acha or bet work he hmari success haai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: acha or bet work he hmari success haai

    Hamen se business Mein Hamesha aapane kam ko acche tarike se karna chahie aur ek Kamyab trader banne ki koshish Karni chahie Hamen Hamesha ji kamyabi ke sath is business Mein kam karna chahie Jab Ham acchi kamyabi Hasil Karenge aur apne kam ko acche tarike se Karenge tamiz Vishesh Koi profitable business bana sakte hain Hamen is Vishesh ke rules ko acche tarike se follow karna chahie Forex trading ke rules change ho chuke hain Hamen rules ko Palan karte hue kam karna chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: acha or bet work he hmari success haai

      Assalamu Alaikum Forex member Main Karti hun kya aap log bilkul khairiyat se Honge aur apne kam ke man Bari ke sath Ranjhan de rahe Honge member bilkul sahi kaha aap Logon Ne ki aur best work Hamari success ham log Jitna Achcha work Karenge Apne Karm ke man Bari ke sath Karenge Delhi vaise 50 post Karenge Apna takat daily ka target ki Karenge tab jakar Kamyab Ho Payenge aur macha Prasad bhi nahin hoga
      • #18 Collapse

        Re: acha or bet work he hmari success haai

        G haan dear hum acha bed work se hi hamara experince hota hai hum bahut kuch seekhty hain jis se hamin kaafi tajrba hota hai agar business main acha aur bed na ho ho to banda aik acha business man nahi ban sakta is lie hamin agar los b hojaye to hamain sabar karna chahiye aur apne kaam main mehnat karni chaihye ......
        • #19 Collapse

          Re: acha or bet work he hmari success haai

          Achcha aur best work hi Hamari success Hai Doston Jitna achha work Kiya Jaate Hain Hamari Kamyab ekantika Nath utani hi jyada Hote Hain Kyunki Maine Se Hi husband hai aur main se kam yah kya milati hain Jis ped Mein Bhi Koi worker kam Karte Hain Jab tak vah best Kam Nahin Karta uska reward Nahin Milta acche Kaam Ki Har Tarif ki jaati hai aur Achcha kam Usi Surat mein ho sakta hai Jab knowledge experience and focus ke sath usko kiya jaaye Forex main bhi aise hi hai ki posting kar rahe hain to focus ke sath experience ke sath Malik ke sath karen to vah posting quality ki hoti hain trading per bhi aap focus rakhte Hain experience aur Nali se market Ketan ko samajhte hain aur post-trade Karte Hain To aap Kamyab rahte hain
          • #20 Collapse

            Re: acha or bet work he hmari success haai

            Ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari baat ki hai main aapke pass a gaye ok Achcha work aur best work Hamari success Hai Jitna Jyada Ham Achcha kam Aur mehnat Ke Sath kam Karenge utna hi jyada Hamen Achcha bonus Aise log aur jab Hamesha borosil Hota Hai To Ham Mujhse acchi profit ko bhi Hasil kar sakte hain isliye Achcha kam Kya Karen Taki aapko Achcha banasur aur jab aapko Achcha bonus Hota Hai To Ham use sweet sweet Karke acche profit ko bhi Hasil kar sakte hain thank you so much my dear Forex member
            • #21 Collapse

              Re: acha or bet work he hmari success haai

              Hm g achy aur best work sy hi hmari permotion hoti h jb hum koi achaa kam krty hain to Dil ko Khushi hoti h aur uska faida bhi hota hai aur jb hum koi kam acha nae krty to us mn hamain loss ho ga qn k us mn hamara interest hi nae tha es liye hamain chahiye k hum forex mn apny kam ko achy sy achaa aur best bnayain
              • #22 Collapse

                Re: acha or bet work he hmari success haai

                Achcha aur best work Hamari success hoti hai agar Ham is Vishesh Mein kam Karke jaldi success Hasil karna chahte hain aur Iske jariya se apni life ki Tamam needs ko pura karna chahte hain To Hamen is market Mein kam karte hue bahut jyada active Rahana Hoga aur careful on kar Apna Kam karna hoga Kabhi Apne kam ko Hamen jaldbazi mein nahin karna hoga na emotional hokar karna hoga Apne emotions ko control Karke Jo members Apna Kam karte hain aur apne kam mein jyada Se Jyada hard work Karte Hain To vah members Apne kam Mein Kabhi Na Kam Nahin Ho table ke vah apne kam hai Hamesha Kamyab Ho Jaate Hain
                • #23 Collapse

