Market ki sentiment ko smjhen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki sentiment ko smjhen
    Jab bhe marekt un accepted move kar rahi ho ap ko market ki movement ki samjh he na a rahi ho to asy main trade na kiya karen agar karni bhe ho to market ka sentiment ko samjha karen or market ko sentimental analisis kiya karen tabhe ap profit le paen ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki sentiment ko smjhen

    Traders jaha par market ko technical aur fundamental analysis kay base par port tarha market ko samjny ki koshish karty hey traders ko sentimental base par be samajny ki koshish karni chaye es se overall market ko samjny me aur trend ko fully follow karny me be asani hoti hay, agar traders market key sentimental base par samjny me nakem hoty hey to traders key kamyabi key chances me be kami a sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Market ki sentiment ko smjhen

      g han sahi kaha hay ap nay market ki jb hamen smjh na arehi ho to hamen chahey keh hum market ko time den kay apney movement ko sahi karey aor jb hamen ik acha trend mil jaey to hum us time main apni trades ko open kar len kun keh trend is friend aor market ki sentiment ko smjhna intihai zarori hay
      • #4 Collapse

        Re: Market ki sentiment ko smjhen

        ji bhaiyon bilkul theek bol rahe hain kyunki jab tak aap market ke bare mein nahin samjhe denge aur market ko samajhne ke bad nahin karenge aap kabhi bhi kam yad nahin ho sakte isiliye koshish karenge proper market information hasil Karen market ko dekh kar trade Karen Taki aap acche se accha profit Kama saken jab tak ka proper market information Hans nahin karenge aur proper market information hasil karne ke bad Forex trading mein Kam nahin karenge to aap kabhi bhi kam jawab nahin ho sakte isiliye market ko samjhaie market ke bare mein proper information hasil Karen aur uske bad hi trade Karen Taki aap acche se achcha profit Kama sake
        • #5 Collapse

          Re: Market ki sentiment ko smjhen

          Agar aap forex market kay sentiments ko samajh jatay hain tou aap market mein achi trading ker saktay hain aur kamyab ho saktay hain overall market ko samjhnay mein aur trend ko fully follow kernay mein bhi asaani hoti hai agar traders market kay sentimental base par samjhnay mein nakaam hotay hain tou traders kay kamyabi kay chances mein bhi kami aa sakti hai iss lye market ko samajh ker kaam kerain
          • #6 Collapse

            Re: Market ki sentiment ko smjhen

            hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna o ga pher he hum pasia ama saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mi agar lalach iban ky kam karty hain to harma loss hain hum is mi bager balance accout bana kar be kam kar sakty hain hum is mai mahnet karty ha nto hamy kmaybe hasail ho jy ge
            • #7 Collapse

              Re: Market ki sentiment ko smjhen

              Baaz aukat Hamen market ki samajh nahin aati Kyon ke halat Aise Hote Hain Jis vajah Se a market accepted move karti hai tab Hamare analyses bhi fail ho Jaate Hain Chahe vah technical analysis ho ya FIR fundamental analysis lekin Kyunki aapane trade Karni hoti hai isliye Hamen chahie ki aisi Surat Hath Mein Ham market ke sentiment ko samjhe aur ek ek candle ko analyse Karen Taki Hamen Las Na Ho
              • #8 Collapse

                Re: Market ki sentiment ko smjhen

                G Bhai Apne Sahi kaha ha q k JB ham market ko no samjhen e to ham es main trdae kese oopen kren ge ham market main trdae tb hi open kren ge JB ham es main Acha movement ko samjhne ge jb hame market I samjh nai ae hi to ham es mian kamyab v Nia ho skte Han
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki sentiment ko smjhen

                  Market ka koi pata nahin Hota yah kab kis Taraf Kaise Mota Karen lekin Kadhal kaise ho Jaate Hain Ki market ko samajhna Mushkil ho jata hai unke Naam unke 9 Jata Hai Kyunki yah analysis ko follow nahin kar rahi hoti To Aise Mein Hamen market ke sentiment ko samajhne ki jarurat hoti hai aur ek ek candle paralyze karne ki jarurat Hoti Hai tab jakar mein iski Samay Jaati Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki sentiment ko smjhen

