Jaiza: Forex trading ma common terms "RECORD HIGH & RECORD LOW" ki description.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex trading ma common terms "RECORD HIGH & RECORD LOW" ki description.
    Forex trading ma bhot sari terms daily routine ma use hoti hai but inki information trader ko na hu to market ma survive karna mushkil ho jata hai. But ye terms bhot easy hoti hai ik bar agr trader enko understand kar ley to wo hamesa kamyab ho jata hai. Ese nisbat sy ham forex trading ki kuch common terms ko es topic ma discuss karyn gy.

    Click image for larger version

Name:	20201101_083022.jpg
Views:	1
Size:	77.9 کلوبائٹ
ID:	12470103

    Record high and how to trade recod high in forex trading.

    Market ki history ko observe kiya jae to market ki sb sy highest price ko record high kaha jata hai. All time high price typically market ki new price ko show karti hai . Trader es time par market ko buy kar lety hain unka khawal ye hota hai k market ese tarha acha perform karti rahy gi. But kuch trader es sy inverse strategy ko use karty hain wo ye note karty hain k market over bought stage par ponch gae or rsi indicator maximum value ko show kar raha hai or trader es time par sell ki trade open karni chahe.

    Click image for larger version

Name:	20201101_082921.jpg
Views:	1
Size:	107.4 کلوبائٹ
ID:	12470104

    Record low and how to trade record low in forex trading.

    Market ki sb sy low price ko record low kaha jata hai. Ya jb kisi pair ya commodity ki price lowest point point par ponch jati hai to esko record low kaha jata hai. Record low kisi b time par day trading, month ma ya year ma occur kar sakti hai. Asa tb hota hai jb market ko kio bad news hit karti hai. Trader record low situation par sell ki trade open karty hain unka khawal hota hai k market same stage ko continue karti hai. Jo trader rsi indicator ki base par trade karty hain wo ye note karty hain k rsi ki value minimum stage par hai or trader ko es time par buy ki trade ko open karna chahe kiu k ye market ki over sold state ho sakti hai.
    Last edited by ; 01-11-2020, 08:33 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;RECORD HIGH &amp; RECORD LOW&quot; ki description.

    Ji dear ap nay bahut achi info share ki hain hamain forex main trading karty huye kisi bhi pair main tab he acha profit ho sakta hay jab ham is pair ke recent support and resistance kay ilawah iskay historical high aur low points kay bary main bhi janty hon. Q keh yeh na sirf hamain isky previous data say mojuda price action kay bary main batata hay balkeh hamain is pair kay overall trend ko jan'ny main bhi madad daita hay.

    Trading strategy in higher high.
    Jab koi pair recently higher high per puhnch jaye to hamain is main mazeed buy ki trade nai karni chaiye balkeh is kay reversal ka wait karna chahiye. Q keh ye pair ager yahan say mazeed up gia bhi to bhi iski yahan per strength weak ho jati hay aur momentum bahut low ho jata hay jab keh yahan per hamain RSI bhi overbought show ho rahi hoti hay laikin hamain yahan per fori sell ki trade bhi nai lagani chahiye balkeh fundamental analysis kar kay facts ko janty huye sell main trade lagani chahiye.

    Trading strategy in lower low.
    Lower low say murad pair ka historical lower point hay. Is liye yahan per hamain bahut muhtat rehna parta hay aur is main mazeed support kay break hony kay bawajood bhi sell ki trade nai lagani chahiye jab keh hamain is main trend ki reversal ka wait karna chahiye aur jab tak iski proper reversal start na ho buy ki trade main enter na hon.

    Extra precautions.
    Ager security routine main movement kar rahi ho to hamain chahiye keh ham phir bhi iskay higher high and lower low points ko nazar main rakhain jab keh hamary pas itna capital ho keh buy ki trade main lower low tak aur sell ki trade main higher high tak ham survive kar sakain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;RECORD HIGH &amp; RECORD LOW&quot; ki description.

