Post kyon delete Ho jaati hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post kyon delete Ho jaati hai?
    Assalamu alaikum dear members..

    Mera yah question hai aap sb sa ki post Jo Hoti hai vah kyon kyon delete ho jaati hai ...main bahut jyada post karti hun aur bad mein sometime meri post Jo hoti hai vah delete ho jaati hai iska kya reason hota hai.. aur kya Jo contest mein Ham post karte hain vah bhi delete Ho jaati hai Ham itni mehnat se itni achcha post karte Hain uske bad bhi hamari post delete kar di jaati hai es ka reason kya hota hai?

    Why?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Post kyon delete Ho jaati hai?

    Walaikum Asalam.
    Dear post delete nahi hoti thread delete hoti hain or phr thread par ki janay wali sari posts bhi delete hojati haun is liay apni posts karny k liay ase thread ka intekhab kary jo rules k mutabik ho taky ap ki post bhi safe rahye
    • #3 Collapse

      Re: Post kyon delete Ho jaati hai?

      assalamu alaikum dear member aapane bilkul sahi kaha hai ki hamari post kyon delete Kar jaati hai to uski vajah hai ki agar Ham bad quality ki post karte Hain Jo Ham for risk related koi bhi aisi post kar dete Hain Jo ke for se related nahin hoti to uski vajah se hamari post ko delete kar diya jata hai aur aap ko chahie Kya hamesha informative work karna chahie forest ke mutabik aur iske rules ko phone on karte hue hi agar aap kahan karenge to aapko bahut jyada fayda milta hai isliye aapko chahie kya achcha kam Karen forex ko sikhane ki koshish karen Taki aap ismein fayda utha sake
      • #4 Collapse

        Re: Post kyon delete Ho jaati hai?

        walekum assalam post delete hone ka sabse paise Wala yah hoti hai ki aapki post ki quality acchi nahin hoti yah aap Koi fitrat bar bar repeat kar rahe hote hain agar aapka thread bar bar repeat hore aapke post ki quality acchi Na Ho ya donon mein se koi ek chij ho to aapki post delete kar di jaati hai isiliye agar aap chahte Hain ki aapki post kam se kam delete ho to uske liye apni thread ki quality ko improve kijiye aur uske sath sath apni post ki quality ko improve kijiye aur spelling mistake kam se kam Karen ta ke aapki post delete Na Ho
        • #5 Collapse

          Re: Post kyon delete Ho jaati hai?

          Pata nahin yar mery bhe bahut sarry posten delete ho gy hain tu hamen as men himat nahin harny chahey kun kay agar hum as men mahnat kay sath apna kam jary rakhen gy tu hum as men kabhy bhe nakam nahin ho sakty hain tuhamen as men dil kay vsath achy lagan kay sath as men apna kam jary rakhna chahey tabhy hum as men achy earning hasil kar sakty hain kun aky forex men hum jitny mahnat karen gy tu hum as men uitny achy earning hasil kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Post kyon delete Ho jaati hai?

            Aajkal post bahut jyada delete ho rahi hen lekin ismein Hamari apni Galti Hoti Hai Ham Jab apni post ko Sahi Nahin Karte aur apne wording ko Sahi Nahin Karte Hain To Hamari Aisi post delete ho jaati hai isliye Hamesha hi Ham ko new topic Par thread Karen aur post ko acchi Tarah Se Soch samajhkar likhen aur post likhane ke bad Ek Bar use read kr len aur us me jitni bhi mistakes hun main an ko thik karna chahie Agar Ham post ko acchi tarike se theek Karenge to Hamari post kabhi bhi delete Nahin Hogi aur Agar Ham repeat post Karenge to tabhi Hamari post delete ho jayegi
            • #7 Collapse

              Re: Post kyon delete Ho jaati hai?

              agar hum gar mayre posts karty hain to hamy loss hain hum gar ma bath kar is mi kam ka sakty hain hum is mai agar lalach ban ky kamkrty hain to harma loss hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain yai aik wasee business hain humisy apna life time career be baana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Post kyon delete Ho jaati hai?

                Assalamu Alaikum dear Forex members Umeed hai ki aap log khairiyat se Honge aur Forex Se Jyada Se Jyada profit ko Hasil kar rahe Honge ji han aapane bahut hi Pyari Baat Kiya post Kyon delete ho jaati hai aapki post is vajah se delete ho jaati hai ki aap apne post ki quality ko increase nahin kar rahe aapko chahie ki aap apni post ki quality ko Jyada Se Jyada increase Karen without mistake post Kiya Karen post Mein Koi Bhi Galti mat Karen beshak post ko Chhota karne scheme Idhar Ko kam Karte but Maihar ki post Kiya Karen Taki aapki post ko koi bhi delete Na kar sake jab tak aap mistake wali post karte rahenge product wale aapki post ko delete karte rahenge
                • #9 Collapse

                  Re: Post kyon delete Ho jaati hai?

