Trading main analysis krna q zarori ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main analysis krna q zarori ha?
    Aslamu alakum umeed krta hn ap sb khairiat se hnge.mera aj ka sawal ye ha k trading markt main analysis krna q zarori ha..is k kia faide han.plz mjhe thora guid kr den....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main analysis krna q zarori ha?

    Dear friend forum pe rules k mutabik 4 threads aur 50 posts daily ki limit hey iss liay koshish karen k limit ko poora karen tu zaroor acha bonus hasil kar saktay hen aur agar itna time avail nah ho tu phir 2 threads aur 30 posts daily zaroor karen lekin jitni posts bhi karen achi quality ki karen ta k thanks bhi ziyada milen aur phir bonus bhi acha mil jata hey
    • #3 Collapse

      Re: Trading main analysis krna q zarori ha?

      Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn.Forex trading me hum agar analysis ka istemal nahi karengay to is se hamen bohut loss hoga. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Analysis kisi bhi tarah ki ho chahay technical ho ya fundamental hamre leye kafi had tak asani hoti hai hamare trading me. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega. Forex analysis bohut aham hen.
      • #4 Collapse

        Re: Trading main analysis krna q zarori ha?

        walekum assalam bhai trading mein analysis isliye karna zaroori hai kyunki agar aapane Le se uske sath market mein entry lete hain to aapko market ki situation ke bare mein pata chal jata hai ki ab market aap mein jaane wali hai ya down mein jaane wali hai to aap ne trade ko use hisab se adjust karenge isiliye koshish karen ke jab bhi aap entry mein hamesha perfect analysis ke bad hi entry neta ke aap setli trading kar sakte hain aur acche se accha profit Kama sake jab tak aap analysis ke sath market mein entry nahin lenge aap kabhi bhi kam yad nahin ho sakte
        • #5 Collapse

          Re: Trading main analysis krna q zarori ha?

          dear friend forex trading mn market ka analysis isliay zroori ha k agr ap trade lganay sa pwhlay market ka achhi trh anslydis kren to apko market ki movement ka pta chal jata ha sur ap market ki movement k mutabik trade lga kr achha profit hasil kr sktay hn
          • #6 Collapse

            Re: Trading main analysis krna q zarori ha?

            Dear trading mai analysis mai juzz hy ap without analysis key achi or kameyab trading ni kar sakty agr ap acha trader bana chaty hain to apko market analysis karna hoga is k sath sath market ki movement ko samjna hoga. Apko dollar or dosri currency ka analyis karna hoga. Yae tab mumkin hy jab ap maximum time forex or market ko dain gy. Is ley market analysis bhut main role paish karta hy trading k ley.
            • #7 Collapse

              Re: Trading main analysis krna q zarori ha?

              Walakum slam dear forex members market ko hamesha analyse ham apni hi gharz ki wajha se karte hain take ham market ko samajh sakian ke market main kia chal rha hai our market ko kis tarhan se trade kia jai jis se ke profit hasil ki jai sake.
              • #8 Collapse

                Re: Trading main analysis krna q zarori ha?

                Forex trading per kam karte hue aapko fundamental analysis and technical analysis lene ke bad apni trading co perform karna chahie tabhi aap ko fayda mil sakta hai market Mein analysis karne ke bad Jab aap trading karte hain tabhi aapko market ki Tanki ki information milati hai aur apne liye ek best achievement kar sakte hain kabhi bhi Bina soche samjhe trading na Karen Hamesha Apne kam ko Kamyab banane ke liye learning aur training lete ra Karen aur apne senior member se sikhate Raha Karen Kitna Jyada aap information aur Malik ke sath regular hokar Apne kam perform karte hain itna hi aapko Achcha fayda Milta hai aur aap apne kam Mein best achievement karte hue Jyada Se Jyada fayda Utha sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main analysis krna q zarori ha?

                  Trading main analyse krna is liye zroori ha k is se apko pairs ki movement ka PTA chul jata ha k resistance point kha hunt ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main analysis krna q zarori ha?

                    assalamu alaikum apka acha sawal hai k trading mein analysis bahot he zaroori haii..jo acha aur professional trader hota haii wo kbhi bhi asyy trade nh lgaaygaa. wo trade sy pehly markeet ko completely smijhygaa aur active mind k sath trading karygaa jissy usy kbhi loss nh ata aur bahot jaldi kamiyaaab ho jata haii..isilye karna bahot zarori haii..ap apny seniors ko follow kar skty hn aur acha kam kar skty hn.kamiyaab insaan bnny klye mrhnat to karna hogii aur green signal milny p he trade lgaain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main analysis krna q zarori ha?

                      Forex trading men analysis is liay zaroori ha takay apko pta chal sakay k market kis trend men chal rhi ha r iski movement kistra ho rahi ha jab ap tarde laganay sa pehlay market Ka analysis kr latay hen to is men apki kamyabi k chances bahot ziada hotay hen tarding krna sa pehlay news k bhi lazmi khayl rakhen news sa ak ghnta pehaly trading stop kr den
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main analysis krna q zarori ha?

                        Treading Mein analysis karna bahut jyada Jaruri hota hai agar aap apni trading ko successful banana chahte hain aur apne account ko save Rakhna Chahte Hain To uske liye aapko market Mein Apne trading Ganesha analysis ke sath Shuru Karni chahie Kyunki se is share market mein aapke trading co profitable banaa leta hai trading karte waqt Tamam members market ki movement ko acche tarike se understand kar lena chahie Uske bad hi market mein Apne Android ke liye best opportunity iska istemal Karke open Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main analysis krna q zarori ha?

                          forex ki market ko sabse pahle samajhna Ham logon ke liye bahut jyada important hota hai aur jab tak ham log market ke andar learning nahin karte tab tak Ham logon ki profit margin kam se kam hona shuru ho jaati hai agar aap logon ne apna profit interest karna hai to aap logon ko market ke andar jyada se jyada hardworking required hai acchi quality wala kam karenge to achcha benefit aap logon ko yahan se Milana shuru ho jaega
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main analysis krna q zarori ha?

                            treading main analysis Karana bahut jyada Jaruri Hota Hai Kyon Ke Jab tak aap market Humko acche tarike se Advisors Nahin Karenge to Itna se aap kabhi bhi market ki movement aur uske and ko acche tarike se confirm nahin kar Payenge aur apne trade ko best banane ke liye aur uske jariya se acche earning Hasil karne ke liye aapko market analysis karna hota hai Kyunki yah analysis aapke trade ki aur aapke account ki safety ke liye bahut jyada Jaruri Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main analysis krna q zarori ha?

                              Market mn analysis k bger hm kaam ker he ne sakty q k mehnat sa he kamyabi mumkin h or hm apni jitni ziada posts kren ga utna ziada bonus hasil ho ga jis sa hn trading performn ker sakty hn or apny profit mn khatir khaw izafa ker sakty hn. Forex aik behtreen business h so is ki kadar kren.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X