year aap uski price Mein appreciation aur depreciation calculate kar lete hain aur uske bad uski Jo value books may enter hoti hai use value ko aap face value Kahate Hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen

            Yes. Trader ko apni company ki booked value ka pata ho chahe. Wo tb he market ma acha perform kar sakta hai. Jb trader ko apni company ki booked value ka pata ni ho ga to usk lae trading ma excel karna bhot mushkil ho jae ga. Es topic ma ham booked value or marked value ko detail ma explain karyn gy.

            Booked value of company. Booked value kisi company k sary assets ko kaha jata hai. Misal k tor par agr kisi company ki total value 80 usd dollae ki hai or es ma 20 dollar us ny loan ki sorat ma pay karna hai to company ki net booked value 60 usd dollae ho gi. Company ko marked value eski booked value sy zayada hoti hai kiu k es ma sary intangible assets ki value b shamil hoti hai. Ham ye b keh sakty hain k booked value un sary asset ki over all value hoti hai jo ik balance sheet ma available hoti hai.

            Limitatation of booked value
            . Booked value k sath main problem ye hai k ye annually ya bi annually report ki jati hai. Es k bad agr kisi investor ko apni booked value k bary ma mahloom karna hai to usko phr sy balance sheet k report hony ka wait karna pahry ga. But har month ma company ki booked value different hoti hai. Es sy ham pata chala k booked value ik accounting term hai or esko bhot bar adjust karna parta hai. Jesa k booked value depreciation k sath change hony ma change ho jati hai. But trader ko several years wait karna hota hai eska impact find karny k lae. So es ki base par company ko booked value b change hoti rehti hai. So exact booked value ko find karna b ik complex method hai .
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen

              Forex trading Mein kam karte hue Hamen book value ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Hamen Maloom Hona chahie ki book value kya hoti hai iska istemal Ham kaise karte hain Jab hamare pass Iske bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham isko acche tarike se samajh sakte hain Hamen Iske bare mein Apne study ko properly complete karna chahie tha ki Ham se acchi information Hasil kar sake book value ke bare mein Ham Apna experience or knowledge aapse share Karenge

              Book values related Hamen learning ko complete karna chahie book value Ham Kisi company ke assist ko Kahate Hain company ki marked value is ki book value Se Jyada hoti hai book value Sare assist ki overall value hoti hai Jo balance sheet Mein dastiyab hoti hai Jab Bhi Koi investor Apne book value ke bare mein information Hasil karna chahta hai to usse balance sheet ki report hone Ka wait Karna chahie Har month company ki book value change hoti rahti hai aur vah different hoti hai

              Ham kabhi bhi Tamam assist ko calculate nahin kar sakte Hamen book value ko acche tarike se observe karna chahie book value ke bare mein acchi information Hasil kar sakte hain book value market mein bahut jyada important Hoti Hai Hamen isko acche tarike se samajhna chahie Hamen kabhi bhi is ko ignore nahin karna chahie is se Hamen market ki value ka andaza ho jata hai Jab Ham market Mein trade open karne lage Hain To Hamen market ka acche tarike se analysis karna chahie

              Market Mein trade Lagate Hue Hamen Hamesha Soch Samajh Kar trade Lagani chahie market Mein different strategy maujud Hoti Hai Hamen Hamesha acchi strategy ko select Karke trade Lagani chahie yah strategy Hamari trade ke liye bahut jyada helpful sabit hoti hain Market main trade Lagate Hue Hamen market ke Rul ko bhi acche tarike se follow karna chahie Hamen market ke rules ke against bilkul Bhi Nahin Jana chahie
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen

                Hello everyone I hope you will fine Aaj Ham aapse market Mein maujud assets ki book value ke bare mein Apna experience or knowledge share Karenge ki Forex trading ki market Mein book value of assets kya hoti hai per Inka market Mein Kyon diya tha Itni importance Di Jaati Hai Forex trading ki market Mein yah assets different types Mein maujud hote hain market Mein maujud Tamam members ke liye Inko read karna bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki inke jariya Seva market Mein hi Nahin balke Kisi bhi Business mein hun to in Kesariya se bahut hi acche benefits Hasil kar sakte hain

                The meaning of book values varries depending on the context book value companies outstanding liabilities Forex trading ki market name book value of assets bahut jyada importance rakhti hai in books Ko Kisi bhi business ko start karte waqt kharida Ja sakta hai Auron ke jariye se an Business mein acche benefits Hasil Kiye Ja sakte hain aur Market ki value ko samajhne ke liye bhi in books value of assets ka istemal Kiya Jata Hai inke jariya se market ki value

                ko understand Kiya jata hai market Mein mojuda members ko bahut jyada mehnat Karni chahie Apne kaam se related Tamam information Hasil karne ki koshish Karni chahie Jitna Jyada vah Apne kam Mein hardworking Karenge aur apne kam main mehnat Karenge utna hi jyada vah Apne is business ka Achcha experience or knowledge bhi a sale kar Payenge aur is experience or knowledge ke jarie aise hi vah market Mein maujud Taman chijo ko understand karne ke bad usmein acchi kamyabi Hasil kar Sakenge market Mein maujud Tamam traders ko book value ko acche tarike se understand karne ki koshish Karni chahie Kyunki yah book value of assets bahut jyada importance rakhte Hain isliye traders ko market mein maujud kisi bhi chij ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie bal ke an per acche tarike se focus karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen

                  Assalamu Alaikum dear forex market Mein Ham Sab kam Karte Hain To ismein Ham dekhte hain Ki Kisi bhi company ki ek proper value hoti hai aur kisi bhi company ki ek proper setup Hote Hain Jisko Ham company ki proper value kahan Jaate Hain usmein company ke launch Ke alava Jo Bhi value Hoti Hai vah company mein main book value kahan Jaati Hai jismein Ham dekhte hain ki Jab koi bhi company registered Karai Jaati Hai To ismein Jis value ko use Kiya jata hai usko Ham book value ka naam Dete Hain Jo ke fix hoti hai.

                  Dear forex market mein company ki book value per bahut jyada kam Kiya jata hai aur ismein company Ke Is Tarah Ki chijon ko share Kiya Jata Hai tar Ke Log is company ke bare mein information Hasil kar Saken aur Logon Ko company ke bare mein pata chal sake aap Jab Kisi bhi company ke share score purchase Kahate Hain To sabse pahle aap company ki book value ko dekhte hain aur aap use big book value ke mutabik aapas company ke shares ko purchase karte hain Kyunki aapane future main use company ke share ko Sel bhi kar Na Hota Hi.

                  Dear Ham dekhte hain ki company ki book value Hui use market Mein uski Asal purchase hoti hai aur Vahi uska Aasan hoti hai jo company mein jyada strong Hogi uski book value utani hi jyada Hogi aur uska aapko itna hi jyada fayda Hoga Jis company ke share uski purchase aap karte hain to aapko sabse pahle market Mein use company ke bare mein dekhna hota hai aur uski book value ke bare mein dekhna Hota Hai Uske bad hi aap Uske shares ko pratyaksh karte hain Agar use company mein kam karna chahte hain to uske liye aapko sabse pahle market Mein bus company ki book value ke upar Najar Rakhna Hogi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen

                    Forex main ka karty hiye hamain is main use hony wali term kay bary main ilam.hona chagiye. Q keh yahan per kafi securities hoti hain jinka lower low aur higher high hota hay. Jis ki waja say yahan per assets ki physical and market value daikhi jati hay aur tradersisi face value yani market value oer order ooen and close karty hain.

                    Book value.
                    Jab koi assets purchase kia jata hay to iski purchasing value he asal main book valuehoti hay. Machinary and capital assets ki book value bahut matter karti hay q keh machinary ki time guzarny kay sath book value kam hoti hay jab keh business and land ki book value time guzarny kay sath ziadahoti jati hay. Laikin ham is business kay capital main izafa ya kami khud say nai kar sakty.

                    Market value.
                    Ager ham koi assets purchase karty hain to purchasing price iski book value hoti hay. Laikin market main isi asset ki jo value hoti hay woh time guzarny kay sath sath kam ya ziada hoti rehti hay jis waja say assets ki book value say ziada important iski market value yani mojuda value hoti hay aur company kay assets isi market value per bawaqt-e-zaroorat sell hoty hain.

                    Difference between book and market value.
                    Hamain market ya face value aur book value ki samjh a gai hay. Laikin inka role kia hay. Jab bhi kisi company kay koi aisy assets jo keh nakara ho jayain yani machinary, to company isko sell karti hay jis waja say ye book value say kam per sell hoti hay. Laikin liquid assets jaisy keh land, gold ya currency ki value barhny per inko sell karny say profit milta hay q keh ye book value yani purchasing price say ziada rate per sell hoty hain.
                    Last edited by ; 02-11-2020, 01:07 PM.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen

                      Assalamu alaikum ji Bhai aapane bahut hi achcha topic choose Kiya discussion ke liye kyunki Forex trading mein agar aap kam karte hain to ismein aapko assets per bhi trade karni hoti hai aur assets related aapko market information psle karni hoti hai assets ke related ke uski book value kya hoti hai uske related main aapko kuchh information share karna chahta hun

                      BOOK VALUE OF ASSETS:

                      asset ki book value ko hoti hai jis per aapane acid acquire Kiya hota hai ya purchase Kiya hota hai sometime aise hota hai ki aap koi bhi asset purchases karte hain lekin uski price kyunki increase ho rahi hoti hai aur uski price time to time increase ho rahi hoti hai aur aapane uske depreciation ki maihar karni hoti hai to uske liye aapko ek aisi price chahie hoti hai jis per aap always uski depreciation charge karo aur uske depreciation ko apne return mein file karke fb se return of receive karen to uske liye aapko book value or provide ki jaati hai

                      Book value basically koi bhi acid ki acquire purchase hoti hai ki jab bhi aapane acid per chess kiya tha to tab aapane uske kitne paise diye the kitne paise dekar aapane vah asset purchases kiya tha usko Ham book value bolate hain aur market mein depreciation per aap book value ke hisab se hi charge karte hain

                      for example agar aap ek land purchase karte hain aur land ki prices to day-to-day to increase ho rahi hoti hai aur aapke price bahut jyada increase Ho jaati hai land ki lekin aap agar uske depreciation charge karna chahte hain yah aap apne books of accounts main usko show karna chahte hain to aap uski book value Se usko show karenge all do ab uski market value kya hai yah bilkul matter nahin karti aapko uski book value ko hi maihar karna hoga aur uske hisab Se Hi usko market mein apne books of accounts may show karna hoga market value ko nahin

                      DIFFERENCE BETWEEN BOOK VALUE AND MARKET VALUE :

                      kisi bhi price ki market value of vah hoti hai jo use din market ki chal Rahi hoti hai kyunki market mein price up and down chalti rahti hai to market value bhi change hoti rahti hai kisi bhi asset ki ki

                      lekin book value aapke assets ki kabhi bhi change nahin hoti vah always sem hi rahti hai isiliye bahut se log jab market mein apne acid sapne books of accounts may show karte hain to vah uski book value show karte hain na ki uski market value show karte Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen

                        Agr hum log apna sara assets ki calculation karna chata hain tu huma ak balance sheet or kar skata hain ya book value hoti hai or is mai tamam assets ka bara mai entry hoti hai jub stock hamra pass ata hai matlab assets mai azafa hota hai tu book value mai bi azafa hota gai ya stock exchange mai kam ati hai hum log apna assets ka record is mai rakhta hain book value busieness ka total value hota hai ya book value ko account bi kaha jata hai is ka ya fyda hota hai ka hamra pass bohot sara assets in or out ho raha hota hain is lia in ka hisab rakhna mushkal.hota hai laken book value sy hum log balance sheet bana sakta hain or in out ko dahk kar apna balance update la sakta hai jitna assets out hon gain or jitna bach gaya hain ya information huma balance sheet sy milti rahti hai basically book value ka jo formula hai wo total assets or total liabilities ka darmiyan difference hai or ya difference huma book value sy maloom hota hai hamra pass assets zayda hain or liability kum hai tu in ka darmiyan kitna difference hai hum log nikal sakta hain book value ka zarya for example ap ka pass total assets 100$ millions hain or total liabilities 80$ millions hain tu book value is busieness ki 20$ millions ho gi total assets mai bohot sari cheezain ah jati hain jasa ka money investment plants equipment etc tamam cheezain assets mai ati hain book value mai balance sheet ati hai tamam assets or liabilities ki is lia business ka lia book value ki bohot ahmiyat hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen

                          Assalamu Alaikum Forex member aaj ka Hamara topic book value se related Hai jaise ki AAP Sab Jante Honge ke company Apne Karjat Ke alava Jo Bhi apni asel kimat Hoti Hai vah book value hi hoti hai book value Kisi bhi company ya Kisi Ki vah Hote Hain Jo vah unke pass khalish Bade hote hain aur unke paas Jo available balance Hota Hai Jiski vah company hoti hai usko book value Kahate Hain lekin Agar majoni Malik ki baat ki Jaaye to market value usko Kahate Hain jismein book value Hamesha market value se kam hi Hogi Kyunki market value value over Aur Kisi K capital ko show Karte Hain Jab Ke book values safe usmein maujud asthan Hota Hai hi
                          Missile ke Taur per Ek company ki ya kisi ke pass capital 500 billion dollars Ki Hai To Jab usmein 400 billion dollar US company per vajvad hai to use Tarah Se company yah Idhar Ki book value hundred billion dollar ki Rah Jaati Hai Jab Ke total se 500 billion dollar banta hai yah market value hoti hai agar Ham Apne Tamam acid ko capital ko calculate karna chahte hain to tab possible Nahin Hota Jab Ham Apne Tamam acid ko aasani se calculate kar sakte hain Jab Hamen Aise Tumne current aur girl acid quantity mein bahut jyada Hote Hain Jab tab tak Ham Apne acid ko calculate karne ke liye Tamam acid ko value Kaun note Karke apne pass record mein sev rakhte Hain Jab Agar Ham Agar Ham yah deduction kar lete hain To Hamen pata chal jata hai ki hamare pass acid increased hain ya decrease Ho Gaye Hain To Hamen Masjid calculate karne ki jarurat hoti hai Hamen physically Apne acids ko calculate karna Shuru kar den to Iske alava bahut jyada time period ruk kar Hota Hai To Ham just Apne Tamam acid ko book value ko calculate Karte Hain To Hamen pata chal jata hai ki hamare pass current kitne Se maujud Hai Isko Ham book value Kahate Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen

                            book value of asset main humy trading k liya behtar haiKyunki Agar ismein high-okay wali aur Behtar posting ki Jaaye To Har manth wardacchi perk surrounded by suffer the consequences of c take Mein Hasil ki Ja sakti hai jo ki Mukammal Taur in feat withNikal Bhi Ja sakti haigon Ko Maloom Hai Ki conformably dole is vajah Se Nahin MiltaKyon ke anent divulge ka house aapko scrutinize mil raha hai jisse aap acquirement and agitation karsakte hain lekin Yahan month-to-month perk is vajah se bout ka extra agar aapHasil karna chahte hain to uske liye aapko month pura swing karna hoga Kyunkipahle authority ka hand-down aapko 2 month ke abominable aapko Milta Hai Lekin Abhi Jaisa kePakistan the Forex put rotation telecellsmartphone mein Logon Ne bahut acchi Tarah Se be closeness of kiya aur Logon Nebahut jyada hissa liya agitate mein ISI vajah se isko month-to-month kar diya gaya haiTo Literal Khyal se manth ka encounter bhi Sabhi Logon ke liye behtar hai Kyunkihigh-encompassing right wali aur top-drawer posting ki Jaaye Tohar month acchi restitution mid contestMein Hasil ki Ja sakti hai Jo ke Mukammal Taur in deception upon nikala Bhi Ja sakti haiisiliye Behtar se behtar acchi se raed bamove depose and reserved karna hogi apne interfere lips ko sath sathlekar chalna hoga jis baat ki aapko furor ho aapane relation folding declaratory se apniquestion majod ha exaggerated in ko bohatachi tra round regaaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza :- BOOK VALUE of asset kia hoti hea explain Karen

                              Book value ke bare mein ek Achcha knowledge banaa le Hamare liye bahut jaruri hai tab Ham market ko bahut acchi tarike se samajh sakte hain. trading jab bhi hum learn kar jayengay to us k bad hum apne traf se apne leye profitable signal bana sakengay. Is k leye bad me hamen dosron ka muhtaj nahi baanna parega aur na hi hamen forex trading k leye kisi ko payment pay karni paregi. Forex trading me agar hum aghaz me daily basis pe 6 hours kaam karen to ye hum achhi tarah se seekh jayengay. Aik to hum learn bhi achha hi karenagy aur dosra hum is se profit bhi hasil karengay. Forex trading me aksar jo signal hum kisi third party se hasil karte hen wo fake hote hen aur hamen us me loss ka samna karna parta hai. Kabhi kabhi hum free ye kam cost wale signal channels ko dhondte hen jo hamen aksar loss se dochar kar deti hai. Is waja se humen apne signal create karne chaheye k us se hamen amdani bhi achhi mele aur dosron ko bhi is ka faida den.

                              Forex trading main jab bi hum log kisi or k signal ya wasy trading karny gy to humy ziada profit Ni ho ga or ziada chance ho ga loss hony ka is ley hum jab tak khud market ko Ni samjy han to hum log kamyab ni ho sakty Han is ley humy behtar sy behtar planning or strategy bana k trading karni ho ge jtni ache planning or strategy sy trading karny gy to hum ache earning kar saken gy forex trading main ziada sy ziada ache earning kar saken gy forex trading main jtni ziada mehnat karny gy bar bar practice karny gy to humy forex trading ki samj aay ge jab tak hum log forex trading ko samjeny gy to hum log kamyab ni ho sakty han forex trading main ziada sy ziada behtar trading karni ho ge tab he hum log kamyab ho sakty han is ley humy forex trading k bary main knowledge or experience hasil kar k trading karny ta k hum log kamyab ho saken or behtar sy behtar planning or strategy sy trading Kar k kamyab ho sakty han.

                              Forex main trading karny kay liye self confidence bahut bari quality hay. Iskay through trader ko khud per believe hota hay. Forex main market analysis kay bad next step technical analysis ka hota hay jis kay liye chart per ban'ny waly patterns ka technically jaiza laina hota hay. Jis kay liye kai martaba to candlesticks ki madad say he hamain trend ki indication mil jati hay. Laikin is trend ki mazeed confirmation hamain tab he hoti hay jab ham kisi technical indicator ka use karain. Q keh technical indicators ki madad say hamain trend ki strength aur momentum ka bhi signal mil jata hay. Jis say hamain is trend ki validity aur effectivity ko parakhny main madad milti hay.
                              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X