Aslamualikum guys jesa ke ap log jante hein forex ak online business hai islia Ghaltian har jagah ho sakti hai. Forex trading me bhi aksar awqaat ghaltian ho jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko ignore karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. Forex trading me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is k nuqsan pe depend karta hai k wo nuqsan kitna deti hai. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen. Risk leta howa Loss ko mind man rukhen ga to ap zayada risk nahe len ga.Risk leta howa Loss ko mind man rukhen ga to ap zayada risk nahe len ga.Hamain forex main market ki movement ko samjh k trade open karni cahiyeExperience k hote howe hamen ghabrana nahi chaheye bulke apne kaam jari rakhen aur kamyabi ki umeed rakhen. Knowledge jitna bhi hasil ho kam hai forex trading me, is waja se jab tak sahi skills aur experience hasil nahi hoti knowledge hasil karna chaheye. Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим