sahe keh rahy ho bhi ap agar hamare pass account men margin zayada hoga to hamara margin wake men bhr jaega agar balance kam hoga to margin be kam hoga aksar aesa hota hae hamare sath jab hamare account men margin kam hota hay to ham jab tarde lgate hain to tab hamara margin manfe men chala jata hay jis se na ham apne loss ko recover kar sakte hain na dosre tarde lga sakte hain agar hamare account men balance zayada ho to ham apne loss ko recover be kar sakte hain aur dosre tarde be lga sakte hain jese sell lgaya huwa hae to buy ki tarde sakte hain apne loss ko stop karne k lye
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим