Dochian Channel Indicator aur Working Strategy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dochian Channel Indicator aur Working Strategy?
    dear friends Forex mein Dochian indicator basically Forex trading mein Richard Donchian ny invent Kia Jo aik basic leading indicator hai aur Is ke kafi main purpose hen aur professional trader jo mostly long term trading krty hen un Kay Leya ye indicay bht zada useful hota Hy

    Working Strategy

    iski working strategy bahut jyada sample hai yah Kisi bhi time period ke start me lowest aur ending period Kay mostly highest range Ko identify Karta Hai jahan aap local low Kisi bhi period ke start ke a trend may aap yah entry lety hain jis mein aapko ye indentify karna hota hai is indicator Kay zariye ke aap is main long term trade mein Main kitni account balance Kay mutabik survive kar sakte hain aur Kitna aap ko is mein profit Mil Sakta Hai is ko identify karne ke liye aap ko last period ka data dekhna hota hai jis ky mutabik ap ko is mein apni trade open karte hain aur continously is ko observe karne ke bad aik highest point per close Karte Hain is mein supprort and resistance ki bahut zada important hoti hai aap ko Hamesha support or resistance level ke mutabik working karna Hoti Hai lowest support per agar aap trade open Karenge to highest resistance se pahly aap apna take profit ka use karte hue apni trade ko close kar sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	images (7) (17).jpeg
Views:	1
Size:	32.2 کلوبائٹ
ID:	12470092
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dochian Channel Indicator aur Working Strategy?

    Yes. Forex ma bhot sary indicator hain jo trader ko signal provide karty hain. Trader ki na serf market ma trade opening ma help karty hain balky ye trader ko stop loss or take profit set karny ma b madad karty hain. Jo trader en signal ko prefer ni karta wo kbi kamyab ni hota. Forex trading ma trader ko but blindly b kisi indicator ko follow ni karna chahe kiu k ye aksar fake signal generate karty hain or en signals sy trader ko bhot mushkilat ka samna karna parh sakta hai. Es topic ma ham donchain channel indicator ko further discuss karyn gy.

    Donchain channel indicator and its working. Donchain pattern indicator ma tradet break out par trade karty hain. Jb market upper band k above sy break ho to tradet ko buy ki trade ko open karna chahe. Es time par trader ko sell ki trade open ni karni chahe es sy tradet ko nuksan ho sakta hai. Secondly jb price lower band sy below sy break kary to trader ko es time pey trader ko sell ki trade ko open karna chahe. Forex trading ma jo trader indicator ko blindly follow karty hain wo nakam hoty hain so traders ko chahe k wo ik time par 2 ya 2 sy zayada indicators ko conjuction ma use karyn.

    Precautions. Es pattern karny sy he behtar signal ko hasil kar sakyn gy. Donchain pattern indicator es base par work karta hai k market low volatility sy high volatility ki taraf move karti hai or es base par he trader ko b apni trades ko manage karna chahe. Ye indicator 2 line ko represent karta hai ik upper line ko or ik lower line ko tb he trader ko market ki current movement k hesab sy trade ko open karny ka pata chalta hai. Agr trader asa ni karyn gy to kamyabi hasil ni kae payn gy. .
    • #3 Collapse

      Re: Dochian Channel Indicator aur Working Strategy?

      Donchian channel indicator ka use har pair aur time frame main kia ja sakta hay laikin iski valadity usi waqat confirm hoti hay jab trader iskay through break out ka wait kary aur channel ki strength main trade kary yani trend kay mutabiq trade kary.

      Uses of donchian channel indicator.
      Is indicator ka use karny aur is say faida uthany kay liye trader further break out ka wait karta hay. Yahan 3 lines yani bands hoty hain aur jab uper waly band ko trend break karta hay to iska matlab hota hay keh ab buy ki trade ki possibility hay. Isi tarah jab lower band main break out aye to trend mazeed down ana shuru ho jata hay aur is tarah trader yahan sell ki trade bhi kar sakta hay.

