Spelling Mistakes Na Kren.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spelling Mistakes Na Kren.
    AoA dear members bhaot se log ye baten kr rhy hen k hmari posts delete ho jati hen ya us qisam ka bonus ni milta jitni unko bonus milny ki umeed hoti hy un sb ko men btata chalun k iski sb se bari wjha hmari posts men wording ki miss spelling ya wrong spelling hy q k agr hm bhaot e achy topic pe bat kr rhy hun mgr hmary spelling mistakes hun to logon ko us posts ki smjh ni aygi aur log us posts pe apny review ni dy skengy jis se hmari post ignore hogi ya delete kr di jayegi aur uski wjha se hmen kch bonus hasil ni hoga is liye hamesha posts aram se kren jald bazi men hamesha miss spellings ho jati hen aur words sai ni likhy jaty.
    imranhaider
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spelling Mistakes Na Kren.

    Salam dear member
    G ap ny bilkul saiii kaha ha ky spelling mistake nh karni chye q ky jab hum spelling mistake karty hn tu hamari posting dell kar di jaty ha hum jo itni mehnat karty hn likhny ma us ky sath ak mint laga ky agr hum spelling ko repeat kar lyn tu is sy hamari posting dell hony sy bach sakty ha or hamay loss nh ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Spelling Mistakes Na Kren.

      dear friend forex forum k tmam memberan ko chayay k woh spelling mistakes sa avoide krna chayay keun k spelling mistskes sa posting ki quality achhi naen rehti isliay apko chayay k post ko submit krnay sa pehlay post ko achhi trh read kren aur spelling mistakes ko door kr k submit kren
      • #4 Collapse

        Re: Spelling Mistakes Na Kren.

        Assalamu Alaikum Forex members Dosto Hamen postal threats ko Jarur check karna chahie Hamen spelling mistakes to avoid nahin karna chahie spelling mistakes Nahin Karni chahie Mujhko Karke Humko apni is mistakes tab bhi sab Mein tabhi submit karvana chahie Taki ham Kamyab Hoon
        • #5 Collapse

          Re: Spelling Mistakes Na Kren.

          G han apki bat bilkal thek hy humen spelling mistakes nhi krni krni chaean jo log ziyada spelling mistakes krty hen un ki posts delete ho jati hen liye humen chaea k hum apni mistakes ko cover kren bar bar repeat na kren or apni post ko quality voice acha bnaen or imformetive bnaen tb e hum kamyab ho skty hen or acha profit hasil kr skty hen
          • #6 Collapse

            Re: Spelling Mistakes Na Kren.

            Gi bilkul apki bat bilkul thek ha Forex ma koi bhi posting ya thread karna sa pahla haman is bat ka khayal rakhna chahiya ka koi bhi mistake na karan balka achi sa achi quality ka kam karan kunka mistakes wali posts or threads ko koi value nahin di jati asi posts ko delete kar diya jata ha so thats why haman koshish karni chahiya achi sa achi quality ka kam karan wo bhi mistake free kunka isa haman zyada acha bonus milta ha
            • #7 Collapse

              Re: Spelling Mistakes Na Kren.

              Forum pay members nay posts kerni hoti hain aur posts bhi Roman urdu mai he kerni hoti hain aur iss kay elawa forum pay members ko koi aur task to nahi hota hai jiss ka bonus diya jata hai. Forum members ko apni posts aur threads mai spelling ko control ker kay he faida ho sakta hai. Jo members posts aur threads mai mistakes kertay hain unhain iss baat ko zehan mai rakhna chaiye kay unn ki posts aur threads ka delete hona ya bonus ka na milna isi wajah say hota hai kay unn ki posts aur threads mai spelling mistakes hoti hain ya phir Grammer mistakes hoti hain. Bohat say members ki posts aur threads ki to samajh he nahi aati kay unhoo nay kia likha hai ya kia kehnay ki koshish ki hai aur issi wajah say unn kay threads aur posts delete bhi hoti hain
              • #8 Collapse

                Re: Spelling Mistakes Na Kren.

                G bhai sai bat ki hy apne hamen chahye k spellings ki mistakes na kren aur hemen spellings ki mistakes ko bar bar duhrana bhi nahi chahye q k jab tak ham mistakes krty rhen gy tab tak hemen bahut ziada takleef bhu huti rhy gi is liye jab bhi work kren tu mistakes na kren aur apni khamion aur kotahion ko ignore krna chahye is liye
                • #9 Collapse

                  Re: Spelling Mistakes Na Kren.

