Be practical

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    jee haan apka koe bhe bussines hei jb tk ap us men hardworking nhi kren gy succesful nhi hon gy like that forex men bhe apko bohat mehnat krni prhti hei agr ap menat kren gy to ap success full hon gy mgr is k leay time to lgy ga he esa koe bhe business nhi hei jo apko raton rat ameer kr day
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      bohut sarey log isliya forex ko join karthey hain kyun key unko lagtha hai key forex aik easy job hai aur is mein woh rozana hazroon rupey kama sakthey hain jab key asa bilkul b nahi hai forex mein profit se ziyada log losss karthey hain.
      • #753 Collapse

        bhi aapp nyy bohat hi achi baat batai hy un logo ko jo ye souch kar kam karty hain keh forex aik aisa business hy jo banday ko rato raat hi ameer bana dyta hy wo galat sochtyy hain
         
        • #754 Collapse

          ji han bhi jo log ye souch kar kaam karty hain or ya forex ko join karty hain wo har trade greed main karty hain or aisy log zayada arsy tak kamyab nhi rhty
             
          • #755 Collapse

            main ny bohat sy logo ko daikha hy jo aisa souch kar forex ko join karty hain wo bohat hi galat kart hain or un ka anjam bhi kuch acha nhi hota
             
            • #756 Collapse

              agar koi samajhta ha ka forex us ko ameer kar da ga to ye bhi yad rakhna wali bat ha ka ye business us ko 1 min ma ghareeb bhi kar sakta ha. is business ko start karna sa pahla achi tarah seekhna chahia aur hardwork kar ka achi experience laini chahia warna result ma dair nahi laga gi.
              • #757 Collapse

                bahut sarun ki ye waja k un ka practiceal experience nahi hota hai un ka loss ho jata hai aur uin ko is ki samajh nahi ati hai in ko practical work sey sekhna chahiye.
                • #758 Collapse

                  Ziada tar traders jo forex trading main aty hay wo sochty hay keh hum jald he amee ho jaye gay aur humy trading ziada say ziada kar kay ziada profit earn karna chhaiey humay aisa lalach nahi karna chahey ulta humay loss he hota hay.
                  • #759 Collapse

                    han g bilkul hmy chahiyeh k zaida sy zaida mehnat kry or raatu rat ameer bany k bry mein na sochy esy hmy loss e ho ga or soch smj k trading krni chahiyeh tub e ksmyab ho skty hain or forex bht acha kaam hai mehnat ki ja sun sy zaida
                    • #760 Collapse

                      nahin yeh un ki ghalat bat hai aisa bilkul bhi nahin hota is main time lagta hai agar ap ne earning karni hai to is main aram se work karen jald bazi main ap ke account main loss bhi ho sakta hai
                      • #761 Collapse

                        meny bhe jab start liaa tha forex buisness ka to men bhe din raat yhe ameer hony k sapny dykhta tha lykin taqreeban aik saal guzrny k baad pata chla k eysaa kch bhe nhi hy or yhan mhnat k siwaa kch bhe nhi milta
                        • #762 Collapse

                          Mainy observe kea hay keh ziada tar traders bohat badi badi batain karty hay so humay aisi badi badi batain nahi karni chahiey balkeh humay chahiey keh forex trading par dhyan ziada dain na keh baton par.
                          • #763 Collapse

                            g haan forex trading business etna asaan business nahi hai. es say aap awien raato raat ameer nahi ho sakte es kaliye aap ko bohat hard working ki zarorat hai. phir ja kar aap es say earn kar sakte hain.
                            • #764 Collapse

                              ap ko practice karni chayie aur forex aik business hay is ko ap game na samjhy bahot saray trader is mein loss kartay hay ,kiyon kay wo is mein greed hoty hy or woh emotional ho kar trade kartay ,hay isi liye woh chor detay hy ap ko chyei kay loss say avoid karay aur achay, trader banay .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                yes we all need to be practical, work hard to increase your trade so that you may enjoy profit in return that is the ultimate destiny of hard workers.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X