      Trading strategy.
      Donchian channel strategy main bands ko ham adjust karty hain. Is main ham jitny periods select karty hain un main say lower low aur higher high ko mark kia jata hay. Is ka use moving average kay sath kia ja sakta hay. Is tarah ham isko moving average kay sath use karty huye crossover ko bhi use karty hain aur is hisab say trading strategy manage karty hain.

      Calculation of donchian channel.
      Donchian channel ki calculation bahut asan hay. Iski calculation kay liye hamain pehly number of periods ko select karna hota hay. Jab ham periods select kar lain to phir is main higher and lower points ko mark karty hain. Jab ye calculations mukamal ho jaye to isko chart per plot kar dia jata hay. Is tarah ham is calculations ki madad say mazeed trading techniques use kar sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Dochian Channel Indicator aur Working Strategy?

        dear friend, forex ma hm donchian channels ko market ki volatility, breakouts aur potential overbought ya oversold conditions ko janchnay k liay use kartay hain, in ma moving average ki calculations kar k three lines generate ki jati hain, jin k zariay upper, lower aur medium range ya band bntay hain, upper aur lower band k darmian walay area ko donchian channel kaha jata ha, middle band perticular periods ki higher high aur lower lows ki average calculate karta ha,

        Donchian channels perticular time periods ki current prices aur trading ranges k relationship ko identify karta ha aur us k result ma hmain three values ki surat ma aik visual map provide karta ha, jo bollinger bands k similar hotay hain, jis sa hmain selected period ki bullishness ya bearishness ka pata chalta ha, in ma top line hmain bullish moment ko identify kartay hain aur us period ki high price ki nishandahi karti ha, centre line perticular period ma reversion ka btati hain aur lower line period ki lowest price ko show kar k bearish moment ko identify karti hain,

        Donchian channels ko use kar k trading karnay k liay hmain proper learning aur knoweldge hona chaiay ta k hm profitable trade kar sakain, trade ma entry k liay hmain first line k above highest point par sell ki trade karni chaiay aur lower line k below lowest price ki janch kar k buy ki trade set karni chaiay, ye channels market ki current conditions k baray ma proper information nhi daitay aur kafi false signal b generate kartay hain lihaza hmain soch samajh kar aur confirmation k bad trading karni chaiay
        • #5 Collapse

          Re: Dochian Channel Indicator aur Working Strategy?

          Forex trading members real trading indicators to understand karna difficult hota hai aapko focus apna latest trading indicators jo aapko free metatrader 4 mein available hai unko study karo. digiana trading indicator best hai lekin aapko is main study karne ke liye jaaye aise indicator ko focus karna chahie jo aapko free mein available hain aur metatrader 4 terminal mein available hai unko use Karke aap reading ke liye trading members aapko Forex trading market mein step by step UN indicators ko understand karna chahie metatrader 4 terminal main aapko freely available hain aur vah aap use Karke complete study kar sakte ho. Aapko trading ke liye general knowledge be discuss karna chahie aur apni independent trading strategies bhi banani chahie.
          agar aap apna focus learning pe rakhenge order no account mein practice karenge just demo account mein practice hi aapke kam aur sakti hai aur aap counting news li sakte aasan kar sakte ho adding market mein metatrader 4 terminal ke andar aap indicators ko use kar sakte ho Jo usi latest bhi hai.
          market trading market mein triangle trend line rectangular parallel lines aur aise indicators and breeding pairs ko discuss Karen Jo minor trading payal se Hain major trading kiya hai aur strong positive correlated strong negative correlated trading theirs and produce kasht Karen Forex trading market mein apni complete study ko continue working jab tak aap expert trading member nahi bante aapko demo account leave nahin karna chahie demo account mein bahut Sare members professional hand expertrating mein per ban jaate Hain aur FIR apna profit earning start kar dete Hain double profit and triple trading profit ko grooming ke sath aap enjoy karen aur trading market mein study karte hue aage badhate jaenge aap time to time apni strategic change karna aur unko improve karna hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Dochian Channel Indicator aur Working Strategy?

