Re: Fibonacci retracement level kya hai Forex mai?
AOA dear friends , Forex trading mein Fibonacci lines yaa jis koo hum Fibonacci retracements bi kehtee hian in Kay zariyee hum potential reversal aur support and resitance level ko achi tarhan identify kar saktee hian aur strategy bana kar acha earn kar saktee hian aur dear friends fibonacci retrancement ik lambi tool hai our ye app sirf long term nahi short term k lie b use kar saktey ho our ye app ko ye wazih karta hai k forex mai market ik khas ratio ko touch kar k oper nechey jata hai,,, forex market kubi seeda na girta hai na charta hai bal k lehroo ki tarah up down hota hai our 23%,38% and 60% mai si kisi ko cross kar k dobara retrace karta hai,our iss mai dosre indicator ko combine kar k zbrdast strategy bana saktey ho baki iss ki tareef bahut lambi hai aur Fibonacci strategy bhe best he agar hum esy he use karin to, fibonacci retracement ko pehly higher high or lower low se draw karin or vice versa, or sath mein fibonacci fan use karin to ap es strategy se bhe boht money earn kar sakty hein magar pehly demo mein use karin Fibonacci indicator market ki retracement pe trading karny ka aik bohat hi acha tool hai or mostly ye higher time frames per use kia jata hai. Bohat sari signal provider companies isi indicator ko use kar kay signals banati hain. Agar hum market me manually support and resistence levels ko market Karen gay tu bohat mushkil hogi or wrong marking bhi bohat hoti hai magar ye indicator apko automatically levels of support and resistence marking kar deta hai jis se humen trading karny me bohat asani hoti hai aur dear friends agar agar app fibonacci retracement use kar rahay hain tou phir fibonacci fan ki zaroorat nahi hay fibonacci fan ki zaroorat jab parti hay jab market bilkul bullish ho ya bearish ho jaisay key app nay dekha Usd/jpy aur Eur/jpy pair may agar app fibonacci fan use karay gay tou best rahay gay lakin retracement ki apni baat hay aur ziada tar log retracement hi use kartay hain is waja say yeh strategy bana kar batai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим