How To Trade With Major Pairs? Question

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How To Trade With Major Pairs? Question
    Aslam o Alakum
    Dear forex members hamain Trading ke lye Kis Tarhan ke Pairs ki Slection Karni chahye? our Dear members pakistan forex market main kon se ese pairs hain jin par ham trade laga sakte hain kyun ke forex business main ese bhot se pairs hain jin ko ham keh sakte hain ke ye forex market ke sab se major pairs hain jin par trading karna himat ka kaam samajha jata hai? Dear members kia jo bhi forex busienss main major pairs hain un par kia hamesha hi fast movment rehti hai?

    Howe Many major Pairs In Forex
    Dear forex mmebers forex business main sab se ihm pairs main se sab se zyada our ache pairs gold our cl hain jin par bhot zyada trade kia jata hai our is ke sath sath ap achi capital ke sath hi trading kar sakte hain kyun ke agar ap esa pairs ko slect karte hain to is ke lye ap ko achi movement dekhne ko mil sakti hai our agar in pairs ka ap ko acha experience na ho to ap ka account dekhte hi dekhte wash ho sakta hai is lye hamesha forex business main gold our cl par trading karna kafi riski hota hai our agar ap thori bhot bhi trading main mistakes karte hai to ap ka dekhte hi dekhte account wash kar jata hai hamain trading ke lye market ki movement ke sahi waqt ka intakhas karna bhot hi zrori hota hai warna hamara hamesha hi nuqsan hota hai.

    Dear members jo bhi pairs ko ham major pairs keh sakte hain is ki wajha ye hoti hai ke traders in par trade karna bhot zyada pasand karte hain jis ki wajha se ham in ko bhot zyada ihmiyat dete hain our in trading pairs par trading karte howe ap ko bhot zyada waqt nhi lagta our ap ka trade ****la kun rehta hai ke ap ko loss ho rha hai ya phir ap ko profit hogi is lye forex main gold our cl jese pair par bhot zyada trade laga kar earning bhi ki jata sakti hai our in pairs main movement bhi bhot zyada fast hone ki wajha se traders inhian bhot zyada pasan karte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How To Trade With Major Pairs? Question

    Forex AK Aisa business hai jismein bahut se log kam karte hain ya Ek international business hai yah kabhi bhi khatm nahin ho sakta Agar Ham Chahe to ismein life time tak kam kar sakte hain aur isase life time tak acchi earning Hasil kar sakte hain Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain aur is se acchi earning Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham sab se pahle market ka analysis Karen aur Market Mein maujud Tamam tools ko acchi Tarah understand Karen Taki market Mein trade open karne mein Hamen Koi Mushkil Na Ho aur ham market Mein Ek successful trader ban jaen market Mein Ham apni Marji se trade Lagate Hain aur Market Mein Ham major Pears ke sath bhi trade Laga sakte hain ya major Pears gold or silver Hote Hain aur ine ki market Mein trade Lagane ke liye bahut jyada experience ki jarurat Hoti Hai Kyunki gold-silver bahut expensive Hote Hain Agar Ham Inki trade without knowledge and experience ke Laga Dete Hain To is Hamen loss ko face karna padta hai gold or silver ki trade lagana Itna Aasan Nahin isiliye Hamen chahie ki ham Hamesha full experience aur knowledge ke sath farex mein kam Karen market Mein ham har Tarah Ki trade Laga sake Jab hamare pass experience or knowledge Nahin Hota To Ham trading Mein mistakes kar Jaate Hain Jiski vajah se Hamara account wash ho jata hai agar ham acche experience aur knowledge ke sath trade lagayenge to Humse mistakes bahut kam Hogi aur Hamara account wash bhi Nahin hoga professional trader Hamesha market Mein gold silver ki trade Lagate Hain aur vah is se bahut jyada profit bhi Hasil karte hain aur professional traders se district bhi bahut kam hoti hai Kyunki unke pass Achcha experience or knowledge Hota Hai aur vah Market Mein gold ki trade easy hokar Lagate Hain
    • #3 Collapse

      Re: How To Trade With Major Pairs? Question

      Forex trading ma trading sy pehle trader ko currencies ki knowledge zarur honi chahe. Jis trader k pass market ki sari currencies ki information hoti hai wo he trading ma acha profit hasil karny ma kamyab ho jata hai. Es topic ma ham major currencies or un par trade karny k method par mazeed bat karyn gy.

