Kya large investment se profit margin barh jata hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    yes i agree whit u par forex trading main agar app logo k pass kitna he bara account kiyoo nahee ho or agar app logo ko is main experince or knowledge nahee hain tu app log is main koch be nahee earn kar sakty ho or agar app logo ko forex trading main ek acha exprince ho tu is main app log ek bohat he acha profit earn kar sakty ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      Yes g ha sir is tara bi hota ha liken ye sab to ap par he depend karta ha k ap is me kitna he is me invest karty ha our kitna k is me ap trading lot use karty ha our ager ap is me kam he lot par is me real me trading kary to ap ko is me kam he profit hasil hota ha our ager ap is me big lot me trading kary to big profit hota ha.
      • #228 Collapse

        bhai forex may ap jitni zyada investment karogy utna he zyada profit margin milay ga apko lakin agar apki forex skill weak ha to ap ko nuksaan bhe ho sakta ha so be careful before invest your money. lakin mairay khayal se jo acha trader hota ha wo kam investment se bhe big profit gain kar sakta ha...
        • #229 Collapse

          is liye ye haqeeqat hai k aap jitni zayda amount se trading karain gay utna hi zayda aap ko profit ho ga, lekin ager aap volume rate bhi zayda rakhain gay tu tb
          • #230 Collapse

            ye bilkul shi kaha apny agr zyada investment capital ho to less risk lety huye zyada profit margin hota hai jbky jitna kam capital hota hai utna hi kam profit margin hota hai is lye apna capital hmesha increase krny ki koshish krni chahiye
            • #231 Collapse

              je han bhai ap ki investment jab zyada hogi tou ap kay paas margin bhi barray ga equity bhi forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se good learning zaroori hay ap ko aik kuch best skills ki need hay har haal mei then success milay gi
              • #232 Collapse

                Hmm dost large investment se profit margin bar jata hai par is se loss bhi barta hai so apko apni knowledge aur experience ko use karke trade market ko achi se analysis karke trade karna chayee profit karne k liye
                • #233 Collapse

                  good question dear g ha hum forex me jitni ziyada investment kar ke trading kare ge to us ke mutabiq profit earn kare ge is liye ye humare apne per depend karta hai ke hum kitni investment se trading kare egar aap ke pass trading ka experiance hai to aap ziyada invest kar ke ziyada profit earn kar sakte ho
                  • #234 Collapse

                    je han app ko es main ager app ki investment boht hai tu app ko es main kafi faida hoskte hai aur app es main kamayab aur ache trader ban skte ho aur app ko success hasil hoskte hia es kam main
                     
                    • #235 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                      Mujhe aap sab forex traders se aik simple sa sawal puchna hai k kya forex main bari se bari raqam invest ker k profit ka margin utna hi zyada ho jata hai or kam se kam raqam se profit ka margin bohat low ho jata hai ya nahi.
                      Jee mery khyal main agar hum ziada investment karen gay to hum trading bhi khul kay kar sakty hay aur loss main chalny wali trades ko hold kar kay unko postive main convert kar sakty hay.
                      • #236 Collapse

                        mere bhai your question is so simple bro agr app kisi be business chahy wo forex trading ho yaha koi aur business investment kam karain gy tou profit be kam ahy aur agr investment zaida karain gy tou profit be zaida ahy ga so mere khayal mein its not difficult question :)
                        • #237 Collapse

                          Yes, of course, if you invest large amount then definitely your profit margin will also increase and you can earn far more, but the important thing is that Forex trading is a volatile and high risk market too. So, you always need to be cautious with your decisions. Your risk management strategy must be excellent to avoid any unnecessary risk of loss.
                           
                          • #238 Collapse

                            aap ne acha sawal kia mujhe pasnd hai, agar ap na forex ma kam investment kia ha to ap phr be kitna marzi earn kar skyta ha forex ma agar ap zayada investment karta ha to ap ki earning be zayada ho gi forex ma kitna zayada balance ho ga othni zayada earning ho gi.
                            • #239 Collapse

                              han large investment sy ziada profit margin tu hogai likan us k sth sth loss ka bhi khatra hogai.. phr ya bat bhi zehan main rakhen k profit k liye experienced hona aur tarding ko samajna lazmi bat hai ic k bina profit mushkal hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                yes ya tu har business main hota hai sirf forex nae har businness main zadia invest kar kay hum zadia profit hasal kar skaty hai aur kam invest say kam profit

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X