                  Hamari post Hamari Apne mistake ki vajah se delete ho jaati hai isliye Hamen is Vishesh Mein kam karte hue mistake bilkul bhi nahin Karni chahie Hamen Apne kam ko acche tarike se karna chahie aur mistake se bachne ki koshish Karni chahie Hamen Apna Kam ko acche tarike se karna chahie aur quality wala kam karna chahie Hamen Apne kam ko active ke karna chahie Subah science ke rules bahut jyada important hote hain Man Ko acche tarike se understand karte hue kam karna chahie Hamari post Hamari apni vajah se delete hoti hai isliye Hamen Achcha kam karna chahie aur post Mein mistake bilkul Nahin Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Post kyon delete Ho jaati hai?

                    Jab Hamari post mein bahut jyada mistake hoti hai aur Hamari post acchi Nahin Hoti Hai Faizul title wali post ka Humne jawab Diya hota hai to Hamari post delete ho jaati hai isliye Hamen Hamesha acche tarike se post Karni chahie Taki Ham apni post ko Informative Banakar Achcha bonus Hasil Kar Paye Hamen Hamesha acchi aur quality wali post karne ki koshish Karni chahie acchi equality wali post kabhi bhi delete Nahin Hoti Bal Kyon ka Hamen Achcha bonus Kiya Jata Hai Hamen Hamesha acchi post Karni chahie acche bonus Haasil karne ke liye
                    • #11 Collapse

                      Re: Post kyon delete Ho jaati hai?

                      Dear Forex member Agar post ki quality acchi Nahin Hogi aur post ke andar spelling mistakes bahut jyada hun ki aur post ke andar Forex ki information aur Forex ka knowledge Nahin hoga to Hamari post delete ho jayegi isliye Agar aapki post delete ho rahi hai to aapko Zyada Se Zyada apni post ki quality par focus karna chahie aur Hamesha Apne post ke andar spelling mistakes Nahin Karni chahie aur apni post ke andar wording simple istemal karne chahie aur apni post ke andar Forex ki information aur Forex ka knowledge share karna chahie Sara aapki post informative aur knowledgeable Ban Jaati Hai tab aapki post delete Nahin Hogi isliye Jyada Se Jyada apni post ki quality ko improve Karen Taki aap Achcha weekly bonus Hasil kar Saken.
                      • #12 Collapse

                        Re: Post kyon delete Ho jaati hai?

                        Pakistan Forex form Mein post Hamari Apne mistakes ki vajah se delete Ho Jaati Hain Jin post Mein mistake Jyada Hoti Hai is spelling mistakes Jyada Hoti Hai Jis post ki quality acchi Nahin Hoti vah post Aksar delete Ho Jaati Hai Aur Agar Ham kisi ki copy paste karte hain to vah post bhi Hamare lete ho jaati hai isliye Hamen Koshish Karna chahie ke yahan Apne mind se post Ka Jawab Den kisi ki copy paste na Karen aur apni post ki quality ko accha Banaye Taake Hamara bonus bhi achcha aur Hamari post delete Bhi Na Ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Post kyon delete Ho jaati hai?

                          Expensive the Forex market members Umeed hai ki aap log khairiyat se Honge aur Forex Se Jyada Se Jyada earnings ko Hasil kar rahe Honge ji han aapane bahut hello Pyari Baat Kiya publish Kyon delete ho jaati hai aapki post is vajah se delete ho jaati hai ki aap apne submit ki fine ko growth nahin kar rahe aapko chahie ki aap apni submit ki nice ko Jyada Se Jyada growth Karen without mistake publish Kiya Karen put up Mein Koi Bhi Galti mat Karen beshak submit ko Chhota karne scheme Idhar Ko kam Karte however Maihar ki submit Kiya Karen Taki aapki submit ko koi bhi delete Na kar sake jab tak aap mistake wali publish karte rahenge product wale aapki submit ko delete karte rahenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Post kyon delete Ho jaati hai?

                            Ji Hamari post isliye delete Hoti Hai Kyunki Ham ismein galtiyan karte hain aur jaldbazi se kam lete hain Agar Ham galtiyan apni theek Karenge to Hamari post Kabhi delete Nahin Hogi aur Hamen Sabar se kam karna hoga jo log jaldbaji karte hain vah Kamyab Nahin Hote jaldbazi karte waqt Hamara post Aksar delete Ho Jaati Hai hai aur iski dusri vajah yah Hai Ham Agar posting Mein mistake karte Rahenge to Hamari post bhi delete hoti Rahegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Post kyon delete Ho jaati hai?

                              Friends hum Forex me posts krty Hain or some time aisa hota hy k hum same wording use krty Hain post likhty huay hmara complete sentence hmari Kisi or post sy same match kr rha hota hy tabhi hmari posts delete kr di jati Hain ya kbhi kbar jaldi me hum wo posts dobara kr dety Hain Jo hum ny phly sy hi ki Hoti Hain jab hum posts ki rupeat kr dety Hain to wo b delete ho jati Hain is liay dehan sy posting ki jay is sy apka account wash Hony Ka b khatra hota hy apna account save rkhny k liay apni posting py tawajah dain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X