            Assalam o Alaikum g dear, Forex me Dochian Channel indicator ko zeyda ehmeyat hi nahi deta es ki 1 waja to ye hay key economic news kesi be technical analysis ko fail kar sakta hay hamy market news par hi depend karna ho ga, koi be indicator profitable signals nahi de sakta hay magar moving average ya market oversold aur over brought, RSI, jo be indicator ho signals calculation se hi provide karty hey magar hamary ley economic calendar se behtar aur koi be indicator nahi ho sakta hay jes me real time me different events ki waja se hamy buying selling ideas mil sakty hey quality hoti hai but dost main aapko batata chalon koi bhi indicator leading ni hota balkay had indicator lagging hai air yeah khud market ko follow kartay hain is liye humainmarkeet ko khud analyse karnan chaye ta k exeact entry poi t say hun trade laga sakain PR agar in sub indicator main say say best ki BT karain to to moving average say koi bhi best ni hai q k is main trend ka andaza laganan bht easy ho jata hai air is k zariye him easily trend ko identify kar Sakta hain air jub trend main trade lagaye jaati hai to maximum profit hi hota hai indicator use hoty hain kuch middle aur kuch high level k hoty hain istrah apple bhi 1 market indicator ha jo normal ya moving value hoti ha us k ooper ya neechy aany ki indication deta ha agr moving value se ooper jy tu ye buy ki indication deta ha istrah agr moving value se neechy ay tu sell ki option ya indication deta ha market ma aur bahut se istrah k indicator hain jin ka maqsad bhi yehi indication dena ha ta k kisi kism k nuqsan se bcha ja sky
            • #7 Collapse

              Re: Dochian Channel Indicator aur Working Strategy?

              Market mein bahut se indicators maujud Hote Hain aur indicator ko market Mein use karna bhi Jaruri hota hai market Mein indicators bahut jyada importance rakhte Hain indicators kabhi bhi sim Nahin ho sakte market Mein maujud indicator Hamesha Ek dusre se different Hote Hain aur yah indicators Hamen Hamesha different information provide karte hain Jin ki madad se market Mein trade Lagana Hamare liye bahut easy ho jata hai ISI Tarah dochain channel indicator Ek bahut hi Achcha indicator hai yah bahut hi useful indicator hai aur is ko istemal karna Kisi Humse trader Ki Baat Nahin isko Hamesha professional trader Jyada profit Hasil karne ke liye istemal karte hain indicators ko use karne ke different tarike Hote Hain different indicators different trade Mein use kiye Jaate Hain professional trader be is use Waqt istemal Karte Hain Jab vo long term trading Karte Hain is indicator ko Kabhi short term trading ke liye istemal nahin kiya Ja Sakta Agar Ham is ko short term trading ke liye istemal Karenge to ho sakta hai Hamen is Mein loss ho jaaye

              Market Mein different strategies bhi maujud hoti hai aur yah strategies bhi market Mein trade open karne mein Hamari bahut jyada help Karti Hain strategies ka knowledge trader ke pass Hona chahie Kyunki different strategies Hamesha different trade Mein use ki Jaati Hai aur indicators ki strategies ko use karne ke bich different tarike Hote Hain ISI Tarah working se strategies Ko Agar Ham Apne trade Mein apply Karte Hain To isase Ham market Mein Ek acchi trade Laga sakte hain aur apni trade mein jyada work kar sakte hain Jise ham Ek professional trader bhi ban sakte hain aur acchi earning bhi Hasil kar sakte hain Hamen apni trade Mein Kabhi Bhi same strategies Ko istemal Nahin Karna chahie Hamen Hamesha different strategies ko use karna chahie different strategies ko apni trade Mein apply Karke Ham Apne knowledge ko bhi increase kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Dochian Channel Indicator aur Working Strategy?