      Major pairs and how to trade them. Forex trading ma major pairs un pairs ko kehty hain jin ma usd dollar involve hota hai. Major pairs ma liquidity zayada hoti hai. Liquidity ka matlab ye hai k en pair par trade karny ki bhot zayada demand hoti hai. Yani bhot sary trader ik he time par buy ki trade open karty hain or ik time par sell ki trade b open karty hain.

      Other suggestion. Major pair par trade karny ka ik advantage ye b hai k enki volatility kam hoti hai yani ye pair zayada tar stable hoty hain or en ma kio big move asi ni hoti k jis ko counter karny ma traders ko aksar bhot sari problems hoti hai. Ab es par bat karyn gy k hamy major pair par kesay trade karni chahe. Major pair ki zayada tar movement usd dollar par dependent hoti hai. So trader ko usd index ki value ko properly observe karna chahe or es ki movement ko track rakhty hain. Baki kuch currencies usd dollar k sath positive correlation ma chalti hai or kuch negative correlation ma chalti hai. So trader ko hamesa major currencies par trade usd dollar ki base par lagani chahe. Jo trader usd dollar ki movement ko observe ni karta wo kbi kamyab ni ho pata. Forex trading ma usd dollar ko movement k elawa b kuch factors ko mad e nazar rakhna chahe. News ma agr market kisi effect ma show ho jae to trader ko unko b consider karna chahe.
      • #4 Collapse

        Re: How To Trade With Major Pairs? Question

        Assalam o Alaikum g dear fores me trading Kay leay hamesha major pairs wohi hen Jo developed countries kee currency trading mn estmal hote Haa laken zaida tar log uss currancy par teared koo pasand karta han jen curracy kaa speared bhot kam hon taakaa app kam saa kam waqat mn teared saa faida attha sakan arr currancy par teared kaa faida yaah Haa kaa uss kee movements gold kaa maqbala mn bhot salwo Haa ess lia app koo zaida losses kaa Samna nhn karana parta new teareder koo chaia kaa wooh saroo mn currancy par teared koo tarjh dain taakaa teared kaa sath sath market kaa bara mn achi mulmat hasil kar sakta han EUR / USD ( EURO / DOLLAR ) , USD / JPY ( DOLLAR / JAPANESE YEN ) , GBP / USD ( BRITISH POUND / DOLLAR ) , USD / CHF ( DOLLAR / SWISS FRANC ) ,
        AUD / USD ( AUSTRALIAN DOLLAR / DOLLAR ) , USD / CAN ( DOLLAR CANADIAN DOLLAR ), NZD / USD ( NEW ZEALAND DOLLAR / DOLLAR ) ye pairs best hen trading me lekin in par trading Kay leay mehnat sy hi acha trade laga saktyy hein achii bat share karna ya phir threads achio trah sy karien kia jsrein hamen acha faida hasil ho hay ga forex Ik axcha buisness hy Chaa kaam hi tradev lagy gy i mean acha trader hi achii Trading kar k achs faida hadil easily kar sajta hy firex b m hum aisy hi Successful asaani sy hasil karen 1 tu ganen kammyaab hanen forex business mn zror karta hy forex hi bhot acha business hy acha kaam kia karein knowledge aor experience ky sath in py ap log trading kr wkty hain asal ma jin pairs ma major countries ki currency trade hoti hai unko kajor oqirs kaha jata haai jesa ky dollar major currency hai dollqr waaly tamam oqirs ko major pairs kaha jata hai jub ky baki sqry pairs ko kisi ko exotic pairs kaha jata hai kch minor pairs aor kch ko crosses pairs kaha jata hai bs yeh pairs aik dosry ky cross ma tradee hoty hain in ki movement bahot high hoti hai chory pairs din ma taqreebn 200 pip sy zeyada movekr jqty hain lehaza apko in baton ka kheyal rakhna chye qor forex trading ma support aor resistance bahot critical tareeky sy review krny ky bad apko in py kam krnaa chue
        • #5 Collapse

