acha experience aur knowledge q zaroori hi??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: acha experience aur knowledge q zaroori hi??

    Dear forex members aapane bahut Achcha Sawal kiya hai ki knowledge or experience Ka Hona Kyon jaruri hai Forex Mein kam karne ke Kuchh rules h Agar Ham unko follow karte hain tabhi Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain isliye Agar aapke pass knowledge or experience hai to aap Forex Mein Kamyab ho sakte aur Forex Mein kam kar sakte hain ya do element aapke a earning Mein Ek important role play karte hain agar aap to pass knowledge hai to aapki post ki quality best Hogi aap logon ko ek informative post Denge ismein aap apni senior se bhi help Le sakte hain aur aap different topics Khud bhi study kar sakte hain aur experience hoga to aap ek acchi tradding Karenge aur aapko Ek Achcha bonus mily ga isliye agar aap Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain To yah 2 elements Kaun na bahut jaroori hai isase aapko Ek Achcha profit Milega aur aap Kamyab Honge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: acha experience aur knowledge q zaroori hi??

      Assalam o alikum dear friends ummid karta hun kya aap sab khairiyat se hongeacha knowledge hamein sab members ki posts ko daily read kar k hasil hota hai so hamein chahea k hum apni working puri kea karein daily or apni mistakes ko avoid karein or seniors sy lazmi help lea karein ta k apko unky experience sy knowledge mily or ap bhe apna experience hasil kar salein trading mein bhe yahe formula hai k seniors sy trade lagana selhein or unku help sy apna experience banayein lekin unki help k sath sath pki mehnat bhe bohat important hai so apni mehnat hamesha jari rakhein I shall be very thanks full to you
      • #48 Collapse

        Re: acha experience aur knowledge q zaroori hi??

        agar ap ko acha tagraba ho ga to ap kam ko achay andaz main kro gay agar ap ko ilm ho gay kah is ko kasay banatay hain to ap ko woh bananay main ap koa sani ho ge is lay trading main bhe is trah sy kam hota hay kah ap ko ilm aur tagarby ka hona ap kay lay zaroore hota hay is laya ap ko seek kay ap ko kam karna ho ga
        • #49 Collapse

          Re: acha experience aur knowledge q zaroori hi??

          forex trading mein achcha knowledge achcha experience he bahut jaruri hai tabhi aap per x maker job tradable sakenge forex trading mein hamen Chand chijon ka khyal rakhna boss jaruri hai jismein aap acche trader Ban sakte hain number 1 forex trading mein money management ka hamen rakhna hoga do dusra aapko chahie ke aap lalach ko khatm Karen teesra aapko chahie ke apne andar bardaasht paida Karen Jo tha aapko chahie ki aap jaldbazi mein trading na Karen agar aap ine chijon ko follow Karen cake trading start karenge to aapko achcha fayda ho sakta hai
          • #50 Collapse

            Re: acha experience aur knowledge q zaroori hi??

            g aik acha experience ar aik acha knowledge isliy zrori hy kh is ky baghyr hm kbhi bb aik achy traders bb nhi bn sakty ar apni skills ko bhytr sy bhytr nhi bana sakty isliy kosish sy hi hm yy sb kush gain kar sakty hn ar aik achy traders bn akty hn ar km sy km loss kar ky apny account ko bb thk sy manage kar sakty hn to kosish karty rhyn himmat harny sy hm kbhi bb aggy nhi chal sajkty ar aik achy traders nhi bn sakty seekh kar hi apni skills ko bhytr sy bhytr banayn ar aik achy traders bnnyn
            • #51 Collapse

              Re: acha experience aur knowledge q zaroori hi??

              Posting krne ke lie achi se achi information share krni hoti hae take ap ko bhi faida ho or apnke juniors ko bhi faida ho. Is ke lie ache knowledge or experience ki zrorat hoti hae .isse lie apko knowledge improve krte rhna chahie.jab apka knowledge ziada ho ga to ap achi information share krne ke qabil hn ge isse lie mehnat kren news bhi sunte rhen. Jab news alert aen to in se faida lia jae or is ke lie information hasil krte rhen or profit gain kren .jab apko loss ho to kuch ghabrane ki zrorat nhe ap ne mhnat krni hae.
              • #52 Collapse

                Re: acha experience aur knowledge q zaroori hi??

                Good question I am agree with you dear friends aapane bilkul sahi kaha hai kya kar hamare pass experience knowledgeHoga to ham apni trading aur posting kacchi kar payenge Jaise hamara bhuvneshwar profit achcha increase hoga ham sab kuchh chahie ki ham apna knowledge of profit ko increase karne ke liye ham experience or knowledge ko jyada se jyada increase Karen
                • #53 Collapse

                  Re: acha experience aur knowledge q zaroori hi??

