Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...
    Assalam-o-Alaikum dosto forex trading aik online business hay aor business ma kabhi munafa huta hay tu kabhi kabhi loss bhi hu jata hay jo kay aik normal si baat hay laiken forex trading ma kuch trader aisay bhi han jo ager loss hu jaye tu wo bhot hi zeyada disheart hu jatay han aor forex market ko good bye keh detay han laiken ager himmat na haari jaye aor loss hunay ki bawojod aor zeyeda mehnat aor lagan kay saat kaam kiya jaye tu humay zaror achi earning hugi kiun kay ba-himmat trader hi forex market kamyaab hutay han.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...

    Forex Trading me hum himmat is waja se har jate hen q k hum darr jate hen aur loss hone ki waja se aur hamara dil mazeed mehnat karne ko nahi hota hai. Forex trading me mehnat se hi kaam kia jaye dil ki lagan sa kaam karn a bohut zarori hai forex trading me. Loss ka hona hota rehta hai aur is se hamen bohut kuch seekhne ko bhi hasil ho jata hai. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai. Mehant aur lagan jahan pe bhi hogi to hamen lazmi us me kamyabi meli gi. Aur forex trading bohut hi ziada riski korobar hai agar hum yahan pe mehnat nahi karengay to hamen kamyabi ki ummeed bhi nahi rakhni chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...

      dear friend forex trading aik complicated business ha is mn ziada tr log nakam ho kr chhor jstay hn lekin jo log loss ki waja sa himmat naen hsratay aur apni mehnat jari rakhtay hn to woh zroor forex trading mn kamyabi bhi hasil kr letay hn
      • #4 Collapse

        Re: Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...

        G han apki bat bilkal thek hy jo log himat nhi harty wo zarur kamyab hoty hen es liye humen chaea k hum apna kam mehnt se dill lga kar kren or apne kam ko achi trha knowledge hasil kr practice kr k kam kren or kbi bhi himat na haren tb e hum kamyab ho skty hen or acha profit hasil kr skty hen
        • #5 Collapse

          Re: Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...

          Jo log mehnat karte hain vah Jarur kamyabi hote hain ji han friend aapane bilkul theek hai main aaj aapko batana chahti hun jo log mehnat karte hain vah Jarur kamyabi mehnat ka sabse bada sahi hai ki aap ko Apne poston Ko pura karna hoga jo Delhi ki post Hoti Hai 50 post aapko unko complete karna hai isliye Hamen Sab Ko koshish karne chahie form for expose Jyada time Dena Hoga Jitna Jyada time Ham form for Expo Denge Ho To Nahin Achcha Ham profit bhi Hasil kar sakte hain Hamen Mat Karna chahie jitne Jyada Mera Tak facts ko Karenge Tumhen Achcha Ham profit Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...

            Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein humain kabhi bhi himat nahin haarni chahyea balkay humain loss honay kay bawajood bhi confidence kay sath kaam kerna chahyea forex trading mein mehnat sae hi kaam kya jaye dil ki lagan sae kaam karna bahut zaroori hai forex trading mein loss ka hona hota rehta hai aur iss sae humain bahut kuch seekhnay ko bhi hasil ho jata hai mehnat ho tou forex trading mein kaam sae koi mushkil pesh nahin ati hai aur na hi humain iss buisiness mein koi bari rukawat ka samna kerna parta hai iss lye agar aap forex mein himat sae kaam kerain gaye tou aap zaroor kamyab hoon gaye
            • #7 Collapse

              Re: Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...

              اصل پيغام ارسال کردہ از: TMB007 پيغام ديکھيے
              Assalam-o-Alaikum dosto forex trading aik online business hay aor business ma kabhi munafa huta hay tu kabhi kabhi loss bhi hu jata hay jo kay aik normal si baat hay laiken forex trading ma kuch trader aisay bhi han jo ager loss hu jaye tu wo bhot hi zeyada disheart hu jatay han aor forex market ko good bye keh detay han laiken ager himmat na haari jaye aor loss hunay ki bawojod aor zeyeda mehnat aor lagan kay saat kaam kiya jaye tu humay zaror achi earning hugi kiun kay ba-himmat trader hi forex market kamyaab hutay han.
              ji han dosto aapane Sahi kaha hai ki jo members stadium mein Apni himmat Nahin hata to vah kamyab hota hai agar hamen paras trading mein loves ho jaaye to hamen ghabrana Nahin chahie balki hamen apna Kam mein hath aur experience ke sath karna chahie jisse hamen kamyabi Hasil ho saktiji
              • #8 Collapse

                Re: Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...

                ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai hamen forex trading mein himmat nahin har nahin chahie aur apni mehnat aur struggle ko kanta new rakhna chahie forex trading 1 risky business hai aur baj aukat hamari trade hamare opposite chale jaati hai aur hamen nuksan ho jata hai to nuksan hone ki Surat mein hamen pareshan nahin hona chahie aur apni mehnat aur struggle ko stop nahin karna chahie Bal ke pahle se jyada apni mehnat aur struggle ko Josh ke sath continue rakhna chahie aur apne next trade se profit hasil karne ke liye koshish karni chahie tabhi aap forex mein kamyab businessman Ban sakte hain isliye nuksan hone ki Surat main aapko pareshan nahin hona chahie aur apni mehnat ko jari rakhna chahie Taki aap apne next trade se apne previous loss ko bhi recover kar sake aur apni trade se achcha profit hasil kar saken.
                • #9 Collapse

                  Re: Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...

