Always loss? Take a break

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    kisi bhe kaam ko hadd say ziada sar pay sawar karnay say humain yaqeenan loss uthana parta hay, humain apnay kaam kay time aur activities main balance rakhna chaheay iss say aap ka mind fresh rahay ga aur aap better perform kar saktay hain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: iman پيغام ديکھيے
      business may up an down athay hay likhna is ka yea matlab nahi kay insan himat har kar bath jhay or bus sochtha rah jhay bilkay is ka koi hal nekaly takhy is problem ko khan say or kasy hal keya jhay per in sb kay leya himat ka hona boath zaroore hay
      koi bat nai agar loss regular hora hai ho sakta hai koi mistake aase ho jo loss ke waja ho business me up down hota rehta hai is ka mutlab yeh nai ke himmat har jai. loss honay kee waja proper learning ka na hona hai
      • #138 Collapse

        sahi kha trading aik bht hi mazedaar kaam hai is main agar los b ho to break le kr is ko achy se samajhna chahiya phir dobara se start krna chahiya naa k dil chota kr k beth jana chahiya,
        • #139 Collapse

          Its the part of trade that some time you earn losses and some time you earn profits, So its not the right approach to leave the work or trade when you faces losses rather than we should be patience and continue to work more wisely.
          • #140 Collapse

            agar apko forex main har trade main loss hota hai tou koish kerhe ke app thora sa wait kerhe aur analise kerhe ke akhir apke galti kya hai.forex main starting mai loss hota hai lekin haar nahi maane wale ko faida hota hai baad main.thanks.
            • #141 Collapse

              jb ziyad loss aata hai tu aksar log chor detay hain kun keh es main profit hi ni hai sirf loss hi hai aur loss kun aata hai kun keh log seektay hi ni aur km start kr detay hain jis ki waja loss aata hai aur loss ki waja sea trading hi chor detay hain
              • #142 Collapse

                ap nai bilkul theek kaha mai agree karta ho ap ki baat sai but jo iss mai ziyada tar loss karty hai un kai pass forex kai baray mai knowledge ki kami hoti hai iss liye loss ziyada karty hai iss liye une chahye kai phly iss kai baray mai knowledge hail kar kai iss ko dobaray start kary takai phr loss kai chances na ho.
                :rolleyes:!!! PEACE FOR ALL !!!:cool:
                • #143 Collapse

                  agar apko regular basis per loss ho raha he to iska 1 hi matlab hota he ke apko trading ko learn karne ki zaroorat he or apko demo account per practice karne ki need he jab tak ap trading ki prctice nahi karenge ap kabhi bhi kamyab nahi ho sakte hen to hamesha demo account per trading karte rahen or apni trading ko improve karte rahen take ap kamyab trader ban jae
                   
                  • #144 Collapse

                    ji haan bilkul ... agar kaam me baar baar loss ho raha hai to humein pehle to wajah dekhni chahiye k kun ho raha hai !!! kaafi time stress ki wajah se hum sahi trade nahi lagate hain to humein thora rest kar lena chahiye phir dobara se start le lena chahiye !!!!
                    • #145 Collapse

                      Forex main bar bar loss hone k baad zyada ter log iss kaam ko quit kerna pasand kerte hain lekin mere khayal main un ko kam band kerne k bajaye kuch arsa iss see break le lena chahiye phir dobara naye sire se iss k basics ko learn
                      • #146 Collapse

                        meray khayal may jin logu ka bar bar forex may loss ho jaiy unay kuch time ky liya forex sy break lay laina chaiya agar un ko vaja smj a jaiy kay un ka bar bar loss ku ho raha hy to un ko forex ko samjna chaiya or phir kam start krna chaiya
                        • #147 Collapse

                          you can lose in forex by trading there are many people like it when i was lose in forex i will break two and three month hai forex good for us
                          • #148 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                            Forex main bar bar loss hone k baad zyada ter log iss kaam ko quit kerna pasand kerte hain lekin mere khayal main un ko kam band kerne k bajaye kuch arsa iss se break le lena chahiye phir dobara naye sire se iss k basics ko learn ker k working start ker sakte hain.
                            Pehla forex sekhna chya aur phir uski practice karni chya kabi b hum forex quite ya is mien koi break ni lani chya . aur sirf ak strategy apna jo loog bar bar apni strategy badlta rehta ha aur jin ko forex ka elam ni hota wo sirf nuksan e uthata ha wo chaha break la la kar trade kara ya consistently unko loss e ho ga aur agar ap bakyda knowledge hasil karna k bad trading kara ga tu apko nuksan ni ho ga!!!:)
                            IF anyone want to earn 1000 pips/day Contact me. NO Joke !!!
                            skype :mypasa.net
                            • #149 Collapse

                              jab loog bar bar loss lete hain tou wo dis heart ho kar isse chorney ka faisla kar lete hain ..aisa bilkul n nhi karna chaiey balke un ko chahiey k thori se break le lein aur demo account se trading seekh lein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                g han ap ny bohat achi baat ki hai jin logon ko forex mai bar bar loss ho raha ho usy forex ko chorna ni chahiya bal k kuch din forex trading ko join na kary or is mai ziada sy ziada hard working kary ta k us k pass trading sy mutalik knowledege a saky or is mai ziada sy ziada learning kary or phir is mai new experience sy enter ho or is mai ziada sy ziada earning kary is mai ham jitni ziada learning kary gy ham is mai utni hi ziada earning kar sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X