No hurry, no worry

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1141 Collapse

    han ji hurry nahi hona chhaiye forex me kiun ke learning me bhai jan forex sab se best hai or is me learning kar ke ham ko tahammul rkhty hue trading karni chahiye kiun ke hurry ki waja se ham ko forex me losses ka samna karna parta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1142 Collapse

      agar ap trading main juldy karroo ge tou loss hoo jayee ga es liya knowledge se kaar lo uss sey baad main aap ko worries nahai ho gai aap market smajho sekho kesy moving karti haii
      • #1143 Collapse

        forex mein kaam kartay howay confuse na ho aur kosis karay es mein kaam kartay waqt mind se kaam karay es mein greedy aur jaldbazi na kary thankful for question
         
        • #1144 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
          Several traders take their decisions in a hurry without realizing the risks involving in that decision that usually bring an unexpected result and causes them a loss in forex, so a proper planning can save you with so much worries.
          I think forex main ap ko apne faisle jald baazi se nae krne chahiyen ku k jald baazi krne se loss hone ka chance barh jata hai,,trading proper planing se krni chahiye,,jitni consintration se kam kren ge utna hi ap worries se bach jaen ge ...
          • #1145 Collapse

            gee friend me ap k es point se agree krta hn k jald bazi ni krni chahiye ..... q k agr hum jald bazi kren gy to hamen problems hon gi jis ki waja se hamen pareshaniyon ka samna krna par skta hai or agr hum aramm se har kam ko dekh kr soch kr samj kr krty hn to tora hi sahi per hum kamiyab zaror ho jaty hn ......
            • #1146 Collapse

              Ji han bht acchi proverb hai yeh AGR hm kisi bh kaam main taizi dikhaen gay toa kaam toa ho jaye ga lakin us main WO safayi ya barkat NAE ho GI slowly kaam karnay say hi accha rehta hai
              • #1147 Collapse

                nice. i am also agree with this. sach me insan ksi wqt aisa he krta hy. or kehty he na jaldi ka kam shaitan ka hota hy. to insan ko zra dhere se or mzeed smj k kam lena chahiye ta k mustakbil me koi problm na ho.
                • #1148 Collapse

                  g han ya hi to bat ha jis ko har kisi ko sekhna ka kaha jata ha or is ma expert banna ka kahah jata ha lakin log is kam ma bohat hi jald bazi sa kam lata han or is ma loss kar bathta han jo k ak galat bat ha asa nai karna chaya
                  • #1149 Collapse

                    it is good that no hurry,no worry.forex main jaldbazi nhi chalti balkey hikmat e amli se kam lena chahiey or soch samjh ker he invest karna chahiey qk ye ek risky business hey is main jaldbazi ki bjaey planning se work karna parta hey.
                    • #1150 Collapse

                      ap ne bilkol theak farmaya ha, hamen kabhi bhe apni tarde mai jald bazi nai karni chahey qk hamesha hum jald bazi mai he kaam kharab kar dety hain, cool mind trade start kar k apny trade per nazar rakhni chahey r jub ek trade close kar den tu dosra trade start karny se pehly kuch time ka gape lena bhe zarori ha.
                      • #1151 Collapse

                        hahaha nice post hum agar jalid ni akren gay toh acha profit hasil kar sakeen gay aur achi eanring be akr sakeen ga
                        • #1152 Collapse

                          yes you are right i agree with u ye forex ka kaam hay aur is kaam mai humain buhat hi sabar ka muzahira karna hoota hay aur market k up ya down hoonay ka wait karna hoota hay warna hum apnay hathoon se apnay paooon pe kulharri chala daitay hain
                          • #1153 Collapse

                            G mairay dost ap theak kah rhay hain k bahot saray traders aisay hain jo k trade lagny main bahot jaldi karty hain. Es conditions main hamaisha trade ghalat hi lagtei ha q k wo without study aur analysis lagata ha to phir yaqeenan usko pareshani b hoti ha.
                            • #1154 Collapse

                              Dosto forex main trading ke doran jald bazi bilkul nai karni chahiye. agar app forex main jald bazi karin ge to app ko kafi difficulties ka samna karna pare ga. ic liye forex main trade enter kerne se pehle koi jald bazi nai karni chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1155 Collapse

                                its right ,, hamein hurry mein koi b kaam nahi karna chayeee , qk hurry mein ham experince hasil nae krty aur traders jo new hain es mien loss kr jaty hain aur zimadar site ko tehraaty hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X