learning ke keya ahmeyat hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: learning ke keya ahmeyat hain

    Assalamu alaikum dear friend forex trading market ma learning Sahi sub Kamyab hota ha thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: learning ke keya ahmeyat hain

      Learning ki ahmiyat us waqt feel hoti hai Jab Hamen trading mein loss ho raha ho forex aik aisa business hy jis me agar ap kamyaabi hasil krna chahty hyn tou apko daily forex me kaam krna parrhy ga tab hi ap acha experience hasil kr saken gy nai tou ap achy trader nai ban saken gy apko chaye k ap pakistan forum k sath touch rahy yahan se acha knowledge hasil kr k trading me acha profit kamayen real trading se pehly hamesha demo account ka istemaal kiya kren taa k ap ki practice achi ho jaey or apka experience b barrhta rahy trading me hamesha small lot lagaen slow slow profit bana k move krty jaeyn taa k ap ziada loss se bachy rahyn yehi kamyabi ka acha treeka hy stop loss or take profit ka istemal zroor kiya kren q k kabhi kabhi ham aesi jagah hoty hyn ya itny ziada masroof hoty hyn k hun net nai on kr sakty or market ka jaieza nai ly sakty aisi soort me stoploss or take profit bohat zroori hota hy is se hamara account safe rehta hy apny analysis zroor lagaya kren loss se pareshan Nahin Hona chahie isko deal karna chahie
      • #33 Collapse

        Re: learning ke keya ahmeyat hain

        Ji han bilkul acchi trading ke liye 1 to practice ko improve karna hoga dusra market mein learning karna hogi learning karke Ham apni kamyabi ko improve karna chahte hain to mehnat karne ki koshish karna hogi mehnat begera Ham kabhi bhi kamyab nahin ho sakte mehnat kamyabi Ki kunji Ban sakti Hai mehnat karte rahenge to achcha result Hasil hoga mehnat ko ignore karenge to kamyab nahin ho sakte isiliye mehnat ko improve banane ki koshish karna chahie market ko acche se improve karne ki koshish karni chahie
        • #34 Collapse

          Re: learning ke keya ahmeyat hain

          Assalamu alaikum dosto learning hi forex trading hay .
          Hamin chahy ky ham pak fourm main apny seniors se knowledge hasil Karen aur apna experience increas karin .ham jetna zeyada learn karin gy hamin utna acha benifet hasil hoga .hamin koshesh karni chay ky ham achy trader ko follow karin jo selfish bhi na ho ,qun ky aesa trader bhut achi hel karta hay aur hamin bhut zeyada learning hasil hoti hay .forex main hamary pass jetna zeayda learning hogi ham utna acha bouns hasil hoga aur ham achi trading bhi kar pain gy .
          • #35 Collapse

            Re: learning ke keya ahmeyat hain

            Ji han bilkul learning ke bahut jyada ahmiyat hoti hai aur Hamen apni practice ko follow karna chahie learning ke liye practice Hogi to kamyabi Mumkin Hogi practice Nahin Hogi to kamyabi kabhi bhi acchi aur behtarin Nahin ho sakti apni kamyabi ko Behtar banane ke liye work ko Achcha karne ki koshish aur Behtar result farmer farmer ho sakta hai isliye work Achcha result Achcha mehnat Nahin Hai To Kuchh Nahin manate continue Rakhenge varg karte rahenge Kuchh Na Kuchh alag data Rahega Uske bagair Koi Kuchh Bhi Nahin kar sakta na Shivay koi bhi kam hota hai Shivay Allah Ke
            • #36 Collapse

              Re: learning ke keya ahmeyat hain

              Forex mn learning ki bahut ziada ehmiyat hy ku ke learning he wo chez hy jis ki waja sy hm log apny kam karny ki salahiyat barrha sakty hn dosto hmen chahye ke hm log apni earning sy ziada learning par focus karen ku ke learning karny sy hmen ye faida hota hy ke hm log apny knowledge aur experience mn izafa kar sakty hn aur acha knowledge he kamyabi ka sabab banta hy bgair knowledge aur experience ke hm log forex mn naakami ki traf he ja rhy hoty hn aur apna waqt barbad kar rhy hoty hn is liye hmen chahye hm apni learning par focus karen taaky hm log kamyab ho saken.
              Shukriya❤️❤️
              • #37 Collapse

                Re: learning ke keya ahmeyat hain

                Assalamu alaikum dear forex member ummid hai ki aap sab log khairiyat se honge ji han learning ki bahut si Ahmed hai hai kyunki jitna jyada Ham laden karenge utna hi jyada hamen fayda hoga jitna jyada hamari mehnat hogi hamara hardworking hoga utna hi jyada hamara experience or knowledge increase hoga experience or knowledge increase hone ki vajah se Ham learning kar sakenge jitni jyada Ham learning kar sakenge utna hi jyada Ham market ko samet sakenge apne senior se lene karenge aur market ko samasya karenge jitni jyada Ham market ko samajh sakenge utani hi jyada Ham acchi quality wale trade laga sakenge aur kafi achcha prophet Hasil kar sakenge ladne ka hi fayda hai ki learn karne wala profit ka leta hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: learning ke keya ahmeyat hain

                  Asslam u Alikum dear forex members mein umeeid krta ho keh ap sb kheriyat se hogey or apna kaam mehnat se krrahy hogey...
                  Dear hume forex mein achi trah apni learning ko behtr krna chahiye ... Jb hum forex mein apni learning ko behtr krey gey or pheir us ke bd apna kaam krey gey humko zaroor forex se success miley gei or hum successful hosahkty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X