Always loss? Take a break

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear forex ek risky business hai jis me ager humen ziyada tar loss ho to humen chahiye k humen chahiye k isko permanent choorne k bajai kuch arsa break kar k mazeed knowledge aur experience hasil karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mere khayl sy agar hum bar bar loss lo face kr rhy hain tu humein es bsuiness sy quite nhi krna chhaye balky humein seekhna chahye k hum kaise bar bar loss ko face kr rhy hain wo mistakes dekhni chahye jin ki waja sy loss ho rha hai un mistakes ko darust karein or phir dobara sy start karein
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
        Forex main bar bar loss hone k baad zyada ter log iss kaam ko quit kerna pasand kerte hain lekin mere khayal main un ko kam band kerne k bajaye kuch arsa iss se break le lena chahiye phir dobara naye sire se iss k basics ko learn ker k working start ker sakte hain.
        agar apko forxe emin hamehsa loss hoat hy to apko chhaye k ap forex ko dobara learn karen demo account mein or jab tak ap demo account mein expert nahi ban jaty tab tak apko real account mein trading nahi karni chahey tab apko lazmi success hasil ho gi.
        • #19 Collapse

          Forex main bar bar loss hone k baad zyada ter log iss kaam ko quit kerna pasand kerte hain lekin mere khayal main un ko kam band kerne k bajaye kuch arsa iss se break le lena chahiye phir dobara naye sire se iss k basics ko learn
          • #20 Collapse

            forex me jo sub sayzyada kamyabi ka raz hai wo yehi to hai k jo log is me nakaam hotay hain wo dat jatay hain k chahe jitna marni nuksan ho jae me to yahi say earn karo ga hame ye kaam chorna nahi chahye.
            • #21 Collapse

              jab ap ko forex market main loss hota hai mustakil tu per ap ko break kerni chiye khoe ky zayda kam kerny sy ap ko aur be loss ho jaye ga is lie ye kam nahe kerna chiye ager loss ho tu aur learning per zor dyna ho ga
               
              • #22 Collapse

                Well i agree with you ,agar ap constant loss face kar rahe ho to apko trading stop kar deni chaiye or kuch waqt k liye break lekar apna mind relax karna chahaiye or phir se learning or demo trading start krni chaiye or apni past mistakes se seekh kar naye sire se trading start karni chahiye.
                 
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Forex main bar bar loss hone k baad zyada ter log iss kaam ko quit kerna pasand kerte hain lekin mere khayal main un ko kam band kerne k bajaye kuch arsa iss se break le lena chahiye phir dobara naye sire se iss k basics ko learn ker k working start ker sakte hain.
                  ji nahi hamen dobara sy learningh start karni chahye, agar hum bar bar loss lo face kr rhy hain tu humein es bsuiness sy quite nhi krna chhaye balky humein seekhna chahye k hum kaise bar bar loss ko face kr rhy hain wo mistakes dekhni chahye jin ki waja sy loss ho rha hai un mistakes ko darust karein tab hum successful ban skaty hain
                  • #24 Collapse

                    Agar aap continuously loss ho rha hai to phir aap ko chahiey kay thoora rest kar lain.kabhi kabhi mery saath bhi essa hota hai to mazeed loss say bachny kay liey main bhi rest he karta hun.
                    • #25 Collapse

                      Agar apko loss hi loss ho raha ha to ap asa kar ak aap break zror la warna k io ka ap ko pher loss aor bi ho ga aor ap pher ya buiines chor da ga plz breaak zaror la la is buissnes me apka lie ach araha ga
                      • #26 Collapse

                        No need of break apko apna kam krtay rahana chaia honestly. Up and downs tou live ka hisaa han unko face krna chaia na kay hum unsa dar jain.. forex trading mein tou wasy bhe kafi up nd down hota ha loss and profit. But apko stick rahna chaia
                         
                        • #27 Collapse

                          Mere khayal me agar koi trader forex trading me loss gain kare to us ko chahiye k wo thora time relax kare or phir apni mistake find kare jis ki waja se us ko loss ka samna karna para or phir us weak point ko khatam kare ta k us ko mazeed loss ka samna na karna pare or us galti ko theek karne ki waja se mazeed profit hasil kar saky.
                          • #28 Collapse

                            aghar apka continousely loss ho raha ho tu app ko chahiyay kay app market ko sahi tareekhay say learn karain uss ki strategies ho samjhain ,aur phir dobarah nayay siray say trade start karain
                             
                            • #29 Collapse

                              i think always loss nahi hota and i think however a lot of have hit a brick wall from the currency trading business and so usually do not perhaps to find out. and so currency trading is usually a business for anyone who wants detailed, and that is crucial
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                bro zida tr log koi bi business ho or kahs kr wo business forex ka q na na ho logo ko jb zida loss hota hn wo kam ko leave kr daty ho .jb ap profit m na ja rhy ho or ap ko loss hi loss hota ho ap ko always leave hi krdty ho

                                اب آن لائن

                                avatar Azaad
                                Working...
                                X