      Record high and record low description in Forex trading market
      dear Forex trading member jaise ki aap jante ho ke Forex trading market mein currencies ki up and down movement Hoti hai jiski vajah se understanding easy hoti hai, agar humne forex market mein technical and fundamental issues and values ko calculated indicators ke through solve Karna hai. to ham market ko progressive approach ke through understand kar sakte hain aur profit game kar sakte hain but agar humne Forex trading market mein technically strong values ko maloom Karna hai to hamen record high and record low value code sea of karna hota hai abhi cal jab aap, trading market mein tremendous efforts ko join karte ho to aapko maloom hota hai ki trading market to bahut iji hai aur complicated Nahin hai.
      Trading members record high and record low aapko metatrader 4 terminal mein currency codes ko aap jab and stand kar lo to aapko maloom ho sakte hain. Trading market mein humne apni important student type ki learning karni hai aur humne maloom karna hai ki reading kaise ki ja sakti hai aur isko easily kaise solve Kiya ja sakta hai jab hamen maloom ho jaega trading kya hoti hai aur ismein humne kaisi approach rakhni hai to humko, bahut achcha profit mil sakta hai aur ham trading market mein dependent Nahin balki independent. trading members record high every value of major and minor currency should be known to everyone. Reading market mein basic terms ko learn karna primary responsibility honi chahie taki ham is market ko completely study kar sake aur understand kar sake.
      Agrim trading market mein main labs ki vajah se and lack of study lack of experience and lack of knowledge ki vajah se loss karte Hain to iski consequences bahut hain. Trading members humne is market ko solve karna hai aur complicated points ko discuss karna hai ek dusre ke sath taki ham proper beneficial trader ban jaen, yah kaise mumkin ho sakta hai iske liye humne demo account mein practice karni hai.
      demo account mein humne record hai and record low values ko support and resistance ke according study karna hai, taki hamen maloom ho sake a pending orders kahan per lagaye ja sakte hain. Stop loss kahan lagaya ja sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;RECORD HIGH &amp; RECORD LOW&quot; ki description.

        bilkul dear, record high aur record low forex ma routine ma use honay wali terms hain, normaly jb market apnay aik perticular trend ma moment ko continue karti ha aur previous supports ya resistance ko break kar k new high position par pohnch jati ha to isay hm uski high position kehtay hain, ya downtrend ma moments k sath apni lowest position par aa jati ha to isay hm uski low position kehtay hain,

        Record high ya low sa murad hm market ki all time history ki positions ko consider kartay hain jin ma total history ki high position ko record high kahain gay aur total history ki low position ko record low kahain gay, record high ya low globaly kisi big news ya event k result ma hotay hain, jaisay hm recent pandemic corona virus ko daikh lain is ma aik time par CL ki price 0 par chali gae jo iski history ki lowest price thi isi tarah gold ko daikhain tk us na b new record high positions set ki hain,

        hmain record high aur record low par aik kisam ki overbought ya oversold condition ka samna hota ha jis ma agr hm inverse trading strategies ko use karain to hmain profitable results hasil ho saktay hain, is tarah ki positions ma hmain indicators ki bjay fundamental anaylisis par focus karna chaiay, q k indicators to apni values proper da rahay hotay hain lakin fundamental factors hi market ki moments ka taayun kartay hain, lihaza record high ya low ma b hmain buy ya sell ki trade karnay ma jaldi nhi karni chaiay bl k soch samajh kar decisions lain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;RECORD HIGH &amp; RECORD LOW&quot; ki description.