          Re: How To Trade With Major Pairs? Question

          dear Forex me mostly major currency pairs me mein currency ki selling and purchase ki jati hai, Forex currency ko mukhtalif hisso mein taqseem kiya gaya hai jaise ke major pair, cross pairs etc. Aap ne is thread main cross pair ke mutaliq pucha hai. Cross pairs se Murad ya hai ki essay foreign exchange currency ke pair jis may main USD shamil nahi hota. So tamam pairs Jin main USD shamil nahin hota magar dusra pair famous currency ka hota hy EUR,CAD etc . Cross pairs main market up and down moment thori mam hoti ha banisbat Major currency pairs. Foreign exchange currency mein trade karne se pahle aapko use pair ke mutaliq mukammal agahi honi chahiye Takay aap us me earn kar sakin. Trade karny se prhly fundamental analaytics ko zaror samny Rekha Karin is we ap no faida ho ga currencies hai aun par agar ap ko trade karni ho to aus k pairs bany hoty hai jis mai jo bhi pairs ho jin k sath usd aata hai wo sab pairs major pairs mai aaty hai aor aun par hum jab trade karty hai to wo major pair aik jaisa move karty hai magar jin pairs k sath usd ni hota aor baqi currencies apas mai mil k pair bana rahy hoty hai aun ko cross pairs kehty hai ain par hum ne agar trade karni ho to ain par aik to spread bahot zayda hota hai aor dosra ain par ap ko ye pata ni hota k maret kitna move kar jaye ais liay agar ap ne ais market mai kaam karna hai to kuch pairs select kar ley aor sirf aun par kaam kary tab ap ko ais market mai kaam karny ka pata chaly ga aor ap profit bana sakty hai currencies hoti hai aor wo bhi do different countries ki hoti hai ab apko theory smjhny ky ki zaroorat hai jub ap aik currency pair py trade open krty ho to iska mtlb hota hai ky ap do currencies ky sqth dealing kr rahy ho aik ko sell aor dosry ko purchase kr rqhy ho farz kia ky ap eurusd py trade open krty ho sell ki to iska mtlb hua ky ap usd ko sell kr ky eur purchase kr rahy ho aor agr sell krty huy euro ka exchange rate increase hota hai to apko profit ho jay ga agr apki trade ky doran gir gia eur aor dollar usd brh gi to aoko loss ho ga ab further in ki agy types hain jin ka apko amjhna bhi zarori hai aor bahot he zaroori hai ap is ma interest ly kr kam kren apko aub kch achi trah ay smjh ajay ga
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: How To Trade With Major Pairs? Question

            Finding trend.
            Forex market main major pairs jaisy keh CL, Gold aur kuch currencies pairs per trade karny say bahut acha profit hasil ho sakta hay, laikin aisa tab he mumkin hay jab in pairs ka trend find kar lia jaye. Q keh major pairs jab aik side per barhny ya girny lagty hain to ye kafi ziada movement karty hain jis waja say yahan per trading say bahut earning ho sakti hay, major pairs ki volatility bahut stable aur achi hoti hay jab keh inki liquidity ziada hony ki waja say is main maximum traders trade karna pasand karty hain tabhi in pairs main daily kafi ziada trading ki jati hay.

            Make analysis.
            Major pairs main trade karny kay liye must hay keh market kay analysis kiye jayain ta keh in pairs ka trend jan kar trading ki ja saky. Q keh major pairs main baghair market and technical analysis kay trade karna bahut nuqsan deh hota hay. Is liye keh inki volatility low aur liquidity high hoti hay, dusra ye keh inka trend long term kay liye aik side per rehta hay. Lehaza ager koi trader baghair analysis kay is main ghalat side per trading order place kar day to iska yehi nuqsan hota hay keh kafi arsa tak trend change nai hota aur market dusri side per movement karti rehti hay jis waja say bahut ziada loss ho jata hay.

            Major pairs main trading ziada ki jati hay laikin iskay liye acha experience aur capital hona must hay ta keh trade ko hold kia ja saky aur stop loss hit hony ki surat main isko recover kia ja saky.
            • #7 Collapse

              Re: How To Trade With Major Pairs? Question

              Forex market main trade hony waly aesy tamam pairs jin main USD ky again trade ho rehi ho woh forex market main major pairs kehlaty hain ky jab market main movement dollar index ky decrease ya increase hony ki waja sy hoti hai tou tamam pair main market ki movement agar pair main dollar pehly hain tou index decrease hony per same pair main market downward movement kerti hai aur agar pair main dollar second curreny hai tou dollar index main decrease hony per same pair main market ki upward direction main movement hoti hai lekin agar dollar index increase ho raha ho tou dono terha ky pairs main market ki movement inverse hoti hai ky jis pair main dollars pehly hi us main movement uptrend main hoti hai jabky second agar dollar ho tou dollar index increase hony per bhi market main movement downward hoti hai tou hamain isi terha market main trade bhi open kerni chahiay ky jab ham major pairs main trade open kerny ja rehy hon tou hamain sab sy pehly dollar index ko zarur read ker lena chahiay ky dollar index jis direction main movement ker raha hai hamain usi hisab sy market main trade open kerni chahiay agar market main ham major pairs main trade open kerna chahty hain tou ham pehly USD ky against market ky fundamental analysis ker ky yeh samajh lety hain ky dollar index increase ya decrease hony ja raha hai tou hamain jab yeh confirmation mil jati hai ky dollar index kisi aik direction main move kerny ja raha hai tou ham phir major pairs main USD ki base per trade open ker ky continue ker lety hain aur hamain isterha open ki jany wali trade main profit hasil hota hai jabky other currency jo dollar ky against trade ho rehi hoti hai is main major change bhi market ko same pair main effect ker sakti hai tou usky fundamental analysis bhi zaruri hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: How To Trade With Major Pairs? Question

                Walekum assalam dear jawab different currency pairs related apni learning complete kar rahe hote hain to ismein aapko major currency pairs aur cross currency pairs available hote hain no doubt major currency pairs ki market bahut jyada volatile hoti hai aur in Mein trading karna aapke liye difficult ho sakta hai aur iske sath sath bahut jyada risky bhi hota hai isliye Jab aap major currency pairs for trading karte hain to aapko in se related complete learning Karni chahie aur proper experience Hasil karne ke bad apni trading start Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada nuksan hone ke chance ho sakte hain.

                Forex trading me jab of major currency pairs trading Karte Hain To is main aapko bahut carefully decision-making Karni chahie Forex trading Mein Jab aap major currency pairs per trading karte hain to ismein aapko US dollars ke maximum players involved hote hain se related apni learning complete Karni hoti hai no doubt Jab aap us index a closely attached hote hain to aapko perfect analysis karne mein bahut jyada help mil sakti hai isliye aapko koshish karne chahie ki Forex trading main aap major currency pairs per trading karte hue us index ko kabhi bhi avoid na Karen.

