Always loss? Take a break
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    agar hame bar bar loss ho rha h tu hame ye sochna chaye k ham trading kuch arsa chor dy kio k hamy forum p trading na b kary tu kuch na kuch profht phr b deta h ham wopesy save kar ly phr sochy k ab trading kary ya na kray is doran demo ko b samjhy kio k demo hamy acha expereince dyta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      main ya samjta ho k forex mein har bar bar kase ko loss hota hai tu us ko chaya k wo forex mein kuch arsa k liya trading ko stop kar de aur per se forex mein learning aur practice ko start kar de kyun k forex mein jab bhi loss hota hai tu wo humari he koi na koi mistake hoti hai jis se hum ko loss hota hai.
      • #768 Collapse

        If you are losing your money in this business of the forex trading again and again then you should have to make some kind of break in your working with the forex trading and you should use demo account for at least 6 months.
        • #769 Collapse

          loss kahan nh hta kis business mai loss nh hta but is ka mtlb ye to nh hum himt har jayen try na kren insan ko hard work krni chahye yahan tk k wo successful ho jye jb kisi ny koshish h nh krni to us k pass leave krny ka h bs option hta hai but mehnt nh krta..
          • #770 Collapse

            forex main loss buhat say log kartay hain balkay is main kaam karnay wala koi bhi trader aisa ni hoga jo kay ye kahay kay usay loss ni hua hay . agar loss hota bhi hay to sab say pehlay usko cover karnay ki koshish karain uskay bad aap us main trades openly lagain
            • #771 Collapse

              Bohat achi suggestion de hay my dear brother bilkul aysa he karna chahiye or agar knowledge theek ha or practice b kafi kar le tu at least 3 stop loss k bad break karni chahiye or mistake find karrain.
              • #772 Collapse

                trade main ager app ko loss ho raha hy or baar baar ho raha hy to app trade ko rok kar os ki waja talash karo k app ko loss q ho raha hy
                • #773 Collapse

                  losss hony ki phli waja to yehi hy ap forex k rules ko follow nhi karty hain sahi trh sy or lal;ach main aa jty hain or zada k chakaron main hm thory sy bhi hath na dho baithain is liye dehan sy or bht achay sy rules ko follow karty huye kam karna cahahye
                  • #774 Collapse

                    yes u are right ager ap forex main trading krty hain tu ap ko lgatar loss hota hai tu ap ko kamyabi k liy thora sa break ly lna chahiy break lo gy tu taza dum ho jao gy
                    • #775 Collapse

                      asslamu alaikum bhaig bat ye hai k hame zyada se zyada learning karni chahiye aur forex ko basic se le k analysis tak seekhna chahiye aur phir demo pe zyada se zyada practice karni chahiye ta k hum ko loss na ho
                      • #776 Collapse

                        yes i think this will be better k loss ziada honay k bad aap break lein n practice on demo to improve market ki analysis krtay rahein aur learn karein un mistakes say jo aap nay ki aur kch time demo use kernay k bad jb dobara confidence aye than trade again on live account.
                        • #777 Collapse

                          aap ki baat se main bilkul sehmat hoon k agar hame again and again nuksaan ho raha hai toh thora rest kar lain aur dimaagh ko thanda karen because forex main risk toh hai he isi liye banda tension na le agar woh achi earning karna chahta hai toh is se woh pursukoon ho jaae ga phir woh dobara se forex trading start kare .
                          • #778 Collapse

                            yes u r right k take a break but break lynee see zyada behtaer yee bhi h ap apne loss hoone ki wja koo bhi dykheen k konsee points weak hain unko demo k opar
                            practice karen aur bhter plaings k sath kaam karen to phr loss k chances kum hongae
                            • #779 Collapse

                              Agar humain is risky business main lagataar loss ka samana karna parr raha ho to phir humain mazeed real trading nahi karni chahiye kyunkay is tarha say hum jald hi apni investment say haath dho bethen gay. Humain chahiye kay apni mistakes ko avoid karen aur aik achi trading strategy kay saath trading kay maidaan main aayen aur phir profit kamayen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                Nahi bhaei es karobar min break nahi leina chahye hum ye jante hin loss humari ghalation k baeis hi hota he hum es karobar min agar apni salahiyaton ko musalsal barhane ki koshish karin to hum yahan se kafi earning bhi hasil kar sakte hin. Humin apne loss ki reason ka bhi malom karna chahye aur jeise jeise humari malomat min ezafa hota jaei ga hum es karobar se profit earn karna shoro kar lin ge.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X