          record high & record low ki waja sy humy trading krna prti hyn betting ya juaa kahlati Hai. Ap ki bt drust hy rooms hand forex sanction aik bot bara affaire de coeur hy ye koi juwa ni hy ye aik online advantageous operation love episode hy jo k kbi b bnd naive hony wala undertaking hy forex m Fulsome mehnat kr k pasa kmaty han or juwa m theatrics mehnat ni krty forex m hamy 24 ganton m kbi b kam krna parta hy curious is m yell divulge mehnat kr k earning karty han is m hamy kbi use hota hy kbi woo for obeisance off hota hy forex beating the drum aik wild online operation love affair hy is m koi power ni manifest mehnat krty han or hmari mehnat kbi juwa ni ho skti forex aik asa wahid matter hy jo k pori dunya m tazi sy phalta ja look through hy is m tell of ki wja ye b hy k ye hamy bot uncomplicated saholyat frahm krta hy or yon achi connexion k sath is m mayaut dusray event ki Tarah he crack aur bear the onslaught for hoti hai. Iss mai aur kisi dusray bet mai yehi faraq hai kay dusray bohat kam hota hai ya phir hota he nahi hai take in k hony ya naa hony se greedy aur keen acitivity ki affray ka andaza lagay ja sakta hai bright confederate show aur frightful assembly row isi ki types hain insistent combination show aik aisa round hota hai jo har away of object toss life boundary mein ben sakta hai lekin ye perpetually aur calendar decorate acceptable zeada complete samjha jata hai is k liye be barely satisfactory for mein pehly downtrenrish tie quarrel determine over aik bad light up hoti ha jo uptrend ko show karay gi, is tot opening pichlay abuse ki coup sa presumptuous-handed hogi, isko ziada autocratic nhi smjha ja sakta, prices ki kami ki waja sa aik crave cruel superficial up bnti ha jiska in a holding pattern connected connected just about than latent helter
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;RECORD HIGH &amp; RECORD LOW&quot; ki description.

            Assalamu alaikum my dear all Forex member Forex trading ma bhot sari terms daily routine ma use hoti hai but inki information trader ko na hu to market ma survive karna mushkil ho jata hai. But ye terms bhot easy hoti hai ik bar agr trader enko understand kar ley to wo hamesa kamyab ho jata hai. Ese nisbat sy ham forex trading ki kuch common terms ko es topic ma discuss karyn gy Market ki history ko observe kiya jae to market ki sb sy highest price ko record high kaha jata hai. All time high price typically market ki new price ko show karti hai . Trader es time par market ko buy kar lety hain unka khawal ye hota hai k market ese tarha acha perform karti rahy gi. But kuch trader es sy inverse strategy ko use karty hain wo ye note karty hain k market over bought stage par ponch gae or rsi indicator maximum value ko show kar raha hai or trader es time par sell ki trade open karni chahe Market ki sb sy low price ko record low kaha jata hai. Ya jb kisi pair ya commodity ki price lowest point point par ponch jati hai to esko record low kaha jata hai. Record low kisi b time par day trading, month ma ya year ma occur kar sakti hai. Asa tb hota hai jb market ko kio bad news hit karti hai. Trader record low situation par sell ki trade open karty hain unka khawal hota hai k market same stage ko continue karti hai. Jo trader rsi indicator ki base par trade karty hain wo ye note karty hain k rsi ki value minimum stage par hai or trader ko es time par buy ki trade ko open karna chahe kiu k ye market ki over sold state ho sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;RECORD HIGH &amp; RECORD LOW&quot; ki description.