                Dear jab aap beginning level per trading Karte Hain To Aisi situation main aapko Hamesha cross currency pairs per trading Jaani chahie jinki volatility Jyada Nahin Hoti Kyunki Jab aap beginning level per major pairs per trading karte hain to ismein aapko bahut jyada risk involved ho sakta hai aur aapki trading aapke liye profitable Nahin ho sakti aapko bahut jyada nuksan hone ke chance ho sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: How To Trade With Major Pairs? Question

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                  Aslam o Alakum
                  Dear forex members hamain Trading ke lye Kis Tarhan ke Pairs ki Slection Karni chahye? our Dear members pakistan forex market main kon se ese pairs hain jin par ham trade laga sakte hain kyun ke forex business main ese bhot se pairs hain jin ko ham keh sakte hain ke ye forex market ke sab se major pairs hain jin par trading karna himat ka kaam samajha jata hai? Dear members kia jo bhi forex busienss main major pairs hain un par kia hamesha hi fast movment rehti hai?

                  Howe Many major Pairs In Forex
                  Dear forex mmebers forex business main sab se ihm pairs main se sab se zyada our ache pairs gold our cl hain jin par bhot zyada trade kia jata hai our is ke sath sath ap achi capital ke sath hi trading kar sakte hain kyun ke agar ap esa pairs ko slect karte hain to is ke lye ap ko achi movement dekhne ko mil sakti hai our agar in pairs ka ap ko acha experience na ho to ap ka account dekhte hi dekhte wash ho sakta hai is lye hamesha forex business main gold our cl par trading karna kafi riski hota hai our agar ap thori bhot bhi trading main mistakes karte hai to ap ka dekhte hi dekhte account wash kar jata hai hamain trading ke lye market ki movement ke sahi waqt ka intakhas karna bhot hi zrori hota hai warna hamara hamesha hi nuqsan hota hai.

                  Dear members jo bhi pairs ko ham major pairs keh sakte hain is ki wajha ye hoti hai ke traders in par trade karna bhot zyada pasand karte hain jis ki wajha se ham in ko bhot zyada ihmiyat dete hain our in trading pairs par trading karte howe ap ko bhot zyada waqt nhi lagta our ap ka trade ****la kun rehta hai ke ap ko loss ho rha hai ya phir ap ko profit hogi is lye forex main gold our cl jese pair par bhot zyada trade laga kar earning bhi ki jata sakti hai our in pairs main movement bhi bhot zyada fast hone ki wajha se traders inhian bhot zyada pasan karte hain.
                  Assalamualaikum doston Forex trading mein kam karte hue aapko different type ke pears mein trading karna hoti hai jo log trading mein kamyabi ke sath apna work karna chahte hain unko chahie ke an pears mein trading Karen Jo ke aapka experience hota hai aur Jin mein aap aasani ke sath apna trade work kar sakte hain trading mein different type ke pairs hote hain aapko hamesha ampere ki selection mein planning ke sath work karna chahie jitna achcha aapka trading mein selection hogi utna jyada aap achcha work kar sakenge major players mein trading karna thoda mushkil hota hai kyunki inki movement speed wali hoti hai aur jo new member hote hain unko ismein jyada experience nahin hota Aur is vajah se vah apna loss karva baithe Hain.

                  Gold silver for crude oil inki movement speed wali hoti hai jiski vajah se jo new member hote hain unko ismein in pairs mein trading nahin karni chahie balke Jo log ismein experience rakhte Hain vah bhi ismein complete market analysis karne ke bad trading Karen aur iske alava beginners ko chahie ke vah currencies per focus Karen aur prefer Karen jismein vah sani ke sath apna trade karke jyada se jyada acchi earning karne ke kabil bn skain. major players mein profit bhi bahut jyada hota hai aur loss bhi jyada hota hai isliye aapko soch samajh ke inmein entry karni chahie aur inki selection karni chahie. Jin pears main aapko experience nahin hai use spare main aapko trade nahin karna chahie balke aapko apne trade se related information aur knowledge Hasil karne ke liye market ko co-wash karte rahana chahie tha ki aap apna trading mein Kamyab ho sake aur jyada se jyada achcha work karke apni trading ko Kamyab bana sake trading mein jaldbaji aapko last de sakti hai isliye sabar ke sath work Karen mehnat Karen Taki aap acchi earning karne ke kabil banaa sake aapki mehnat aur acchi trading aapki lifetime trading ke liye bahut important hai aur aap ko ek accha profit deti hai.
                  🌼 Never Give Up 🌼
                  • #10 Collapse