                  Re: acha or bet work he hmari success haai

                  Assalam u Alaikum dear members umeed Karta hn ap sab kheriyat sy hon gy G bilkul thek kaha h forex main kamyab wohe members hoty hain Jo mehnat or lagan sy kàam Karna janty Hain wo sab sy phly ziyada sy ziyada learning or parctice karty hain apny seniors ko follow karty hai or APny knowledge ko increase karty hain
                  • #24 Collapse

                    Re: acha or bet work he hmari success haai

                    Asslam-o-alikum umeed hai aap sub forex members khaireyat se hon ge' g han dosto accha our best work he hamari success hai hamin pakistan forex forum main accha kam karna hai iss k leye hamin apne mahnat ko khatir khaw rakhna hai thanks
                    • #25 Collapse

                      Re: acha or bet work he hmari success haai

                      G han piyary bhai ap ny sahi bat ki hai acha work he asal mai hamari sucess hai es mai ap jitna ziada acha kaam karty hain utna ziada ap ko kamyabi hasil hoti hai kiyun best work sy he achai success milte hai ap jitna ziada work kar lain kab tak ap rules ky mutabiq quality work nhi karen gay ap kabhi bhi kamyab nhi hn gay es liye acha work karen or kamyabi hasil karenn
                      • #26 Collapse

                        Re: acha or bet work he hmari success haai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainabBaloch پيغام ديکھيے
                        agar humain success gain kurni hai to es kay liye humain achaa km kurna ho gaaaa
                        Assalam o Alaikum dear forex member achi post share kii hy apny achi mehnt hii achi succes ki waja hy
                        • #27 Collapse

                          Re: acha or bet work he hmari success haai

                          Ji bilkul bhai achcha batawa ke hamari kami abhi agar Ham kamyab hona chahte Hain to hamen achcha kam karna hoga aur battery tarike se handle karna hoga agar aisa nahin karte to Ham kabhi bhi kam hai aap nahin ho sakte hamen khud ko kabhi nahin aur ham
                          • #28 Collapse

                            Re: acha or bet work he hmari success haai

                            Asalam.o.alikum dear forex members g apki baat bilkol theak hy acha or best work hi hmari success hy pakistan forex forum py job karty hoey apny work ko quality wala or informative banana ho ga jis sy dosry forex members ki knowledge main izafa ho jis sy wo apko thanks ki sorat main acha responce dain gy or forex forum apko bohat acha bonus dy ga jis sy ap trade laga kar bohat acha profit hasil kar sakty hain es leay hamy best work karna chahiey jis sy hami forex pr success hasil ho gi
                            • #29 Collapse

                              Re: acha or bet work he hmari success haai

                              Yah bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Forex Mein kamyabi acche aur best work se milati hai isliye Hamen Zyada Se Zyada Forex per quality work karne ki koshish Karni chahie aur Forex per quality work share karne ke liye hamare pass Forex ka knowledge Hona chahie isliye sabse pahle Hamen Forex Ka Na Lage Hasil karna chahie Uske bad apni trade co Forex rule ke mutabik open Karni chahie aur Hamesha Forex per quality work share karne ki koshish Karni chahie tabhi Ham 4x Mein kamyabi Hasil kar sakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Acha Aur Behtar Kaam: Hamari Kamiyabi Ki Pehchan

                                1. Iqbal Ki Ahmiyat


                                Aaj kal ke muasharti dor mein, har shakhs apne kaam mein behtari ki talash mein hota hai. Har kisi ki khwahish hoti hai ke wo apne kaam mein aisa maharat hasil kare jo unhe doosron se alag kare. Acha aur behtar kaam sirf zindagi ko behtar nahi banata, balki hamen kamiyabi ki taraf bhi le jata hai.
                                2. Acha Kaam Kya Hai?


                                Acha kaam wo hai jo humari skills aur abilities ka behtareen istemal karta hai. Yeh sirf kaam ka asar nahi hai, balki yeh humari soch aur approach ko bhi dikhata hai. Jab hum apna kaam dil se karte hain, to wo sirf ek kaam nahi rehta, balki hamari zindagi ka ek hissa ban jata hai.
                                3. Behtar Kaam Ki Talash


                                Behtar kaam ki talash ka matlab hai apne kaam ko hamesha sudharna. Yeh sirf maqsad hasil karne tak mehdood nahi hai, balki yeh hamesha behtar karne ki koshish hai. Hum sab ko yeh samajhna hoga ke behtar kaam ka matlab hai behtar soch aur behtar techniques ka istemal.
                                4. Mehnat Ki Ahamiyat


