Loss honay ki surat mein pershan na ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss honay ki surat mein pershan na ho
    Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay aor apni posting kai kaam ko achay say kar rahay hon gay friends bhoat zayada dost asay han jo kai trading mein loss honay kai baad bhoat zayada pershan ho jaatay han tou asay dosto ko chaie kai wo pershan na ho balkay hosla aor himmat rakhay aor mazeed hardwork karnay ki koshish karay friends marketing mein ap sometimes profit hota hai aor sometimes loss tou loss honay ki surat mein pershan na balkay hosla rakhay aor forex ko zayada say zayada time detay huway mazeed hardwork karay ta kai ap acha bonus gain kar sakay aor next trading kartay huway acha profit hassil kar sakay shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss honay ki surat mein pershan na ho

    loss honay ki sorat main humain preshan nhi hona chahiye agar humain loss ho jay to humain himmat kay sath apna kam kurna chahiye aagar hum es maain himmat kaay sath apna kam kuray gay to he hum es main achay say apna kam kur pay gay to humain es trah say achay say apna kam kurna chahiye or humain loss honay pay ten nhi hona chahiye balkay himkmat say kam layna chahiye takeh humain kamyabi gain ho jaay
    • #3 Collapse

      Re: Loss honay ki surat mein pershan na ho

      g han dear ap nay bikul sahi kaha agr ap ko forex trading mai kamyab ho perfect trader ban na ahi tua p ko loss say ghab rana nhi cahhae ku kay jit na bhi achy or perfect trader ho aty hai wo loss ko face kar kar kay hi perfect ban tay ahi or wasy bhi agr ap loss say ghab ra nay lagy gay or apna dill har jay gay tu ap kasy acha kam kar pay gay is lea agr kamayb ho an ahi tu khud ko strong bany or loss say ghabray nahi balky us ko ap na experience bany ku kay ya loss hi ap ko perfect bana tay ahi
      • #4 Collapse

        Re: Loss honay ki surat mein pershan na ho

        to observe sure fashions at exceptional instances of the year, there is an probability to make income by means of integrating seasonality patterns alongside with your Forex strategy.Seasonal patterns in EUR and USD
        • #5 Collapse

          Re: Loss honay ki surat mein pershan na ho

          ji han bilkul hamen loss hone Ki Surat mein bilkul bhi pareshan nahin hona chahie yah bahut jyada necessary chij hai agar ham log se pareshan honge To Ham kuchh bheege nahin kar sakenge ulta hamen pareshani milegi aur isliye hamen chahie ki ham log acche tarike se trading karte hue Khud ko accha tractor banaya aur hote ko upar Le jaenge chhoti chhoti chijen necessary hamare liye humne life mein agar progress game karni hai To hamen achcha trader banana Hoga aur Ho dekho self-confidence ke sath upar Le Jana Hoga
          • #6 Collapse

            Re: Loss honay ki surat mein pershan na ho

            Loss agar ghalat trading se ho sakta hay to achi planing aur achi trading se ye loss recover be ho sakta hay es ley pareshan hony ki zarorat hi nahi hoti hay agar big loss be ho jata hay to traders ko ye loss recover karny key ley 100% confidence key sath trading karny ki zarorat hoti hay pareshan ho kar mazeed loss ho sakta hay es ley pareshan bilkul be na hon.
            • #7 Collapse

              Re: Loss honay ki surat mein pershan na ho

              Jo log forex trading men loss ki waja se preshan ho jatay hen woh kabi bhi kamyab trader nhi ban saktay iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen aur her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Loss honay ki surat mein pershan na ho

                Loss ki surat Mai samjho k AP Kahan galat thy jb ye jan jaogy to loss Kam karogy AP aur acha earn karpaogy
                • #9 Collapse

                  Re: Loss honay ki surat mein pershan na ho

                  dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha agr apko forex trading mn loss ho jay to loss ki waja sa preshan naen hona chayay balkay loss ki waja jo ghalti ho usay door krna chayay aur pehlay sa ziada mehnat krni chayay aur dobara aisi ghalti na kr k forex trading mn kamyabi hasil krni chayay
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss honay ki surat mein pershan na ho

                    Loss bhi business ka hisaa hota hai agr forex mein profit ho sakta hai tu loss bhi ho sakta hai aur agr loss hota hai tu is pershan nahin hona cahaiye hum ko himat karni cahaiye aur forex mein loss js galti se us theek karna cahaiye aur forex mein ziada knowledge aur experience hasil karna cahaiye aur demo account par ziada se ziada practice karni cahaiye phr loss se bach saktay han
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss honay ki surat mein pershan na ho

                      Loss honay ki Surat mein parshani nahi honi chahiy aap ko Himat ka sath kaam karna chaiy takna aap acha Kaam Kar ka kamyabi hasal kray
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss honay ki surat mein pershan na ho

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hammadjaved پيغام ديکھيے
                        Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay aor apni posting kai kaam ko achay say kar rahay hon gay friends bhoat zayada dost asay han jo kai trading mein loss honay kai baad bhoat zayada pershan ho jaatay han tou asay dosto ko chaie kai wo pershan na ho balkay hosla aor himmat rakhay aor mazeed hardwork karnay ki koshish karay friends marketing mein ap sometimes profit hota hai aor sometimes loss tou loss honay ki surat mein pershan na balkay hosla rakhay aor forex ko zayada say zayada time detay huway mazeed hardwork karay ta kai ap acha bonus gain kar sakay aor next trading kartay huway acha profit hassil kar sakay shukriya.
                        Training Mein loss or profit to hota rahata hai loss hone se Ham Pareshan hokar yah tension Mein Aakar instafresh per kam karna Chhod De kar to yah Hamare liye behtarin Nahin hoga Agar Ham Ek Bar loss Karte Hain To dusri bar Hamen profit Jarur Hoga isliye loss se pareshan bilkul bhi nahin Hona chahie Jo members bhi papa Forex platform per kam karte hain unko Jay Jaan Lena chahie ke Agar Ham trading Karte Hain To Hamen Ek Bar loss Aur Ek Bar profit Hoga Agar Hamen loss Nahin Hoga To Ham trade Nahin Sikh Payenge.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss honay ki surat mein pershan na ho

                          G han sir forex main jahan profit hota hai wahn loss bhi ho skta hai jab apko loss ho tou ap ko preshan nahin hona chahiye blke apni stretigy ko dobara bna kar is main work karna chahiye aur loss management bna kar is main loss ko recover karna chahiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss honay ki surat mein pershan na ho

                            Dear profit loss dono business ka hisa hain junior k sath sath expert bando ko b loss ho jata hy or hamin loss sy pershan ni hona chaey. Is k ley zarori hy k ap phyly sy mindley tyar rhyn or nuksan ki sorat mai apny week points ko talash karin or un ko darust karin. Loss sy b learning or experience mai izafa hota hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss honay ki surat mein pershan na ho

                              Thek kaha loss bohat se traders ko hota ha aur success hamesha apke pas nahi rahe ga kiu ke loss bhi ho jata ha hame isi bhi sekhna hota ha jis sea wo zyada sea zyada earnkartea ha wo bhi ghar ma hi or is work ko female bhi karna pasand karti unhea bahar jana allow nahi hota aksar gharo ma ya un ka lia bhi best ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X