                    Re: How To Trade With Major Pairs? Question

                    Assalamu alaikum g bhai ummid hai aap khairiyat se honge no doubt apne bahut hi acchi information hamare sath share Kiya kyunki agar aap Forex trading mein kam karte hain aur aap ko yahi nahin pata Kiya aapane technical analysis ko kaise follow karna hai aur aap kaise aukat mein acche se accha trade kar sakte hain to aap kabhi bhi kam jawab nahin ho sakte agar aap kisi bhi currency pair per trade karna chahte hain ya kisi bhi commodity per trade karna chahte hain to vah kaun se steps Hain jo aapko follow karne chahie unse kuchh ki detail mein aapke sath share karna chahta hun

                    agar aap kisi bhi pair per trade karne lage Hain to sabse pahle aapko aur pair ke bare mein relevant information hasil karni chahie agar aap kisi bhi currency per trade karte Hain to sabse pahle aapko US currency ko dekhna chahie ki jis currency per aap trade kar rahe hain uski country ki economy kya hai ok jab tak aapko currency pairs ke bare mein proper market information hasil nahin karenge aur aap proper analysis hasil nahin karenge aap kabhi bhi Forex trading mein achcha profit nahin Kama sakte achcha profit kamane ke liye aapko proper information hasil karni hogi

                    agar aap proper information of currency ke bare mein hasil kar lete hain ki vah currency ka rate kya chal raha hai aur market mein uska in out kya hai to aap easily market mein kam kar sakte hain aur acche se accha profit Kama sakte hain kyunki jab tak aapko currency pairs ke bare mein nahin pata hoga Forex trading mein kabhi bhi achcha profit nahin Kumar sakte achcha profit kamane ke liye aapko an currency iske bare mein yahan per uske bare mein proper knowledge hasil karna chahie tabhi aap acche se accha profit Kama sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: How To Trade With Major Pairs? Question

                      trade with major paris ka forex main bht use hota hy selling ho sakti haitechnical ho ya essential ho donon helloKa fayda Hota Haitechnical evaluation marketplace Mein motion ko dekhke liye JaateHain Jiske Liye International bulletins combinator KiyaJata Hai essentialevaluation marketplace ki essential information ameshs informative information pay attention kartayhoye shopping for andselling analaysis kartayhay magar Lazmi nai hota hay Kay haumo information ki hello base pay hello karay KyuKaykuch information bohat achanak siya Hai Hai Ke shopping for andselling mein agar Kisi Ko loss hota bhihai to uski Piche Jo SabseBadi foremost vajah ya Hoti Hai vah shopping for and selling ke naked meinlailmiUnka Nahin Hota Hai aur ISI vajah Se Hi contributors ko Hameshanuksan HotaHai Hai To Kya Hua shoppingfor and selling ko samajh nahin paate hain aurbilkul novices HoteHain novices ko chahie ki vah Jab shopping for andselling karna begin karen to hamesha Soch SamajhKar aur Marketko evaluation karke hello shopping for and selling Kiya Karen tabhi kamyabi Hasilkarsakte hain aur bahut acchi unhen bhi advantage kar sakte hainAgrhum shopping for andselling Meinkamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen chahie Hamtechnical evaluation in line with bhiaur Kiya Karenaur essential evaluation in line with bhi aur Kiya Karencooker dononevaluation hello Hamen kahello hameshaes dialogue ng andselling may also also haumkamyab shopping for andselling karney Kayliye marketplace ki motion ko screenkartay rehtay hayaur iss Kay sath sath marketplace ki motion ko analyzkarney Kayliye h Karte HainTo dusre log us se expertise lety Hain auruse expertise ko use karte hue Jabkam karte hain to vah bhi loss kitaraf Jaate Hain isliye Hamen chahie ki HamSahi records shada mehnatkarte hain utna jyada hello aapko Achcha change karnekamauka Milta hai aapko Tamam reassets ko use karte hueApna change karna chahieaur Market Analysis karneke horrific hello shoppingfor and selling Karen Agaraapko faux information milatiHai To is se aapko bahut nuksanhota hai aur aapka loss ho sakta
                      • #12 Collapse