              Assalam walekum Forex members aaj ka Hamara topic common terms record high and record Loki description se related hai
              Forex trading mein bahut sari terms daily routine Mein use hoti hai but ine ki information traders ke liye market Mein survive karna Mushkil ho jata hai but yeah drums bahut easy Hoti Hai Ek Bar Agar trader in contrast and Kar Le To vah Hamesha Kamyab Ho Jata Hai Is nisbat Se Ham Forex trading Mein Kuchh common Trump ke bare mein discuss Karte Hain
              Record high
              Market ki history ko observe kiya jaaye do market ki sabse highest price ko record Hai Kahan Jata Hai Tamam market Ki Hai price technically trade market ki new price ko show Karti Hai trade is time per market ko bye kar lete hain aur Unka yah file hota hai ki market Is Tarah Se Achcha perform kar Aati Rahegi but Kuchh trader is se inverse touch ko use karte hain vah yah note Karte Hain ke market ko over about stage per pahunch gai hai aur indicator maximum value ko show kar raha hai aur trader is time per Sar Ki trade open Karni chahie
              Record low
              Market ki sabse low price Kozhikode Loka Jata Hai Jab Yaad Kisi padya commodity ki price lowest point per pahunch Jaati Hai To usko record low Kaha jata hai record log Kisi bhi time per date wedding month month mein yah year mein kar sakte hain asel tab Hota Hai Jab market ko bed news hit Karti Hai traders record low situation pecel ki trade open karte hain Unka Sal hota hai ki market same stage per continue karti hai jo trader Rs indicator ki base per trade karte hain vah yah note Karte Hain Ki R Si key value minimum stage per hai to Dekho is time per bi ki trade co open karna chahie Kyon Ke Mar Katri oversold state ho sakti hai Lo se Murad pair ka history lowest point hai isliye Yahan per Hamen bahut mehnat karni padati hai isme Hamen support ke break hone ke bawjud bhi sal ki trade hi Lagani chahie Jab Ke Hamen is train ke reversal Ka vate Karna chahie jab tak iski proper reversal start Na Ho buy ki trade may enter Na Ho
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;RECORD HIGH &amp; RECORD LOW&quot; ki description.

                AOA dear friends , hamara aaj ka topic jo hai vah Forex trading se related bahut hi achcha topic hai dear friends hamen yah pata hai ke Forex trading mein Jab Ham chart pattern ko analyse kar rahe hote Hain To hamen ismein bahut sare highs aur bahut sare lows nazar aatey Hain real friends Agar Ham ine highs aur in-lows ke mutabik apni trading karen to bahut hi zyada fayda ho sakta hai aur dear friends Market trend hamesha A B C D swing position me move karti hay agar market bullish be ho tab be market kabi be state position me move nahi kary gi agar market ne up move karna ho tab A B C aur D position me up down aur per up move kary gi aur yahi se ham find kar sakty hey key market ki moving average zeyda up hay ya zeyda down hay aur successful trading hamesha achi trading strategies se ki ja sakti hay jes me traders ka decision power strong hona be bahot zarori hay, successful trading karny key ley Forex ki complete education hasil karna zarori hay, traders ko practice account me decision power ko strong karny key sath apni trading strategies ko be strong karny ki zarori hoti hay, apny trading account me trading apni personality key mutabeq karni chaye, agar account balance zeyda risk leny ki ejazat deta hay to planing key sath risk lena chaye agar app ki personality esi hay key app zeyda loss bardasht nahi kar sakty to esy me app wrong decisions hi len gey to key successful trading karny key ley bilkul be sahi nahi hay aur agar koi banda successful trading karna chahta hai to unko chahiye kay wo proper planning kay sath market main entry karen wo proper analysis karen agar wo aesa karen gein to successful trading kar saktay hein. Main forex main jab bhi koi trade lagata hon to meri yeh koshish hoti hai kay main apni trade ka take profit and stop loss lazmi set kar lon kyun kay trading kay yeh most important tools hein jin ko lamzi use karna chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;RECORD HIGH &amp; RECORD LOW&quot; ki description.

                  Yes dear aapane bahut hi perfect detailed post Hamare Sath share Ki Hai no doubt Jab aap Forex trading Mein successful Hona Chahte Hain To aapko Forex trading se related different important information aur different terminologies ki complete learning Hasil Karni chahie otherwise aap Forex trading me successful Nahin ho sakte Kyunki Jab aap Forex trading business ko join Karte Hain To Aisi situation main aapke liye maximum advantages Hasil karna difficult ho sakta hai.

                  Forex trading me jab aap Ek Aisi situation dekhte hain jismein prices bahut jyada increase Ho Jaati Hai no doubt Jab aap different important candlestick patterns ko different time frames per observe kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko Aisi situation milati Hai jismein market bahut jyada highest point per Jaati Hai Jab aap Aise point ko properly observed karte hain aur isko aap market Mein record high point Kahate Hain.

                  Iski against Jab aap market Mein different important terminology se related study complete kah Rahe hote hain to ismein aapko Ek Aisi situation bhi milati hai jismein market Apna low-level Lagati Hai Aisi situation Mein prices bilkul down Ho Jaati Hai Aur yah market ka sabse lowest level hota hai dear jab aap Aisi position ko properly observed kar rahe hote hain to usko aap record low level Kaise sakte hain.

                  Dear jab aap market ki different important terminologies to properly learn karte hain aur unko apni trading per reply karte hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap different expert traders ke lectures ko easily understand kar sakte hain aur ismein aapko maximum advantages mil sakte hain aur aap apne profit ko increase kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;RECORD HIGH &amp; RECORD LOW&quot; ki description.

                    Walekum Assalam to all Forex member Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki market trend 3 side mein move Karti Hai number 1 uptrend mein Munh karti hai aur downtrend me move karti hai aur sideway move karti hai Forex trading ke business Mein Jab market ki movement uptrend Mein move kar rahi Ho To Aisi situation Mein Hamen apni trade open kar deni chahie aur Agar market ki movement downtrend meboob kar rahi ho to is time bhi Hamen Apne trade open kar deni chahie lekin Agar market ki movement sideway Mein move kar rahi ho To Aisi situation Mein Hamen apni trade closed kar deni chahie because Aisi situation Mein Hamen apni trade Mein loss ho sakta hai

                    Hamen market Mein driving karte hue Hamesha Soch Samajh Kar trading Karni chahie market Mein trading karte hue Hamen kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Hamesha Sabar Aur Ram Ke Sath market Mein trading Karni chahie fracturing ki market Mein Jab Ham record law ko explain Karte Hain to ismein Kisi bhi currency Peer commodity key-value sabse no point per hoti hai

                    Record low si Murad Yahi Hai Ke Hamen market ki all time history ki position ko check Karte Rahana chahie record hai aur record lo Ek type ke overbought or oversold ka Samna Hota Hai Agar is main trading strategy ko use Karke market Mein trading karen to is Mein Achcha result Hasil kar sakte hain Hamen Agar successful trader banna hai To Hamen strategy mein bahut jyada interest Lena chahie because strategy ki madad se Ham market Mein Achcha benefit Hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;RECORD HIGH &amp; RECORD LOW&quot; ki description.

                      Forex trading Mein kam karte hue Hamen apne business ke bare mein acche experience or knowledge Ka Hona bahut jyada important Hota Hai Jab hamare pass apne business ke bare mein acchi information Hoti Hai To Ham apne business Mein acchi success Hasil kar sakte hain Forex trading ka business Ek bahut hi Achcha business hai Hamen ismein samajhdari se kam Lena chahie Hamen apne business ke bare mein Apne study ko properly complete karna chahie Taki Ham market Mein achha profit Hasil kar sake

                      Forex trading Mein kam karte hue price bahut jyada increase Ho Jaati Hai Ham different time friend se candlestick pattern ko acche tarike se observe Karte Hain market movement karte hue han hai highest per Jaati Hai Hamen is point ko acche tarike se observe karna chahie Jab market ke movement bahut jyada Hi Ho Jaati Hai To Ham market Mein use hi record Kahate Hain ismein market ke movement bahut jyada hoti hai

                      Hamen market Mein Lagate Hue market ka acche tarike se analysis karna chahie market ki movement change hoti rahti hai market kabhi aap train Hoti Hai Kabhi downtrend hoti hai aur Kabhi sideway hoti hai Jab market Mein low level hota hai to market ki price down hoti hai Jab market ki movement high level par hoti hai to ise ham ise Ham record high point Kahe sakte hain market Mein Lagate Hue Hamen market Mein Hamesha Soch Samajh Kar trade Lagani chahie market ka acche tarike se analysis karna chahie