                                Mehnat ka koi jayein nahi hai. Acha aur behtar kaam sirf tabhi mumkin hai jab hum mehnat karte hain. Har shakhs ko yeh samajhna chahiye ke mehnat hi wo zariya hai jo humein kamiyabi tak le jata hai. Koi bhi shay nahi milta jab tak hum khud ko iske liye tayar nahi karte.
                                5. Positive Attitude


                                Hamari soch aur nazariye ka asar humare kaam par hota hai. Positive attitude rakhein aur har mushkil ko ek naye mauqe ki tarah dekhein. Jab hum positive soch rakhte hain, to hum behtar kaam kar sakte hain. Yeh humari productivity aur creativity dono ko barhata hai.
                                6. Samay Ka Behtar Istemal


                                Samay ka behtar istemal bhi hamari kamiyabi mein ek aham kirdar ada karta hai. Jab hum apna waqt sahi tarike se manage karte hain, to hum behtar kaam kar sakte hain. Har shakhs ko apne waqt ki qadr karni chahiye aur ise behtar istemal karne ki koshish karni chahiye.
                                7. Naye Skills Seekhna


                                Behtar kaam karne ke liye naye skills seekhna bhi zaroori hai. Har shakhs ko apne skills ko hamesha update karna chahiye. Yeh na sirf hamari khud ki growth ko barhata hai, balki humein naye mauqe bhi deta hai. Aaj kal technology itni tezi se badh rahi hai ke agar hum naye skills nahi seekhte, to hum peeche reh jaate hain.
                                8. Feedback Ka Kirdar


                                Feedback lena aur dena behtar kaam karne ka ek aham hissa hai. Jab hum doosron se feedback lete hain, to humein apne kaam ke bare mein behtar samajh aata hai. Yeh humein apne kamiyon ko durust karne ka mauqa deta hai aur hamen behtar kaam karne ki rah dikhata hai.
                                9. Team Work Ki Ahamiyat


                                Acha aur behtar kaam aksar team work se hota hai. Jab log ek sath mil kar kaam karte hain, to wo zyada productive aur creative hote hain. Team work hamesha ek doosre se seekhne ka mauqa deta hai aur hamari capabilities ko barhata hai.
                                10. Acha Kaam Aur Networking


                                Networking ka bhi acha kaam karne mein kirdar hota hai. Jab hum naye logon se milte hain aur unse apna experience share karte hain, to humein naye ideas aur perspectives milte hain. Networking hamesha hamein naye mauqe de sakta hai jo hamein behtar kaam karne mein madadgar sabit hota hai.
                                11. Niyat Ka Asar


                                Hamari niyat ka asar bhi hamare kaam par padta hai. Agar humara kaam sirf paison ke liye hai, to shayad hum utne behtar kaam nahi kar sakte. Lekin agar humara maqsad logon ki madad karna aur unhe behtar zindagi dena hai, to hum zyada mehnat karte hain aur behtar results hasil karte hain.
                                12. Stress Aur Kaam


                                Stress ka asar bhi hamare kaam par hota hai. Jab hum stressed hote hain, to humara focus kam ho jata hai aur hum behtar kaam nahi kar pate. Isliye, humein apne stress ko manage karna chahiye aur aise techniques seekhni chahiye jo humein stress se door rakhein.
                                13. Achi Planning


                                Achi planning bhi behtar kaam karne mein zaroori hai. Jab hum apne kaam ki achi planning karte hain, to humare liye sab kuch manage karna asaan ho jata hai. Yeh humein confusion se bachata hai aur humein apne kaam par dhyan dene ka mauqa deta hai.
                                14. Khud Par Aitbaar


                                Sabse zaroori baat yeh hai ke humein khud par aitbaar karna chahiye. Acha aur behtar kaam sirf tabhi hota hai jab hum khud par aitbaar karte hain aur apne skills par vishwas rakhte hain. Agar hum khud par aitbaar nahi karte, to hum kabhi bhi apni potential tak nahi pahunch sakte.
                                Conclusion


                                Aakhir mein, acha aur behtar kaam karna sirf ek goal nahi hai, balki ek lifestyle hai. Yeh humein motivate karta hai, humein behtar banata hai aur hamari zindagi ko khushgawar banata hai. Har shakhs ko chahiye ke wo apne kaam mein behtari ki talash mein lage rahe, kyunki yeh hi hamari asal kamiyabi hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X