Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,
    Dear traders, forex me loss ko ignore nahi kia ja sakta. Lekin loss k darr se trading ko nahi chorna chaheye balkay aisi hikmat e amli banai jai jis me kam se kam loss ho aur profit ka ziada se ziada chance ho. Pher he ham forex me kamyab trader k tor per ubhar saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,

    ji ha ap nay thk kha forex may agar ap ko loss ho to pr agli tread lagany say darna nahi chay humy forex kay role ko follow or market ko analyses kar kay tread lagani chai market may news ko nazar may rakhna chay is say market up and down hoti rhti hay is lya zariro hay mahant kary tread may jaldbazi nahi karna chay ku kay jaldbazi say humy loss ho jata hay market ko samaj kar hi tread laga sakty hay is lya loss say darna nahi chay agli achi thara tread lagani chay
    • #3 Collapse

      Re: Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,

      dear friend profit aur loss business ka hissa hota hato apko loss sa darna naen chayay bslkay behtr hikmat amli k sath aur achhi planing k sath trading krni chayay ta k loss sa bhi bach sken aur achha profit bhi hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,

        Assalamu Alaikum dear Forex forex may agar ap ko loss ho to pr agli tread lagany say darna nahi chay humy forex kay role ko follow or market ko analyses kar kay tread lagani chai market may news ko nazar may rakhna chay is say market up and down hoti rhti hay is lya zariro hay mahant kary tread may jaldbazi nahi karna chay ku kay jaldbazi say humy loss ho jata hay market ko samaj kar hi tread laga sakty hay is lya loss say darna nahi chay agli achi thara tread lagani chay
        • #5 Collapse

          Re: Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,

          aslam u laikum mery dosto kesy hai ap sub jesy ky bussines me utar charao aata rehta hai kuky sadaa din aik jesy nahii hoty or forex trading me humy himat bi sath rkhni chiey taky hum galtioo sy kuch sikhy or forex trading me behtrien hikmat e amli apnani chaiey taky lose humy kam sy kam ho or profit zeyada hoo or humy forex par darna nahi hai himat bs himat thanks for friends and forex trading....
          • #6 Collapse

            Re: Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,

            agar hum kam karty howe galti kar dety hain to hamara loss ho jata hauin hum is mai posting kar sakty hain hum is mai trading kar sakty hain hm is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasail ho jy ge hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma lissh ain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain forex mai hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karty hain to hamy loss hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,

              Forex trading main humain hamesha profit nahi hoskta hai kabhi kabhi loss bhi hojata hai mgar humain loss se ghabrana nahi chahye balkay loss ko face karna chahye kyun Kay agar hum nay loss ko face karna seakh Lia to humaray andar self confidence develop ho Jaye ga islye humari hamesha koshish honi chahye Kay Kam se Kam loss ho iska best method yeh hai Kay hum log stop loss set rakhain agar hum stop loss set rakhain gay to hum log Friday main rahay gay kyun Kay iss tarah aik limit se ziada loss nahi hoga humain or hum achay se kaam Kar payain gay forex trading bohat different type ka kaam hai is work main AP ko bas achay se analysis karnay ki zarorat hoti hai Aur sari game AP kay hath Mai. Hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,

                gee han dear app nain thek kaha hai hamain forex main bahter policy bana kay he hum is main kam kairn gy tohe hum ismain kamyab hon gay forex aik best online business hai hamain forex main dil laga kar kam karin gy to he hum ismain kamyab hon gay forex aik best online business hai hamain forex main good planing kar kay he hum is main kam kairn gay to he hum is main kamyab hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,

                  Loss tou forex ka hisa hai aur agar humain loss hota hai tou humain iss sae darna nahin chahyea balkay humain forex mein zayada mehnat sae kaam kerna chahyea aur loss ko khatam kernay kay lye aur kam kernay kay lye achi hikmat e amli banani chahyea iss sae humara forex mein kaam bhi acha ho ga aur humain kamai bhi zayada ho gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
                    ji ha ap nay thk kha forex may agar ap ko loss ho to pr agli tread lagany say darna nahi chay humy forex kay role ko follow or market ko analyses kar kay tread lagani chai market may news ko nazar may rakhna chay is say market up and down hoti rhti hay is lya zariro hay mahant kary tread may jaldbazi nahi karna chay ku kay jaldbazi say humy loss ho jata hay market ko samaj kar hi tread laga sakty hay is lya loss say darna nahi chay agli achi thara tread lagani chay
                    Gbhanndosto aap ne Sahi kaha hai keh hame trading ke doran age loss ho jay Tu hame dena nahn chahye balkeh hame mehnatt ke sath apna Kam krna chahie Jise hame experience me izafa hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,

                      g han ap nay shi kha hai humain loss say durna nhi chahiye aagar humain achay saay apn kam kurna hai to es kaay liye humain apnay confidence kay sath apna kam kurna ho gaa agar hum es trah say achay say apna kam jari rukhay gay to humain asani say successs gain ho jay gii to e trah say chaay say humain apna best daaynaa chahiye or humain loss ka samna kurna chaahiye or loss say duray gay to humain success gain nhi ho pay giiii
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,

                        hamy loss sy learning gain kar ky aik time table bana kar kam karna hoga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai raat mai be kam ka sakty hain hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge humis mai agar greedy ban ky kam karty hain to hrma loss hain hum is maiagar bager learing ky kam karty hain to harma loss ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,

                          jis waqt Ham logon ko loss hona shuru ho jata hai use waqt Ham logon ko market ko acche tarike se understand karte rahana chahie jab market ke andar acchi understanding hogi utna benefit Ham logon ko yahan se Milana shuru ho jaega
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,

                            Assalam o Alaikum!
                            Jumma Mubarak to all Forex members. Umeed hai sab kheriat se hungay. Achi aur knowledge wali posts kar rahay hungay aur Forex Trading se acha profit bhi lay rahay hungay. G sahiii kaha aap ne keh agar trading men apko loss ho jata hai toh ghabrana Nahin hai bal keh uss loss ko aagey apni achi trading men sabaq kay toor pe use karna hai. Ghaltiyun se seekhna he kamyaabi ka saboot hai. Isliye aagey jana hai, peechay ki traf ni Murna.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss se darna nahi chaheye, bahtar hikmat e amli banain,

                              Ji han doston aapane sahi kaha hai ki Ham trading ke dauran loss Ho jaaye to Hame Dena nahin chahie Bal ke hamen mehnat ke sath apna Kam karna chahie jis se Ham experience mein ijafa hoga experience hasil karne ke liye mehnat karni chahie aur per practis karni chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X