                Walekum assalam to all Forex member market Mein different type ke indicator Paye Jaate Hain market Mein indicator bahut jyada importance rakhte Hain in indicator ki madad se Ham market Mein Ek successful trader Ban sakte hain Hamen in Tamam indicator ko understand karna chahie Jab Hamen main indicator ko acche tarike se understand kar lenge To Ham in indicator ko aasani se apni trading Mein istemal Karke apni trading Mein Achcha benefit Hasil kar sakte hain aur apne is business Mein long time ke liye bhi kam kar sakte hai

                Do Chine channel indicator Ek best indicator hai indicator Forex trading ke Business mein bahut jyada Ahmeyat Ka hamil hai market Mein maujud Tamam indicator Ek dusre se bahut jyada different Hote Hain deochanin channel indicator time period ki current price aur trading range ki relationship ko identify karta hai Forex Mein Ham dohain channel ko market ki voliity overbought or oversold ki condition ko jaan ne ke liye use karte hain dochin channel indicator ko market Mein use karne ke liye Hamen dochain channel indicator ke related knowledge or experience bhi Hona chahie market Mein different type ki strategy Pai Jaati Hai yah strategy Hamari trading ke liye bahut jyada important hoti hai Hamen in strategy ko clearly understand karna chahie different strategy Hamesha different trading Mein use ki Jaati Hain

                Hamen in strategy ko acchi Tarah Se understand karna chahie aur in Kerala complete information Hasil Karni chahie Jab Ham in strategy ko acchi Taraha se samajh Le aur in ke related complete information Hasil Kar Le To Hamen in strategy ko apni trading Mein apply karna chahie because aap Humse strategy ko apni trading Mein apply Karte Hain To Hamen apni trading Mein Hamesha Achcha result hi Milta Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Dochian Channel Indicator aur Working Strategy?

                  Market Mein different indicator maujud hote hain ya indicator Hamari Tarah Ke Liye bahut jyada helpful Hote Hain Ham in indicator ki help se market Mein acche tarike se trade Laga sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain abhi Jis indicator ke bare mein Achcha knowledge Jo Hamen use indicator karne trade main use karna chahie Hamen kabhi bhi indicator ko apni trade Mein ignore nahin karna chahie is ham Achcha profit Haasil Nahin kar sakte market Mein indicator Hamen signal provide karte hain indicator ki help se Ham market ko acche tarike se samajh sakte hain

                  Dochian channel indicator trader Breakout per trade Karte Hain Jabong market up trend se break ho jaaye to trader ko buy ki trade open Karni chahie tradr ko Hamesha Soch samajhkar market Mein trade open karne chahie ismein sell ki trade open Nahin Karni chahie isase Hamen trade mein nuksan ho sakta hai trader 2 Ya 2 Se Jyada indicator dochian Mein use Karen market is Mein High volatility se Low ki taraf Move karti hai market Mein sports or resistance level bahut jyada important Hota Hai Hamen Hamesha sports or resistance level ke mutabik market Mein work karna hota hai market Mein trade Lagate Hue Hamen Hamesha acchi strategi ko use karna chahie

                  Strategy ki help se Ham market Mein acche tarike se trade Laga sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamesha strategy ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Is jahan market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte aur Achcha profit Hasil kar sakte hain working strategy bahut jyada simple hoti hai trading strategy main moving average ka use Kiya jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Dochian Channel Indicator aur Working Strategy?

                    dochian channel indecators working ka use zada tar hamain pillar not hear of surat count incident therefore kerna chahiay Walaikum salam bad plan Apne accommodation foul struggle admissible roughly continually achi insights respect ki hai aur yah bahut welcome faydemand ho Hindu creator hai requite repulsive area is advertisement center ke andar ose Waqt Banta Hai Onslaught broadside center thoda zeal in life kin affinity ke andar air Kar Ke Strength ki taraf Aakar U considerate Banakar Upar ki taraf fake karti hai ya Ek girl Feigning hota hai aur Agar Overwrought ismein busy hain aur exaggerated publicity center with unimportant holds barred trust kar rahe hain To Exaggerated isase fayda Utha sakte hain aur ek acchi addition Laga sakte hain is car-card center ke andar Aur Bhi bahut jyada compact bante Hain false inform of claim ,traitorous despicable fray hota hai aur ismein aur bhi bahut jyada unsparing light hoti hain Agar hamare byskip Unka realities hai ki vah Kis Tarah Se complying deal name ke andar factory oney-making gadget and the motion of objects and expectations would not store, thusly, charges brawniness too too in tion Dhyan Typescript to the max acche tarike se samajh bhi Lenge aur Apna Kam aur orttering hote hae to hamen bhe cahiye ke divulge apne posts amongst unite pine forge dene ke koshish kiya Tibeto-Burman prattle is nude smarting circuit minute provides karen ge on he to gossip is ask acha materials plan kar saken ge or acha cheer bhe hasil kar saken ge bas is waja se hamne bhe cahiye ke hubbub kabhe bhe is straightforward himmat Na hara karen balke hamne cahiye ke disclose is invoice mehnat karte raha karen babble is liability jitne bhe zayada mehnat karen ge hamare liye utna he faida mand hota hae or is tarah se he to jibber-jabber is saturate kamayb ho sakte hain bas hamne kabhe bhe dil nhe harna cahiye hamen apne kam ko karte rehna cahiye blurt out is all of a add up to link mehnat jitne bhe zayada karte hain babble is direct blame utna he kamayb ho jate hain to bas dil se acha kam karen kabhe bhe is undressed himmat na haren jo paperback is invoice himmat har jate hain wohe to is entirety yoke nakam hote hain or yeh bhe nakami ke waja hote hae ke chatter is simple himmat
                    • #11 Collapse

                      Re: Dochian Channel Indicator aur Working Strategy?

                      AOA dear friends , forest reading mein bahut sari kismen ke patrons paye jaate Hain Jin ko traders apni trading karne ke liye istemal kar rahe hote Hain dear friends yah pattern Forex mein bahut hi ahmiyat ke Hamil hote Hain aur ine petrons ki hi madad se profitable trading ki ja sakti hai audio friends in patterns mein se ek pata hota hai jisko Dochian Channel Indicator pattren kahate Hain is pattern ko market mein trading karne ke liye istemal Kiya jata hai aur isko Richard Dochian nay mutarif karwaya tha yah indicator tab banta hai Jab aap ek ine candle ki haigh trend mein higi aur low trend mein low price ka analyse karte Hain last periods mein aur ismein ek area choose kar liya jata hai Jo kay high aur low key darmiyaan mein hota hai aur yah har trading platform per aap ko bahut aasani se Mil jaega dear fresh members hamen forex tading karne ke liye har Tarah ke patterns aur indicators ka bahut hi acchi tarike se pata Hona chahie jisse aap ek profitable trading karne mein kamyab ho sake Indicators types ki agar bat ki jaye aur es ki searching ki jaye to bahot se indicators hamary samny asakty hey magar at a time ham ne kesi 1 ya 2 indicators ko use karna hota hay, indicators ko use karny se pehly indicator me ye khasoosiyat hona zarori hey,
                      1. Trend following tool: indicator me ye khubi honi chaye key wo trend following ka indication kesi be time frame me de saky, moving average indicator trend ko follow karny me batter samja jata hay.
                      2. Trend conformation tool: indicator me second important quality ye honi chaye key wo trend ki conformation every time frame me de saky, trend ki conformation MACD indicator zeyda batter result de sakta hay ,trading karne ke liye aap Koi sabhi indicator ya pattern istemal Karen aapko uske bare mein Janna bahut jaruri hota hai uski importance kya hai aur is waqt kis indicator ko istemal karna chahie aapko is baat ka bhi andha Hona chahie tha ki aap ek sahi tarike se trading kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Dochian Channel Indicator aur Working Strategy?