                  Forex online business hy is main utr chro hota rhty hy is lia hm kbhi bh himmt Nhi hrni chya hinmt hrna wala kbhi bh kamyb Nhi hota is lia hm bht hi soch semjh kr konwldg or experience ky sath qulit wark kra himmt sa kam kra tb hi kamyb Ho ga jo log forex main himnt hr jaty hy wo kbhi bh kamyb Nhi hota is lia hm jitni ziyada mhynt kra ga soch or experience ky sath wark kra ga tb hi kamyb Ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...

                    hamain is k bary main practice karni ho gi ta k earn karein gay so hamain is k bary main practice karni hogi ta k earn karien gay so hamain is k rules ko fllow karien gay ta k earn karin gay so hamain is k barymain anlayse karein gay ta k earn karei gay so is k bary main planing karein gay ta k earn karny m ain biasnai ho saky gi so hamain is kbary main earn kaein gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...

                      g han agar hum himmat nhi haray gay to hum es trah say asani say kamyab ho jay gay to agar humain achaay say apna kam kurna hai or kamyaab hona hi to es kay liye humain achay saay apna kam kurna ho ga or humain es main achay say himmat kay sath apna kaam kur kay kmyaab hona chahiye jub hum es trah say apna kam kuray gay to hum kamyab ho jay gay
                      • #12 Collapse

                        Re: Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...

                        Assalam walekum Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki jo log Himmat nahin Hardik vah Jarur Kamyab hote hain bilkul Aisi hi baat hai Hamen Himmat Nahin aani chahie Hamen to Himmat Rakh kar kam karna hoga jitni Jyada Ham apne business Mein Apne kam Mein Apne karobaar Mein Himmat se kam Karenge ham utani hi Jarur kamyabi Hasil karte hain isliye Himmat na Hare Forex mein jyada Se Jyada mehnat Karte Nahin Jarur kamyabi Milegi aur bahut acchi aur Jabardast kamyabi mil sakti hai isliye Himmat na Hare Hamen chahie ki Hamen to Sabar ke sath aur happy hokar kam karna hoga Taki Hamen acchi or kamyabi Mile aur jaldi kamyabi Mile Jo Forex member Himmat se aur Sabar ke sath relax hokar kam Karta Hai Vahi acchi kamyabi aur Jarur kamyabi Hasil karta hai isliye Himmat Nahin honi chahie Kisi bhi kam mein jyada Se Jyada mehnat Ki tawako rakhni chahie aur mehnat Karte Rahen
                        • #13 Collapse

                          Re: Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...

                          dear aap ne achi point kahi hai ke hum logo ko kabhi bhi trading main himat nahi har chaye and give up nahi karni chaye kyun agar hum ne apne ko start krne se pehle hi give up karna shuru krdia to aise to na hum kuch trading ka experience seekh paayege aur na hi yahan se kuch hasil kar paayege aur earn kar sakege hum logo ko khud pe believe rakhna hoga yaqeen dilana hoga ka han main ye kaam kar sakta hun phir chahe wo trading ho ya dunya ka aur koi kaam hi kyun na ho profit loss is part of trading agar loss hota hai hum logo ko hum logo ko patience ke sath situation ko handle karna chaye. forex main hamy kamyabe hasil karny ky liey mahent karne ho ge hamy is main knowledge or experience hasil kar ky is main kam karna ho ga per he hum kamyab trader ban kar pasa kama kar apne needs ko pura kar sakty hain hamy market ko lear kar ky is main best trading karne chahey hamy confuse ho kar kabe be kam nahe karna chahey hamy loss ho sakta hain agar AP himmat har jayen GE to AP is mein earning nahi Kar sakte koi bhi business ho us mein kameyab hone ke liye AP lot emotionless hona pare ga ups and downs to chalte rehte Hain kaam mein magar business wo karta hai Jo un see seekhta hai aur apni mistakes ko overcome karta hai is tarah trading mein bhi hai is mein best way demo hai jitna demo karain ge utni achi trading ho gi AP ki
                          • #14 Collapse

                            Re: Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...

                            Bilkul mery bhai ap ny bahot achi bat ki kh hamesha himat na harny wala hi kamiyab hota hy is liay ham ko chahiay kh ham himat sy kam kry or agr kbhi nuksan bh ho jata hy to ham ko himat ni harnui balkh ziada mahnat sy kam krna hy q kh hmesha whi kamiyab hota hy jo himat nhi harta
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jo Himmat Nhi Haarta Hu Zaror Kamyaab Huta Hay...

                              aap logon ko hamesha yahan per himmat ke sath kam karte rahana chahie jab tak aap logon ke andar potential jyada hoga use vakatak profitability increase hoti jayegi aur aap logon ko market se acche benefits milte rahenge isliye apne potential ko increase Karen market ko understand karna start kar den

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X