Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???
    Asalamu Alaikum.
    Mostly mostly members ko lagta hain k gold par proft zayda hota hain as compare to currency jab k asay kush ni hain . Suppose GBPUSD 0.01 ki lot + 100 pip = 10$ banty hain to gold par bhi same 0.01 ki lot par 100 pip k target par 10$ hee milty hain bus farQ itna hain k gold apna tp target jaldi cover karlyta hain or currency dair sy . Kam zayda profit ni hota.profit same ka same hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???

    Gold ko commodities k group me shamil kia hai, jab k currency ko aam forex trading kaha jata hai. Forex trading me gold riski ziada hai aur is ki qeemat bohut ziada volitile hai. Jab k currency kam volitile aur ziada tar reliability ziada bhi hoti hai. Gold aik semat pe ziada move karta hai jise Corona ki waja se ye 1600$ se 2000$ tak chala gay jab k currency time to time up and down hoti rehti hai. Gold pe ziada tar news ya fundamental analysis asar andaz hoti hai jese, American China trade war, Corona waba, ya bari economic countries ki economic, social aur political news, jese USA ka election waghera. Jab k currency pe sir technical analysis hi nahi fundamental analysis bhi ki jati hai.
    • #3 Collapse

      Re: Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???

      God patelan karne ke liye aapko bahut bada phone kaun chahie Agar aapke pass Chhota balance account hai to Aapka account bahut jald Vas ho sakta hai isliye aapko chahie kya kar aapke pass kam bonus hai to aapko Gold per trading Nahin Karni chahie aapko sirf currency pair pe trading karne chahie Yahan aapka account wash Nahin Hoga aur Agar aapko loss bhi aaega to bahut Kam los aye jo bd me ap asani sy loss recover kr sakty hen agar aap Chhote account se Gold pe trading Karenge to aap to account 1 minut mein wash ho jaega
      • #4 Collapse

        Re: Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???

        w/slam gold pr trading krna profitable ha aor trading main trade ko currency pair aor gold pair trading main profit hota ha aor trader ko chhy experience sa trading kry aor profit earn kry
        • #5 Collapse

          Re: Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???

          gold mai hum kam kar ky munfa hasial kar sakty hain gold mai kam karna asan kam nahi hain is mai kam karny ky liye hamy learning gain kar ky kam karna ho ga pher e hum agy bar saky gy hum is mai apny boss kud ap he hoty hain gold mai hamy soch samj kar is mai kam krna ho ga pher he hum agy bar saky gy forexaik unique busienss hain
          • #6 Collapse

            Re: Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???

            ham ko gold per trading karna bahut hi accha profit hasil hota hai is leay ham. ko chahiye k ham ko gold per trading karni chahiye ta k ham ko is se accha profit hasil ho saky is leay ham ko crency pairs per bhi trading karni chahiye ta k ham. ko is see bhi accha profit hasil ho aur ham ko chahiye ta k ham is ki market ko bhi analysis karna bahut jaroori hai aur is main see accha profit bhi hain kkar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???

              Forex mein gold aik bahut zayada qeemati commodity hai aur iss mein trade kerna bhi bahut zayada costly hai aur thora mushkil bhi kyun kay iss ki market movement bahut critical hoti hai jub kay iss ki nisbat currencies mein trade kerna thora aasaan hota hai kyun kay unn per hum thoray balance kay sath bhi trade ker saktay hain aur iss mein humain loss kay chances bhi kam hotay hain
              • #8 Collapse

                Re: Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???

                gold aik bhot fast movement wala pair hey is per humyan trading ko soch samjh kar trading karni cheya isi lia aur currency pair per trading kay
                time itni tension nhi hoti hey agar gold per hum trade ko karty hyn to hunmyan is per tension hoti hey qn kah iski movement bhot zada risky
                aur trend kay opposite hoti hey..
                • #9 Collapse

                  Re: Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???

