Always loss? Take a break
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    jab apko mosalsal loss ho rha ho tu ap ko chaheiy k ap break ly lein,, q k jb ap ko musalsal loss ho rha hota hai tu ap k mind per presure create ho jata hai,or sahi faisala nhi ly paty or noksan uthana perta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      Aagar ap ka sath aisa ho raha hai ka ap ko bs loss hi ho raha hai tu ye bilkul theek baat hai ka ap ko ph r thori break leni chahye aur iss business ko again se learn karna chahye thori demo practice karain and then again start karain ap ko earning ho jaye gi aisy.
      • #783 Collapse

        ji han bhai apki bat bhi thk he likn kch logon k pas itni invest bhi nhi hoti he tu wo ager loss bhi krlete ehn tu kam chor hi sakhte ehn likn ager ksi k pas invest he tu 2bara kam start kr sakhte ehn is trh forex ko kam krna bhi her ksi k bas ki bat nhi he hamen chahaiye k ham trading ko soch smjh k kam kren tak hamen koi loss bhi na ho
        • #784 Collapse

          yes sahi kaha aap na agr bar bar loss ho raha ha aur aap kuch nahi kar pa rahay to aap ko kuck time ki break lani chahiya takay aap mind ko fresh kr sakin
          • #785 Collapse

            hello dear you are saying right my dear if we are facing a continue loss so then we must need to take a big break my dear then thing about our mistake then we can learn it and in this way we can do better work my dear and we never repeat our mistake.
            • #786 Collapse

              forex aik business ha or iss mai jitne zyada profit k chances houn utne hi loss k chances bhi hote hai iss liye iss liye iss business ko bohat samjhdari se kiya jaye or himat se kaam liya jaye.
               
              • #787 Collapse

                aghar aao musalsal nuksaan hora hai to aap ko chahiye k aap kuch time forex se break karain or iss time mai khud ko persakoon rakhain or iss k bare mai knowledge hasil karain ........
                 
                • #788 Collapse

                  main b asa krta ho jab main loss kr raha ho mean k ho raha hota hy tu ek break leta ho cool mind sy market ko analyse krta ho pir trade krta ho.
                  • #789 Collapse

                    meray khayal say jin logo ka musalsal nuqsan ho raha hay un ko chahiye kay demo account per earning ka tariqaqar banaye our jab satisfy ho jaye phir real per kaam karay take aap ka loss na ho lakin agar darick kaam kartay rahay our loss karwatay rahay to ye ghalat hay aap ko chahiye kay demo account per kaam karay.
                    • #790 Collapse

                      g nai ye vbata sach nai hy k forex may hamesah loss hota hy is smay aap ko profit bhi hota hy hummy chaye k hum is smay kam karin touy hum ko is may skills ko improve karne ki zaraort hy is ehum ko boht hi ziada fiada ho ga
                      • #791 Collapse

                        g han apki bat bilkul sahi he aur loss ho raha ho to kuch dair keliye hamen trading ko stop karna chahiye aur usk reason janna chahiye aur phir se isko achi trha se learn karke achi practice ke sath is main again enter hona chahiye.
                        • #792 Collapse

                          demo account pe ap ko expereince ho jayega demo acount se then real account pe kaam kren IN SHA ALLAH ap ki mehnat zaya nahi jayegi
                          • #793 Collapse

                            yes bro you are absolutely right If you getting loss on contineuly basis you shoul take a break for a while and result will come in your favour after that break. main bhi yehi strategy azma chukka hon and I succeeded at that time so you should also try it.
                            • #794 Collapse

                              loss k baad break nai karna chahiey q k ghalti kar k e insaan seekhta hy agr chor dia to munafa kesy hoga phe
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                Forex trading min loss aur profit dono hi ho sakte hin aur loss aur profit ki reason alag alag ho sakti hin hum es karobar min loss kuwon leite hin ye sawal hamesha samne ata he. Hum agar trading karin to hum ghalatiyan bhi kar jate hin aur humari ghaltiyan asal min wajah hoti hin humare loss ki aur hum agar bar bar loss karin to phir humin break karna chahyee aur phir apni trading ki quality ko improve kar k dobara se profit earn karne k lei jidojihad karni chahye ta ke hum aik khobsorat life guzar sakin.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X