Kia waqt withdraw kerna chaiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia waqt withdraw kerna chaiye
    Forex trading business mai traders ko jab acha profit hota hai to unn ki koshish yeh hoti hai kay usay jald say jald withdraw kerwa lain. Instaforex trading account say withdraw kernay kay liye kuch baatoo ka khayaal zarur rakhna chaiye. Jab bhi withdraw kerna ho to uss waqt tamaam trades closed honi chaiye. Traders ko pehlay apnay trading account ki client cabinet kay bonus statistics kay option mai withdrawable amount zarur daikh laini chaiye aur uss kay baad financial option mai jaa kay apna withdraw kerna chaiye. Jab takk withdraw process na ho jaey uss waqt traders ko new trade open nahi kerni chaiye. Kiyu kay new trade open kernay say withdraw cancel ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia waqt withdraw kerna chaiye

    g dear forex trading main jub kisi ko profit ho to usey chaey keh woh foran isey withdraw karwa ley kun keh ho skta hay keh agli trades main phir loss ho jaey to hamen apney profit ko bonus statics main ja kar dekhna parta hay keh kitna amount withdraw able hay iskey bad financial cabnet main jakar withdra option par apney matloba account main us profit ko send kar skty hain aor is doran tamam trades ka close hona zrori hay aor new trades ko bhi open ni karna hay

    اب آن لائن

    Working...
    X