Forex ki malomaat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    men khud forex men abhi new ho mene abhi tak bonus nahi withdraw karwaya lekin is men pareshan hone kia koi baat nahi he month ke first week ko bonus mil jata he pa ko ap ka bonus zaror mile ga thora saber se kaam lejhye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      without experiaence k sath jo log b trade kartay hn unko forex ma loss hi hota ha is liay hamen forex ma experiemnce k bagair trade ni karni chahye kion k is sa sirf hamen forex ma loss k siwa or kuch ni mil sakta ha
      • #18 Collapse

        Friend ap forex main forum k oper account to ban leaya hai us main ap instaforex ka live account ban k attach ker dain to app ko bonus mil jaey to pher he ap real trading ker k live earning ker sgty hain
        • #19 Collapse

          Agar aap ney is business main aana hy to sub sey pehlay is ki basics ko study krain, is key bad is key rules, strategies aur concepts ko samjhain aur demo account main practice ky doran in ko use krain takeh aap in ko real account main properly use kr sakain aur loss ko control kr key profit bana sakain.
          • #20 Collapse

            Forex ki information key leye different websites hoti hain aur aap un sey forex ko learn kr saktey hain. Is forum main kam karney sey aap ko bonus bhi hasil hota hy aur forex ko learn krney ka bhi moqa milta hy. Is ky elawa internet pr seniors aur successful traders ki forex key barey main suggestions hoti hain, un sey bhi kafi information hasil ki ja sakti hy aur trading ko perfect banaya ja sakta hy.
            • #21 Collapse

              ap ko forum pay posting karni hay phir is say ap ko bonus milay ga aur ye bonus at the start of new month ap kay insta kay account main transfer ho jay ga lehaza ap is kabil ho jain gay kay trading kar saken us kay liye ap ko market analysis karnay par jis pair main trade open karna ap ki samjh main aye usi ki trade ap laga saktay hain aur profit earning kar saktay hain
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: babarjani پيغام ديکھيے
                ap ko forum pay posting karni hay phir is say ap ko bonus milay ga aur ye bonus at the start of new month ap kay insta kay account main transfer ho jay ga lehaza ap is kabil ho jain gay kay trading kar saken us kay liye ap ko market analysis karnay par jis pair main trade open karna ap ki samjh main aye usi ki trade ap laga saktay hain aur profit earning kar saktay hain
                ge han bhai hmein apne forum mein kam krna ka bonus hmein forum deta he jo hmein insta forex ke account mein hr mahene milta he aur hm es bonus se apne trading krte hien aur jo hmein profit hota he woh hm withdraw krte hien aur hmein forum se learning kre aur earning krne ka bhtreen moqa mil rha he hmein apne forum mein mhnt krne he
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  G is traha ap forex trading business ki learning hasil nhi kar saktay k kis pair mein kitna profit hy aur trading kis traha karni hy agr ap ko forex trading business ki learning hasil karni hy tu ap demo account par practice kar k us par trading kar k ap ye sab learn kar saktay han lakin is ko bhi samjhne k liye kise experience trader ki zarooat hy takay us se ap trading ko samjh kar karain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X