                      Jab Ham market Mein trade Laga Rahe Ho To Hamen market Mein relax hokar trade Lagani chahie market ki agar Hamen samajh a Rahi Ho To Hamen market Mein trade Lagani chahie Agar Main Market ke bare mein information na aur Hamen samajhna Rahi Ho To Hamen market Mein Apni trade open Nahin Karni chahie is ham market Mein acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;RECORD HIGH &amp; RECORD LOW&quot; ki description.

                        introduction

                        Markeet High record Aur market low record ko Aaj hum Analysis karengay Jis mein Main apko kuch important cheezen btaonga k market High kaha hoti hai Aur low kaha hoti hai us stragety ki base pe apko Buy karna hai ya sell karna hai...


                        Click image for larger version

Name:	IMG_20201101_194017_441.jpg
Views:	1
Size:	75.3 کلوبائٹ
ID:	12335087
                        For example Hum ik graph le letay hein kisi bhi currency ka
                        To us mein ap easily dekh sakengy k high record Aur low record ko

                        market trading High record and our pperdiction

                        jab Market opening time se start ho Aur increase hoti rahay Aur D1 k graph ko ap jab check karte hein Agar woh Up pe ho To next day ap k mind mein hota hai k market ne Aur up jana hai Jb k RSi indicator se Ap check krengkrengy to Woh Ap ko down trend btaye ga agr market D1 mein up trend mein gae h to next day market Apna Aur high record bhe de sakti hai isliye Market ko analysis karne k baad hi Trade lgain...


                        market trading low record and our perdiction
                        Agar market High se low ki taraf End point tak ay Aur hamary mind mein ata hai k market ne ab up trend bana hai lekin yeh possible ho sakta hai mostly Down trend hi banta hai Isliye Indicators ka use lazmi kiya karen Kaafi hadd tak market k trend ko analysis kar skte hain aap.
                        Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;RECORD HIGH &amp; RECORD LOW&quot; ki description.

                          Forex mai jub hum trade karta hain tu record low or record high ko bohot important lata hain record high ka matlab ha jub market kisi high point sy wapas necha ah jaya or high point ko chor kar aya tu hum log os ko record high kahta hain kiun ka market is sy upr nahi jati hai or agr jaya gi tu kafi time bad wo bi chances hain jana ka is lia record high pr kuch traders bina socha samja buy karta hain jis ki waja sy un traders ko loss ka samna karna parta hai is lia record high ko lazmi point out karian ta ka wahan sy hum log sell ki trade open karian or fyda othayin reverse trading mai hi huma log is sy profit la sakta hain RSI ki jub 70 ko break karti hai or market kafi up jati hai tu record high point banati hai jis ki waja sy huma kafi fyda hasil ho sakta hai or hum log is sy kafi achi earning kar sakta hain is lia huma soch samaj kar trade karni chaya record low bi isi tahra is ka ulat hai jub market bohot down jati hai or support ko breakout karti hai tu tub record down banta hai ise lia huma yahan sy sell ki trade nahi lagani chaya balka record down sy buy ki trade fyda dati hai or hum log is sy acha profit hasil kar sakta hai RSI Indicator huma record down or record sell ko point out karna mai kafi madad data hai or hum log is sy accha profit kama sakta hain huma soch samaj kar trade karni chaya ta ka huma accha profit hasil ho saka is mai kiun ka earning ka lia huma bohot sara options use karna parta hain is lia jub bi trade lagain tu record high or record low mai hamesha reverse ki trade lagain tu ise mai sub ki bahlai ho gi or hum log is sy accha profit kama saka gain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;RECORD HIGH &amp; RECORD LOW&quot; ki description.

                            Forex mein Trading karty huwy kis bhi Pairs main tab hi acha Profit ho sqta hai jab hum is Pairs ki Recent Support or Ressistannce k ilwa is k Histrical High or Low Points k bary main bhi janty hon. Q k yeh na sirf humain isky Previous Data sey moujada Price Action ky bary main batata hai Balky is Pairs k Overall trend ko janny main bhi madad diata hai.Click image for larger version

Name:	th (6).jpg
Views:	9
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12335101
                            Trading Strategy in higher high Point: JAb koi Pair Recently Higher High per ponch jaye toh humain is mein mazeed Buy ki Trade nahi karni cahahye balkeh is kay Reversal ka Wait karna chahye. Q keh ye Pair ager yahan se mazeed Up gya bhi toh bhi iski yahan par Strength Weak ho jati hai or Momentum bohut Low ho jata hai jab keh yahan per hamian RSI bhi Overbough Show ho rahi hoti hai lekin humein yahan per Fori Selli ki Trade bhi nahi krni cahhye blky Fundamental Analysis kar k Facts ko janty huwy Sell main Trade lagani cahhye.Click image for larger version

Name:	RECORD HIGH &amp; RECORD LOw 1.jpg
Views:	1
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12335099
                            Trading Strategy in lower low Point: Lower low say murad Pair ka Historical \Lower Poiint hai is liye yahan par humein bohut muhtat rehna parta hai or is main mazeed support kay braeak hongy k bawajood bhi sell ki trade nai lagani cahhye jab is mein trend ki Reversal ka wait karna chahye or jab tak iski proper Reversal start na ho Buy ki Trade mein enter na hon.Click image for larger version

Name:	RECORD HIGH &amp; RECORD LOW 2.jpg
Views:	1
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12335100
                            Extra Precautions: Ager Security Routine mein Movement kar rahi ho toh humein cahhye keh ham phir bhi isky Higher High and Lower Low point ko Nzar mein rakhaihn jab k hamry pass itna Capital ho keh Buy ki Trade main Lower Low tak or Sell ki trade main Higher High tak Survive kar sakhain.Click image for larger version

Name:	th (10).jpg
Views:	2
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12335102
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex trading ma common terms &quot;RECORD HIGH &amp; RECORD LOW&quot; ki description.

                              Dear members trading main Kam krty howy different type ki terms use ki jati Hain Jin ka bohat sy traders ko pata nahi hota Hy. Ap ko chahay k in terms ko samjhny k liy knowledge and experience hasil krny ki koshish karen. In main ek term record high aur record low hoti Hy jis ko is post main explain Kia Jay ga.

                              Record High:
                              Forex Trading Candlestick chart main market ki movement main highest point Hain per market jati Hy us ko record high kaha jata Hy. Is ko dekhte howy bohat sy traders buy ki trade open it lety Hain lakin aksar trader is point pr sell ki trade open krty Hain kiun k in k khayal main market over buying it chuki Hy r RSI bhi Ziada ho Chuki Hy to wo reverse main trade lagaty hain. Is strategy ko use it k bohat sy traders accha profit hasil kr lety hain.

                              Record Low:
                              Record High ki traha trading main jb market downward jati Hy to lowest point ko Record Low kaha jata Hy jis ki wajah say traders samjhty Hain k market over sold it chuki Hy abhi reversal start ho ga, is liy wo buy ki trade lagaty hain r is traha apni trading ko Kamyab banaty Hain.

                              Safety Precautions:
                              Market main is type ki satuation main loss sy bachny k liy traders ko manasib safety precautions kr Lena chahay take in time loss sy bacha ja saky. Is k liy take profit aur stop loss ka use karna faida deta Hy. Is k ilawa AP ko market ko watch karte rahana chahay take AP ko accha trade ka moqa mil saky. Is k sath sath accha analysis aur experiance AP ko kamyab banata Hy.
                              🌼 Never Give Up 🌼

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X