                        Re: How To Trade With Major Pairs? Question

                        dear friend, jin pairs par heavily trade ki jaen unhain major pairs kehtay hain, in ma total 4 types k pairs hotay hain jin ma EUR/USD, USD/JPY, GBP/USD aur USD/CHF shamil hain, in ma USD ki involvement hoti ha, cross currency aur minor currency pairs ki nisbat market ma prices major pairs k sath ziada effected hoti hain

                        Major pairs forex market ko drive karnay ka main source smjhay jatay hain, in pairs ma 5 currencies shamil hoti hain jin ma US Dollar, Euro, Japanese yen, british pound aur swiss franc, ye pairs high volume k hotay hain jis ka mtlb ye hota ha k given time ma ziada log inko buy ya sell kartay hain, in pairs ma slippage k chances b km hotay hain, major pairs ki values un currency ki supply aur demands par depend karti hain, in pairs ma aik side par usd lazmi hota ha, ye pairs hmain ziada trading oppertunity faraham kartay hain, ye pairs liquidity ma b high hotay hain jo financial market ma kisi activity k level ka btatay hain,

                        major pairs ki low volatility ki waja sa in par trading kafi secure rehti ha, in k spread low hotay hain, in pairs ma trading k liay sentimental anaylisis zaruri hotay hain q k ziada traders ki waja sa buying aur selling pressure hota ha, is waja sa kai bar ye pairs sell ko show kar rahay hotay hain lakin buying pressure ki waja sa b market ki moment change ho jati ha, lihaza major pairs par mukamaul anaylisis k baad hi trading ki jay in par aik mistake big loss ka sabab bn jati ha aur hmari mehnat waste ho jati ha
                        • #13 Collapse

                          Re: How To Trade With Major Pairs? Question

                          Walekum Assalam Forex trading ke Business mein kam karte hue Hamen major Pyar Ke related information honi chahie because major per Hamari trade ke liye bahut jyada important hote hain Hamen major per Ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Hamen major pair Ke related complete knowledge Hasil karna chahie Forex trading Mein trading Se Pahle currency ka knowledge Jarur Hona chahie Jis trader ke pass market ki sari currency ki information Hoti Hai vah market Mein Achcha profit bhi easily hokar Hasil kar sakta hai

                          Purex main mostly currency pair currency ki ceiling aur purchase ki Jaati Hai Forex trading ke business pay Jab Ham currency pair per trading Karte Hain To Hamen carefully market Mein trading Karni chahie Hamen bilkul bhi jaldbazi nahin Karni chahie Hamesha Sab arorum ke sath trading Karni chahie Jab Ham currency pair per trading Karte Hain to is Mein Hamen USD ke dollar Eid bahut hain Forex trading ke business main Jab ham currency pair trading kar rahe ho To Hamen Kabhi index co Avid nahin karna chahie Agar Ham index Ko avoid Karenge To Hamen apni trading Mein Achcha profit Nahin Mil Sakta isliye Hamen index co avoid nahin karna chahie

                          Major currency pair Mein Ziada trading ki Jaati Hai lekin major currency pair per trading karne ke liye Achcha experience Jarur Hona chahie Agar hamare pass major currency Peer ka related Achcha experience or knowledge Nahin Hoga To Ham Bajar currency pair per Sahi tarike se trading nahin kar Payenge major pair per trading karne ke liye jaruri hai ki ham market ka analysis Karen jab tak market Karnal ise Nahin Karenge use Waqt Ka market Mein trading nahin kar Payenge isliye Hamen market ka analyses karna chahie Hamen Apne analysis ko perfect banana chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: How To Trade With Major Pairs? Question