                  Asslam o alikum agr ham forex ma acha bonus hasil krna chahty han to hmay chhaiy k ham apni mistakes ko control kry or apni post ki quality ko acha kry hmay chhaiy k ham zyada sy zyada demo account py practice kry jitni zyada ham demo account py practice kry gy aik to hmari mistakes kam ho jay gi or dosri trah hmara knowledge or experience bhi bhar jay ga or ham is trah apni post ki quality ko acha kr sky gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Spelling Mistakes Na Kren.

                    Assalam-o-Alaikum to all forex Members umeed karta hun Ap sab friends khariyat say hon gay.
                    G Han Jab b likhy yah zaroor check karin k Ap Spelling may Mistake tu nai kar rhy..

                    Zeyada tar Mistakes Wahan hoti hai jab Ap ka Mind Kahin or ho yah Phr Ap Voice Massage likh rhy ho..

                    Voice Message May Main Problem yah b hai k Ap kuch kahty hain wo kuch likh dyta hai..

                    Kabi spelling aagay peechay Ho jaty hain tu kabi kuch Ho jaty hain.. es lya khud likhy or Phr Check karin..Shukairya
                    • #11 Collapse

                      Re: Spelling Mistakes Na Kren.

                      agar aap Forex trading mein spelling mistake karenge to aapki post ki quality kabhi bhi acchi nahin hogi aur aapko Forex trading mein jo bonus Diya jata hai vah aapki ko uski quality par depend karta hai jitni acchi aapki post ki quality hogi aapko itna hi achcha bonus milega isiliye koshish karenge jyada Se jyada market information hasil Karen aur apni post ki quality ko improve Karen aur aap jo bhi post Karen usmein koshish karen ki ek dafa vah usko post karne se pahle check karne agar koi spelling mistake ho to usko dur karne ke upay agar aap spelling mistake karenge to say aapki post ki quality improve nahin hogi aur jis vajah Se aapko bonus bhi achcha nahin milega
                      • #12 Collapse

                        Re: Spelling Mistakes Na Kren.

                        Ji han doston Agar Ham Chahte Hain Ki Hamari koi bhi post delete Na Ho To Hamen chahie ki Ham Apne spellings ki mistake ko theek Karen Kyunki Jab Hamare spelling mistake hote hain to uski vajah se Hamari post kharab ho Jaati Hai isliye koshish Kiya Karen ki Aap Jo Bhi post create Karen Mahadev spelling ki mistake na hone De
                        • #13 Collapse

                          Re: Spelling Mistakes Na Kren.

                          Dear forex members forex trading may haumay hamesha apni learning aur information ko increase kartay hoye haumay trading may kaam karna chahiye aur jab haumay apni abilities aur skills pay bharosa hoga tou hamari learning aur information bhi increase hogi aur phir automatically hamari posts mistakes bhi thori hogi Kyu Kay Jab haumay trading say related knowledge aur learning nai hoti hay aur haum forex main kisi contest main ya bonus hasal Karney Kay liye posting kartay hay to hamari posting main bohaut zayada spelling mistakes hoti hay jiss ki waja say haum proper apna problem show nai kar saktay hay iss liye haumay hamesha apni learning aur information ko increase kartay hoye trading karni chahiye forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Spelling Mistakes Na Kren.

                            Assalam o alaikum tamam members ko chahie ki Pakistan Forex form mein jab aap posting karte Hain to aap ko ya khyal karna hoga ki aap ne kabhi bhi mistakes nahin karni koshish karen ki aap ki spellings theek hun reply dene mein jaldi na Karen aap Jo posting karte hain ya aap threads ke reply karte hain to aap ki mistakes nahin honi chahie un main aapka experience hona chahie aap apne experience ko mad-e-nazar rakh kar replies Karen agar aap focus hokar kam karte hain aur spelling mistakes nahin karte to definitely aapko acha bonus mil jata hai. Agar aap ki spelling mistakes hoti hain to dusre members ko aapki baat samajh hi nahin aae gi k aap kya kahana chahte Hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Spelling Mistakes Na Kren.

                              yah doston Forex forum per agar aap kamyabi chahte Hain to spelling ki mistake na Karen kyunki jitni jyada aap ki mistake sungi utna hi aapko kam bonus milega aur is form ka maksad hi yahi hai ki aap knowledge ek dusre member ko share Karen Taki jyada se jyada members Forex ka knowledge hasil kar saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X