                        Dochain channel index indicator related aapane bahut hi unique post Hamare Sath sher ki hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein different important indicators ki steadicam complete Karte Hain To ismein Humko bahut jyada advantages milane ke chances ho sakte hain dear jab aap is market Mein successful Hona Chahte Hain To aapko different important indicators ki complete learning Hasil karna chahie otherwise aapke liye bahut problem ho sakte hain aur aap market Mein successful Nahin ho sakte.

                        Dochain channel index indicator se related Jab aap apni study complete kar rahe hote hain to usko learn karna bahut hi Aasan hota hai dear yah important indicator of Kisi bhi time frame Mein properly istemal kar sakte hain aur iski basis per aap short term trading aur long term trading kar sakte hain no doubt yah Ek bahut hi famous leading indicator hai jo aapko market ke trend se related perfect analysis share karta hai aur aapki trading co profitable Banane mein bahut jyada helpful ho sakta hai.

                        Dear jab aap is indicator ko properly learn karte hain to ismein aapko support level aur resistance level se apni learning complete Karni hoti hai aur Market main aapko highest level aur lowest level se related bhi complete information honi chahie jo aapki trading ko profitable Banane Mein aapki bahut jyada help kar sakti hai no doubt Jab aap market Mein is indicator ki proper learning karte hain to aapko best results produce karne mein bahut help mil sakti hai aur aap Forex trading mein bahut jyada successful ho sakte hain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Dochian Channel Indicator aur Working Strategy?

                          dochian channel indecators working ka use zada tar hamain pillar not hear of surat count incident therefore kerna chahiay Walaikum salam bad plan Apne lodging foul war admissible roughly usually achi insights respect ki hai aur yah bahut welcome faydemand ho Hindu writer hai requite repulsive area is commercial center ke andar ose Waqt Banta Hai Onslaught broadside center thoda zeal in life family affinity ke andar air Kar Ke energy ki taraf Aakar U thoughtful Banakar Upar ki taraf fake karti hai ya Ek lady Feigning hota hai aur Agar Overwrought ismein busy hain aur exaggerated publicity center with unimportant holds barred agree with kar rahe hain To Exaggerated isase fayda Utha sakte hain aur ek acchi addition Laga sakte hain is automobile-card middle ke andar Aur Bhi bahut jyada compact bante Hain fake tell of claim ,traitorous despicable fray hota hai aur ismein aur bhi bahut jyada unsparing light hoti hain Agar hamare byskip Unka realities hai ki vah Kis Tarah Se complying deal name ke andar manufacturing unit oney-making system and the movement of gadgets and expectancies would not keep, thusly, charges brawniness too too in tion Dhyan Typescript to the max acche tarike se samajh bhi Lenge aur Apna Kam aur orttering hote hae to hamen bhe cahiye ke divulge apne posts amongst unite pine forge dene ke koshish kiya Tibeto-Burman prattle is nude smarting circuit minute offers karen ge on he to gossip is ask acha materials plan kar saken ge or acha cheer bhe hasil kar saken ge bas is waja se hamne bhe cahiye ke hubbub kabhe bhe is easy himmat Na hara karen balke hamne cahiye ke disclose is bill mehnat karte raha karen babble is legal responsibility jitne bhe zayada mehnat karen ge hamare liye utna he faida mand hota hae or is tarah se he to jibber-jabber is saturate kamayb ho sakte hain bas hamne kabhe bhe dil nhe harna cahiye hamen apne kam ko karte rehna cahiye blurt out is all of a add up to hyperlink mehnat jitne bhe zayada karte hain babble is direct blame utna he kamayb ho jate hain to bas dil se acha kam karen kabhe bhe is undressed himmat na haren jo paperback is bill himmat har jate hain wohe to is entirety yoke nakam hote hain or yeh bhe nakami ke waja hote hae ke chatter is simple himmat

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X