Daar ko samajhne ki zarurat hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Daar ko samajhne ki zarurat hy.
    Assalam o Alaikum dear members jaisa ky aap jante hain ky dar(fear) har insaan mein naturally hota hy or forex mein trade open karne sy pehle trader mein dar hota hy investment loose hone ka or market ki conditions expectations ky against jany ka lakin trader ko fear ko samajhne ki zarurat hy or iss condition mein trading nahi karni chahiye balky trading screen ky samne rehke market conditions ko achi tarah observe kare taky fear khatam ho or opportunity ko hasil karne ky liye fearless trade kare lakin sensibility ky sath. Members aap ka experience kiya define karta hy dar ky trading karne ky hawaky sy?
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Daar ko samajhne ki zarurat hy.

    koi bhi kam ho jab bhi Ham start karte Hain to hamen kuchh Ho dar hota hai lekin humko chahie ki hamen dar ko khatm karna chahie usko bhaga Dena chahie kyunki dar ko khatm karke hi Ham kisi bhi kaam mein kamyabi hasil kar sakte hain jab tak hamare andar turbo Jude hai Ham kisi bhi kam mein Na kamyab ho sakte hain aur Na Ham usmein mehnat kar sakte hain tab bhi Ham kisi Kam hai mehnat karte Hain jab hamare andar dar nahin hota isliye apne andar se andar ko khatm Karen aur tab bhi forex mein kam Karen trading Karen test main jarur kamyab honge aur acchi earning bhi hasil karenge
    • #3 Collapse

      Re: Daar ko samajhne ki zarurat hy.

      Darr ya khof yani fear aik trader k liay zehr e qatil hai koi bhi trader chahay wo junior ho ya senior fearless trade krain ga to he succefull hoga.kyoun k jab ap k dill main fear hoga to wo na to proper analysis kr skay ga or na he achay se market movement ko samjh
      bhi nahi pae ga.agar wo fearless ho kr market analysis kraiy apnay Rabb par bhrosa kr k trade lagai ga to us ki trade mian loss ka andesha bhi nahi rahay ga or ap confidently trade bhi kr skain gai.
      • #4 Collapse

        Re: Daar ko samajhne ki zarurat hy.

        Forex trading Mein kam karte hue Hamen Dar aur Khwab ko Apne Man Se bilkul nikal Dena chahie Hamen Hamesha samajhdar hi ke sath kam karna chahie is business Mein kam karte hue Hamen samajhdar e Ka istemal Karna chahie Hamen Hamesha Soch Samajh Kar kam karna chahie without soche samjhe Hamen Kabhi Kam Nahin Karna chahie Kisi bhi kam ko kya Miyan banane ke liye usmein samajh Ka Hona bahut jyada important hota hai isliye Hamen Apne kam ko Hamesha acche tarike se karna chahie aur apne kam ko best banane ki koshish Karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: Daar ko samajhne ki zarurat hy.

          Members Darna Nahin chahie balki Dar Ko samajhna chahie acche tarike se kam karna chahie Jin Baton se aapko loss Ho unko face karne se bacche Achcha kam Karen mehnat Karen kamyabi Hasil kar Sakenge
          • #6 Collapse

            Re: Daar ko samajhne ki zarurat hy.

            Dear forex members hopes all will be happy and fine forex trading pr kamyab hona ky liye kuch tricks hein agr ap un ko follow kr laity hein tu ap log zaror kamyab ho skty hein agr ap trading krna sy phly market ka analysis kr krty hein ziyada lalach mein a kr lot size ko increase nh krty tu ap logo ko khbi bhe acha profit hoga agr ap aisa nh krty tu ap logo ko khbi bhe acha profit nh mily ga mehnat kro aur trading ko soch samjh ky kro
            • #7 Collapse

              Re: Daar ko samajhne ki zarurat hy.

              koi bhi kam ho jab bhi Ham begin karte Hain to hamen kuchh Ho dar hota hai lekin humko chahie ki hamen dar ko khatm karna chahie usko bhaga Dena chahie kyunki dar ko khatm karke hi Ham kisi bhi kaam mein kamyabi hasil kar sakte hain jab tak hamare andar rapid Jude hai Ham kisi bhi kam mein Na kamyab ho sakte hain aur Na Ham usmein mehnat kar sakte hain tab bhi Ham kisi Kam hai mehnat karte Hain jab hamare andar dar nahin hota isliye apne andar se andar ko khatm Karen aur tab bhi forex mein kam Karen trading Karen test main jarur kamyab honge aur acchi incomes bhi hasil karenge
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Daar ko samajhne ki zarurat hy.

                koi bhi kam ho hit bhi Ham start karte Hain to hamen kuchh Ho dar hota hai lekin humko chahie ki hamen dar ko khatm karna chahie usko bhaga Dena chahie kyunki dar ko khatm karke greetings Ham kisi bhi kaam mein kamyabi hasil kar sakte hain poke tak hamare andar fast Jude hai Ham kisi bhi kam mein Na kamyab ho sakte hain aur Na Ham usmein mehnat kar sakte hain tab bhi Ham kisi Kam hai mehnat karte Hain hit hamare andar dar nahin hota isliye apne andar se andar ko khatm Karen aur tab bhi forex mein kam Karen exchanging Karen test principle jarur kamyab honge aur acchi wages bhi hasil karenge

                اب آن لائن

                Working...
                X