                  gold par or courncy par tarde main bahut zeyada fark ha jo ka ap ko wazih nazar ata ha agar ap is ko dekhna chahtu han to ap demo par 2 trade la len 1 courncy pair par or 1 gold par ap ko fark nazar a jaye ga gold courncy ki nisbat bahut zeyada move karta ha or ye bahut fast hota ha or jald he ye ap ko acha profit ya pher acha loss de jata ha islye hamen care karna ho gi trade karty hovy agar chota acount ha to gold sa door rahen ya ap ka acount wash kar sagta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???

                    gold or courncy ka bary main bat ho rahi jka ka in maain kaya fark ha or in ki trading main kaya fark ha dekhan gold metal ha islye ye bahut h fast ho hota kha courncy ka mukably main or ye 1 ahim metal bhe ha to hamen is par trade kahayal sa karni chahye ha insta ki bat karen to is pa courncy ap logo ko bahut he kam profit deti ha lakin gold ap ko bahut he acha profit de jata ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???

                      Assalamu Alaikum dear friend Se Ji han bilkul gold aur currency Patra Lagan mein bahut hi jyada Fark hota hai Kyunki God bahut hi Tej aur aur Jyada profit Dene Wali pair hai hai aur Hamen check Ham is Samay Apna Soch samajh aur planning ke sath trade lagaen jisse Hamen Shiksha prapt mil sakta hai aur ham Kamyab ho sakte hain aur currency per aaega se pyara hai jo Hamen bahut hi kam movement Mein Rehte Hain Jis Kabhi Raste Mein Kabhi Bhi Yad anusar Nahin ho sakta aur jo Chhote member Hai vah unhen chahie Ke vah Apna currency per trade lagaen jisse vah bahut Achcha prapt Har kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???

                        Gold purchase karna hamare liye risky sabit ho sakta hai kyunki gold ka koi aitbaar nahin hota ki vah kab aap Chala ja cup down chala jaaye gold ki trade lagane se pahle jitni bhi ham log koshish kar lenge Ham market ki movement ko dekhen lekin ham log market ki movement ko nahin dekh sakte Ham Jo kuchh bhi lagate Hain uski halat vichar sakta hai aur hamari movement kam tab ek bhi ho sakta hai isiliye hamen chahie kya humko old per kam trade Karen aur currency per jyada se jyada trade lagaen is Jahan mein achcha profit aise log aur ham log se bhi baj jaenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???

                          assalamu alaikum ummid karta hun aap sab theek hun main aapko batana chahta Hun ki Ham sabko gold per trade nahin karni chahie kyunki gold bahut jyada volatile Ho currency hai hamen is per kam se kam trade karni chahie agar aap junior hai to aapko gold rate nahin karni chahie small currency is betrayed karva ki aap achcha profit hasil kar sakte hain isliye gold per trade kam se kam Karen shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???

                            Gold trading karte hue Hamen Hamesha acche tarike se Gold per trading Karni chahie Jab Ham Gold per trading karne lage To Hamen Hamesha strong currency pair ke sathi Gold per trading Karni chahie Jab Ham apni trade Mein strong currency pair ka istemal Karenge To Ham apni trade Se Achcha result Hasil Karenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold par trade or currency par trade karny mai kya farQ hain???

                              ji bilkul aapane ek achcha question Kiya hai ke gold per aur currency per agar aap trade karenge to is mein trading mein kya Fark hai agar aap gold per trade karenge to iski bahut hi jyada fast movement hoti hai agar yah aapko nafa dene per a jaaye to bahut jyada nafa deta hai agar aap ko ya nuksan per a jaaye to bahut hi jyada nuksan kar sakta hai aapke account ko bhi wash kar sakta hai isliye agar aap currency per karenge to uski movement bahut hi jyada slow hoti hai aur usmein aap apne account ki safety rakh sakte hain hamen badi Laut nahin lagani chahie soch samajhkar trade karenge to ismein Kamyab honge Varna aap nuksan uthaenge ek profitable business a hardworking Karen successful hun ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X