                    Mar ki satet mint kia hy or ye kesy chek karni parti hy or kahan sy pata chalti hy or es kokesy chek karty hen or haem tred ki moving ka pata kesy chaly ga ki koi mujhy gaid kar sakta hy agar ko b hay to samny ao or mujhy gaid to karo plz m 1 new ypusar hon or forex karna chahta hon koi b hy jo meri rehnu mai kare ga k kesy post karni hy or kis post ka jb dena ch hiy or kis ka ni dena hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki sentiment ko smjhen

                      Market kay Senitiment ko Smajna Bhoat Zrori hai jab ap Market main Aona Analysis Complete karty hain toh ap ko ye Be Khyal Karna Hota hai kay aap market main Apna Analysis Or News ko Check akrny kay Sath Sath market main Sentiment ka Be Jaiza Liya Karien iss say aap ko market main Active rhny kay bary main Idea Ho ajta Hai or aap market main Best Time per Enter Or Exist kar sakty hain iss liy aap ko Chaye kay aap market main Aisa He trade kiya akrein or market ko SMajny kay Iss Baat per Ghor kiya karein kay Majority of Trader iss pair kay bary main Kiya kar rahe Hai or aisa Serf ap ko Market kay Sentimental Analysis say he maloom ho sakta Hai iss liy aap ko hamesha Dyan Rakna Chaye.
                      Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ki sentiment ko smjhen

                        Market ki sentiment ko samajhna Tamam members ke liye bahut jyada Jaruri hota hai aur bahut jyada Har Phool bhi agar aap apne friend ko open karna chahte hain aur use profitable banana Chahte Hain market Maida members ko Apna Kam active hokar karna chahie aur importantly trade market ko acche tarike se kaise karna chahie market Mein analysis ki Tamam types ko acche tarike se samajhna chahie aur samajhkar best analysis Ka istemal Karke market Mein Apne trading ko start karna chahie to bahut jyada active hokar Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ki sentiment ko smjhen

                          traders jaha par market ko technical aur fundamental evaluation kay base par port tarha marketplace ko samjny ki koshish karty hi there investors ko sentimental base par be samajny ki koshish karni chaye es se standard market ko samjny me aur trend ko fully follow karny me be asani hoti hay, agar traders marketplace key sentimental base par samjny me nakem hoty hiya to traders key kamyabi key possibilities me be kami a sakti hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ki sentiment ko smjhen

                            walaikum salam bahut hi Aham topic hai aur Rog Bada Hi Jabardast point hai agar Ham usko samajh lena aur jarurat bhi hai ki Ham isko Samjhana market mein teen Talaq analyses hote hain fundamental Iske bare mein aapko Bar Bar Bata Diya gaya hai ki yah news par depend karte hain Iske bad technical analysis Hain Jo ke sabse Jyada market Mein use hote hain aur jo third type ke analyses hai na yah Hai sentimental yah market ke sentiments hote hain ismein ek ek candle ko analyse Kiya Jata Hai Badi care se aur bade hi strong tarike se bahut hi acchi entry mil Jaati Hai market ke sentimeter ko samajhne se to Bhai ab aap na Zara Ishara cover Jo Den market ke sentiment ko Samjha Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ki sentiment ko smjhen

                              Hello everyone
                              Trading ek bht hi risky aur dangerous work h is mein ek galt qadm aur apka pora account wash apko trade lgany sy phly market ki movement ko smjhna hota h market k trend ko smjhna hota h k market kis tarf move kr ri h
                              Market ko analyze krna bht hi zarori hota h warna bht bara loss ho skta h is k liye apkk chaiye k ap indicator ko achy sy study karen movement chek karen aur dekhyn k apki trade kis traf hony chaiye buy ya sell ka faisla karen aur trade lga den

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X