                            Forex trading market mein major currency pairs trading karna easy hai inki movement kam hoti hai aur market mein stability jyada hoti hai isliye ham inko easily understand bhi kar sakte hain aur UN per trade bhi kar sakte hain unka analysis bhi perfect hota hai inke liye humne acchi management kar leni hoti hai agar aapko trading market mein fatal aspects ko dekhna hai to aap responsibility ke sath manage kar sakte ho aur trading kar sakte ho dear members aapane dekhna hai ki humne is market mein kaise kam Kiya aur humne kaise manage Kiya.
                            Trading members aapko maloom hai ki ham being perfect member trading market mein kam karte hain aur professional expert learning karte hain agar ham complete trading guidance ke sath kam karenge to hamen fayda hoga aur hamare liye ye UN portant ho sakta hai trading members aapane step by step demo account mein kam karte hue important studies karna hai aur market ko understand karna hai agar aap trading technique score dependently study kar lenge to aapke liye ye par effect ho jaega aur aap kahan gayab ho sakoge.
                            Is market mein humne minor trading per major trading per exotic trading pairs trading karni hai aur inke relationship ke bare mein study karna hai free type kar le sankshipt hota hai technically strong relationship fundamental relationship and negative inverted and other type of relationship to study karna hai aap ko base currency ke bare mein bhi maloom Hona chahie add court currency ke bare mein bhi aapko study Karni chahie trading market mein humne multiple trading techniques use karni hai aur gradually apni risk management strategy score improve karna hai aur apne kaun si dance ko increase karte hue humne trading karni hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: How To Trade With Major Pairs? Question

                              AOA dear friends , trading karte waqt hath trader ki yah koshish hoti hai ky vo Jis bhi currency pair per trading Karen ya commodity per trading Karen usko profit hi ho aur lost to bilkul Hi Na Ho To isliye hua major currency pairs per trading karta hai hai aur dear friends hamen bhi yah chahie ki trading karte ho is chiz ko zarur analyse karen kay hamen major pairs per kaise trading karni hai aur dear friends hamy Jo profitable currency pairs ya majour currency pairs Hain Hamein Usi par trade Lagani chahiye Taki Hamein profit Ho jyadatar members US dollars ke pair par trade Lagate Hain is main trade is wajah se Lagate Hain Kyunki in currency ke pairs par Hamein profit zyada milti hai aap dekh le ke aap ke liye kaun si currency per trade karna Jyada achha hai Jis Par trade lagakar aapko zyada profit Ho aur ziyada tar trading EURUSD pay krti hun aur meray khayal mn EURUSD sb say ziyada profit wala pair ha aur hmain zarur isko try krna chaheay. Asal mn yeh pair is vja say popular ha kyun k forex market ki dono currencies top wali hain EUR dosray jb k USD pehlay number pay to inka muqabla chalta rehta ha.forex ki market mn meray nazdik sb say acha aur profitable pair EURUSD ha aur Most profitable currency pair ya majour wo hoty hai jin k sath usd ahta hu or es lae k inki movement achi hoti hai or eski waja sy profit ka zayda chance hota hai agr hamy candle stick pattern ki knowledge hu to ham asani sy andaza kar sakty hai k risk kam lena chahye isliye friends new traders ko chahye ke currency pairs par trade karen currency pairs is best profitable bhale profit kam ata hai par loss ke chances bhi bilkul kam hojate hen isliye currency hai iss ke dosray major pairs mai gbpusd aur usdjpy be buhut achai aur profitable pair hai jin ko ham asani say analyse aur trade kar saktay hain in ke sab say bari khobi yahe hai ke ye asani say es mein movement achi hoti ha laikn mery khayal se gbpusd es se bhi ziada acha pair ha maximum traders gbpusd ko like krty haen q k es mein market ziada dair rukti ni es mein eurousd se bhi ziada

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X