No hurry, no worry
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1786 Collapse

    Jab bhe jo bhe trader forex market main trade open kerny ya close kernay main jaldi kerta hai wo humesha us main loss kerta hai to patients us main zarori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1787 Collapse

      no hurry r no worry. ka matlb ye ha k ap kisi b kam min jaldi nah kren agr tahamul r sakoon sy kren gy to unko preshani ni hogi bal k wo boht axhy triqy sy mange kr sken gy r nuksan sy bach jaen gy
      • #1788 Collapse

        hurry say is market main hum mistake kr laity hain laikin is forex main kaam ko krny k liay hum ko jaldi say kaam ko krna hota hai laikin is main experience say hum khud ko worry say safe kr saqty hain is k liay demo main kaam ko kro
        • #1789 Collapse

          hurry say is market main hum ko loss hota hai jis ki vaja say her ik kaam ko krna hum is main mistake kr laity hain or ye market main hum is mistake ko teek nahi kr saqty hain is main humy loss hota hai or pher koi b kaam ko is tara say profit nahi milta hai
          • #1790 Collapse

            forex trading main agar hum jald bazi karen gay to es chakar main hum forex trading main earn karny ki bijaye loss kar lety hay so humay esmain mehnat karni chaihey aur tabhi hum esmain earn kar sakty hay
            • #1791 Collapse

              no hurry no worry is market main trading ko krna is tara say hamari kafi zada madad krta hai or hum is business say money ko bana saqty hain like or traders ki tara say bus yehi her ik trader ki try hoti hai is market main kaam ko krny ki
              • #1792 Collapse

                Yes kabhe bhe trade open ya close karne main jaldi na kren sometimes hum just mt4 open karte hain aur kahte hain koe trade open kar len aur jase he trade open karte hain to hamen lagta hai ke ham galt hain aur trade close kar date hain
                • #1793 Collapse

                  no hurry ka matlab hai kay kuch traders ya jub ap ya me is businedss me juld bazi karay gay tu humay lost i ho ga is kay ilawa yaha pe apko kuch bi earn nai ho ga is liay umay bohat hi stand kay sath yaha pe trade karni chiay
                  • #1794 Collapse

                    Forex main log Bohat jald bazi krty hain air iski wajah se Bohat loss ka samna krna parta hai unko hurry se kbhi bhi koi kam sahi ho he nhe skta haste makes waste so avoid it
                    • #1795 Collapse

                      Assalamalaikum to everyone, Mei samjhtaa hon so keh ap darust hao i mein agried,, or bhaut achaa question kya ha, aap ny aor mein iss baraey mei yei hi kehnaa chahatee hn kei app jub bhee tradings mein aik dam worry hao jateey hein to jaladi mein aap sy wrong trading hao jaati ha, aor aapko lose hao jaata ha, to aap sabr say kam len jaldbazee na krin.
                      • #1796 Collapse

                        Yis bhae belkul thiak kahaa hm jitnaa jildee kraein gey otna phasey gay aor lose main jaen gay or jitney araam say or sakaon se kaam kery gay utnaa profits kamaeyain gay kio keh jaladi kaa kaam shaeitan kaa hotaa hae
                        • #1797 Collapse

                          ji han jaldbazi nhi krni chayye . jaldbazi krny waly hmesha prishan rhty hain aur un ko loss ka face bhi krna prta hai . forex ko sekhny ky bad krna chaye is se aap apny emotional pr control pa skyn gy.
                          First LEARN Then You Can Remove The "L"
                          • #1798 Collapse

                            g ha brother agar hum trading karty waqat hurry ni kary gay to ais ka sab se bara faida hi ye ho ga k hum ais market mai acha khasa profit bana ly gay kun k ais market mai jab hum jaldi karty hai to hum se koi na koi ghalt ho jati hai ya hum se trading achi ni hoti.
                            • #1799 Collapse

                              g han ap ki bat such hai ager insan hurry se kam na kery tu us ko worry bhi nhi hoti hai is liy apko forex men relax ho ker or sakooon se trading kerna hogi pher hi ap forex men zada acha kam ker skaty hein or zada se zada forex se earn ker sakty hein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1800 Collapse

                                Ji hai ham her trading ko lagaty wakat hosli sey kam laina chaehiye kabhi bee jlad baaezee nahin krna chaehiye , kio kee hao aktaa ha, ki hm jaldbaeazee mein aisaa trading lagaeye jiss ki wajah sy hm ko lost hojaeye , or baaed mein hami pachtanaa parhi , to baaed mein pachtaene say behtaer ha, ki hm darust wakat kaa intezaar kari

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X