Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...
    Dear friends, forex trading ho ya koi aur ilam, agar ham doosro k saath share karaingay to hamara knowledge increase hoga. Forex trading me bhi ye hamari zimma dari ha k ham apna knowledge doosro ko transfer karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...

    Knowledge aur experience ki kimi nahi hoti lekin masla confidance ka bhi hota hai. Knowledge jitna bhi hasil ho kam hai forex trading me, is waja se jab tak sahi skills aur experience hasil nahi hoti knowledge hasil karna chaheye. Knowledge ka hona kisis ghanimat se kam nahi hota lekin forex trading me knowledge ka bohut hi ziada zarori aur aham hn, sab se pehle to hamen forex trading me basic knowledge hona chaheye aur us k baad hi hamen is buisiness ka deeply mutalea karte rehna chaheye. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q kk is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Experience forex trading ka aik aham ansar hai jo hamen kafi nuqsan de jati hai.
    • #3 Collapse

      Re: Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
      Dear friends, forex trading ho ya koi aur ilam, agar ham doosro k saath share karaingay to hamara knowledge increase hoga. Forex trading me bhi ye hamari zimma dari ha k ham apna knowledge doosro ko transfer karain.
      Ji han bilkul theek Kaha aapane aap Duniya Mein Main Kisi bhi form per maujud Ho aap aap mere e yah Hamari is Baat se a bilkul agri Honge ke knowledge share karne se se badhta hai Hi Kam Nahin Hota isiliye Ham Sab Ko Ek dusre ke sath knowledge share Karte Raha Jana chahie
      • #4 Collapse

        Re: Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...

        Ji dear is main koi shak nai jo bhi trader apna trading knowledge share karta hay woh na sirf baqi traders ka bhala karta hay balkeh apny knowledge main bhi ziada say ziada nikhar lata hay aur woh apni trading abilities ko bhi improve karta rehta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...

          Ap k pass jis chez ka bhi knowledge ha agr ap usay share krtay hen to is sa apka bhi knowledge increase ho ga us men Kami no ay gi Ku us men baz aisi chezen bhi a jati hen jinko ap na itni importance ni di hoti usay jab share krtay hen to us waqat pta chalta ha k ya chez bhi is tar ho Sakti ha
          • #6 Collapse

            Re: Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...

            Forum per agar aap knowledge share kertay hain tou iss sae aap ka knowledge increase hota hai kyun kay agar aap kay kaam mein koi ghalti ho gi tou log aap ki ghaltioun ki islaah kerain gaye tou aap uss sae aap ka knowledge behtar ho ga aur uss sae doosray log bhi faida hasil kerain gaue iss lye aap ko apna knowledge forum per lazmi share kerna chahyea
            • #7 Collapse

              Re: Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...

              G han forum pe knowledge share karnay se kam nhi hota balkay increase hota hey kiun k forum pe thread kar k hum apna knowledge share kartay hen aur log iss pe comments kartay hen jiss ki waja se hamara knowledge mazeed increase hota hey aur phir achi trading kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...

                dear member apki bat bilkul thek hai agar hum forex trading mein kisi new member ki help ya apna knowledge share karty hai uska faida usko to hoga sth khd knowledge bhot faida hoga is liye trade ke mamle mein new trade ki help karni chiaye unko class deni chaiye practice krwani chaiye takay wo in cheezo se mehrom na reh sakty or wo bhi experience hasil karke apna profit gain kar sakty hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...

                  Assalam-o-Alaikum
                  Ye baat bilkul theek ha knowledge share krny se hmesha knowledge barhta ha. Agr hmary share kiye huve knowledge se kisi ka faida hota ha to definitely hmey ni faida ho ga...
                  Forex me hmey daily learning krni chaiye or apna daily ka 50 post ka target complete krna chahiye taky hmey acha profit mily or phir hm achy se trade kry..
                  Allah ap sab ko kamyaab kry.. Ameen
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...

                    Bilkul dear member Forex mein agar Ham Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen mehnat Karte Rahana chahie aur koshish Karni chahie ke apne knowledge ko increase karne ki koshish karen Jitna Jyada Ham Apna knowledge junior members ke sath share Karenge Hamara knowledge bhi increase hoga Kyunki sometime Hamare knowledge Mein Kuchh confidence Nahin hota agar Ham dusron ke sath share Karte Hain To Hamen Hamari mistakes Ko Pata Chalta Hai Koi Hamen Hamari mistake batata hai aur Hamare knowledge ko improve Karta Hai recover Karta Hai jisse Hamara bahut jyada fayda hota hai Hamen koshish karni hai ki Ham Forex caknowledge Jyada Se Jyada dusron Tak share Karen Taki Hamari bhi struggle aur kamyabi ho sake Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...

                      forex trading aisa business hay keh es business main kamyab honay kay liye zaroori hay keh mehnat ki jaye jitni ziada mehnat karen gay utna he hum es business main kamyab earning kar sakty hay es business main khoob time daity rehna chahiye kyun keh time dai kar seekh kar he humari trading ko acha result mila hay mehnat karty rehna chahiye es business main jo keh achi cheez hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...

                        Knowledge share krny saa knowledge increase huta hy ya ap ki bt bilkul theak hy iss lia koshesh kryn k iss ko jeetna ho sakhy dusro k sath share kryn q k iss mn hi ap ko fauda hy ap ko pta chaltaa hy k ap k oass jo knowledge hy k wo kia waqai theak hy achaa hy pr ap iss pr amal kr k kamiyab ho sakhtty hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...

                          Dear member Agar Dekha Jaaye to jo bhi chij Stadium Mein Hai Jab aap usko share Karte Hain To vah kam hoti Chali Jaati Hai Lekin aapka aapka knowledge Hi Ek Aisi chij hai jo ki object Karti Hai vah kab Nahin Hoti isliye aapko chahie ki agar aap apne knowledge aur experian score increase karna chahte hain to usko dusron ke sath share Karte Nahin ISI Mein Aapka fayda Hai to ise chij aapki increase Ho Jaati Har Kisi Ke Pass jo chij hoti hai Bacha Tha hai ki vah usko Bada Karen Chitra agar aap information ko increase karna chahte hain to uska jo math devaji hai ki aap usko dusra ke sath share Karen Kyunki information tab hi increase Hoti Hai tab bhi aapka knowledge boost Hota Hai Jab aap usko dusron ke sath share Karte Hain Jab aap usko dusron ke sath share Karte Hain To in return aapse Kuchh questions Karte Hain Aapke college ki base per Jab aapke knowledge ki Bachpan Kuchh Kaise change karte hain shaadi Koi jawab bad Dete Hain To fir Jo aapke pass knowledge Hota Hai vah Na Lage Aur Jyada increase ho jata hai aur aap ko kamyabi mil Jaati Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...

                            Ji han bilkul knowledge share karne se knowledge badhta Hai Jiski wajah se aap apna Ek Achcha kam kar sakte hain isliye main check Ham Apna knowledge share Karen aur isase Hamara bhi knowledge increase hoga aur ham bhi Apna Kam bahut hi Achcha kar Sakenge aur kamyabi han Sarkar Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Knowledge share karne se knowledge increase hoti ha...

                              asa he hai agar hum is mai new information shear kary gy to hamary knowledge mai be azfa ho ga hamy is mai daily he meyare kam karna chahey ta ky hum is mai acha bonus hasil kar saky hamy is mai aik time mai aik he pair yai currency mai trading karne chahey hamy trading karny ky har aik rules ko pora karna chahey ta ky hum is mai acha profit kamany ky kabal ban saky yai aik acha karobar hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X