                  Assalamu alaikum dear forex member har karobar ke liye ye achcha tajurba aur maloomat hona bahut jaruri hai khaskar forex ke platform per hamen achcha experience aur knowledge hona chahie aur kamyabi hasil Karen
                  • #54 Collapse

                    Re: acha experience aur knowledge q zaroori hi??

                    Assalm o alaikum umaid krta hu AP sab khairiyat se hongy ap ki baat bikul thk h forex ma experience aur knowledge hona bhut zarori h humary pas knowledge aur experience ni hoga to hum kam ni Kar sakty humay pas knowledge hoga to hum kamjab ho sakty h aur acha kam kr sakty h humay zaida sa zaida mehnat krni chaiye Tak k humay experience ho aur humay faida pouchay
                    • #55 Collapse

                      Re: acha experience aur knowledge q zaroori hi??

                      Hamen chahie acchi learning ke sath kam kar bilkul Achcha Katha chahie To Hamen uska fayda Mil Jayega Kuchh Achcha result Hoga Hamen kam online karna chahie Forex package hamare pass internet ka hai Tu Forex kha liya working kar sakte hain isliye Hamen acchi koshish se kam karne ke liye Hamesha table hokar hoga
                      • #56 Collapse

                        Re: acha experience aur knowledge q zaroori hi??

                        Ji han bilkul theek baat hai achcha experience aapke pass agar hota hai to aap kam ko bahut acche tarike se kar lete hain aapki kam se kam mistakes hoti hai aur aap apne kam ko acche tarike se karke acchi earning hasil bhi kar lete hain experience or knowledge cable aap se kam acchi tarike se nahin hoga aur na hi aap benefit Hasil kar sakte hain
                        • #57 Collapse

                          Re: acha experience aur knowledge q zaroori hi??

                          dear friend achcha knowledge aur achcha experience bahut hi jaruri hota hai kyon ke acche knowledge ki vajah se Hi hamen kamyabi milati hai agar Ham apne knowledge ko use Karen to Ham bahut acchi kamyabi hasil kar sakte hain jab Ham apne knowledge ko use karke work karenge to vah work bahut successful rahega aur iski vajah se hamen bahut acchi kamyabi mil sakti hai isliye bahut careful hokar hamen work karna chahie Taki Ham kamyab ho sake
                          • #58 Collapse

                            Re: acha experience aur knowledge q zaroori hi??

                            her kam krny ky lye ap ky pass acha khasa experience ka hona aur os ky bary me information ka hona lazmi hai ap agar jo bhe kam krne agar to ap ky pass yai 2no cheezen hai to pher ap kamyab haen is lye ap ko bhe chye ky kamyabi pany ky lye ap ky pass experience ka hona aur knowledge ka hona lazmi hai
                             
                            • #59 Collapse

                              Re: acha experience aur knowledge q zaroori hi??

                              Assalam walekum kaise hain ab Sab ummid kripya ho theek ho jaaye ji aapane poochha hai ki trading ke liye experience aur achcha knowledge Hona kyon jaruri hai dekhiae trading mein yah do chijen bahut natak Karti hai ek to aapke pass experience Hona chahie dusra aapke pass knowledge aana chahie experience kis kaam aata hai experience jab aapke pass se nahin hota to aap trading sahi se nahin karte aap ko nuksan hota lekin Jaise Jaise aap X friend karte ho jyada time dete ho aapka experience gained hota hai aapko market ki samjha jaati hai usi taraf FIR aapki trading bhi acchi rahti hai uske alava Jo knowledge ki baat hai to vah aapke pass market ka knowledge Hona bahut jaruri hai uske alava trading ke rules ka bhi pata Hona jaruri ho gaya agar aapko ine chijon ka pata hai to aap ek acche trader ban sakte ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: acha experience aur knowledge q zaroori hi??

                                Achcha experience or knowledge isliye jaruri hai Kyunki forest Mein knowledge ke bagair aur experience ke bagair Ham kamyabi Nahin Hasil kar sakte Agar Ham forest may experience ke bagair baat karenge knowledge Nahin Hogi Hamen Forex ki samajh Nahin Hogi To Ham forex for Mein Kamyab Kaise Honge Forex Mein successful hone ke liye Forex ko samajhna bahut jaruri hai isiliye experience or knowledge bhi most important hai successful hone ke liye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X