Hamesha loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Hamesha loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen

    Mashaallah🌷🌷
    ❤Boht hee khoobsoorat bat kahi ha apne mene zyada tar logon ko loss ki waja se bohat zyada preshaan dekha hai dekhien bussiness me profit aur loss dono hoty hain.
    👉profit milne par hamein khushi hoti hai aur loss par dukh hota hai.
    👉loss hone par ham sirf afsos karte hain lekin ye jaan nay ki koshish nahi karte k loss q hua.
    👉agar hm ye jaan nay ki koshish karein k loss kis waja se hua hai to ham dobara loss na krne k qaabil hojaen gay.aur loss se hamein boht bara sabk mil sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Hamesha loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen

      Assalamu Alaikum doston mein Amir karta hun kya aap sab log khairiyat se Honge aaj ka Hamara Sawal hai kya Hamen last tension Lene Ki vajah use last sikhana chahie ji bilkul Ham jo bhi kam karte hain Hamen usse last bhi hota hai usmein prapt bhi Hota Hai To Hamen chahie kya Mujhse Sikh hai koi bhi kam Insan Sikar Nahin Paida Hota Bal ke use sikhane ke liye time lagta hai isliye Hamen chahie ki Ham last se tension Na Le Mal ke use last se sikhen jo Hamen Hua Hai
      • #48 Collapse

        Re: Hamesha loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen

        Business mein loss or profit ki probability equal hoti hai agar aapko profit hota hai to ISI Tarah aapko aur last bhi ho sakta hai lekin aapko is lost se pareshan hone ki bilkul bhi jarurat Nahin Hai Kyunki agar aap is lost se pareshan hote hain aur tension mein a Jaate Hain To aap market Mein Kabhi Bhi survive nahin kar Sakenge isiliye jaruri hai kya aap is Baat Ka Khyal rakhen ki market Mein Jab Bhi aap analysis karne lage to cool mind ke sath aur tension free hoke aap market ko analysis Karen aur trade Karen
        • #49 Collapse

          Re: Hamesha loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen

          Ji han bilkul theek Baat kahi hai Kya Hamesha log se Gabbar Aane Ki vajah Pareshan hone ki vajah Hamen love se Sabak Hasil karna chahie Kyunki Hamara last Hamare mein sex ki vajah se hota hai Ham Apne mistake ko recover Karenge loss Se Sab Hasil Karenge to Jarur Ek Din Bada profit Hasil Karenge
          • #50 Collapse

            Re: Hamesha loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen

            Loss se tension Lene Ki bejaye se sikhane ki koshish karen Jab Apne love Se sikhane Ki Koshish Karenge to tab aap mistake ko kam se kam Karenge aur aap Jyada acchi training Karenge Achcha bonus Karenge acchi Poster se Karenge tab aap Achcha profit gain kar sakte hain isliye Apne loss Se Jyada Se Jyada knowledge Hasil Karen
            • #51 Collapse

              Re: Hamesha loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen

              Members bilkul Hamen loss se pareshan hone ki bijaye tension Lene Ki bijaye learning Hasil karna chahie loss aapko acchi learning dilva sakta hai vah aise agar aap Jinse Ki vajah se aapko loss Hua Ho unko Yad rakhen aur point out Karle Tu ko repeat na karen to aap ke liye ek acchi learning hoti hai aur aapki knowledge bhi improve hota hai experience Bhi Jyada hota hai agar aap lost Mein Pareshan Nahin Hote emotions ko control Karte Hain To hi aap next step Mein acchi trading kar sakte hain
              • #52 Collapse

                Re: Hamesha loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen

                GM bhaijaan Apne bilkul theek kaha hai main aapke is bar se agri karta hun kya aapane Katras wall Ki Hai Kya Hamesha loss High Tension Lene Ki vajah loss se sikhane ki koshish karen GM bhaijaan Mein chahie ki Hamen Agar loss a Jaaye To Hamen chahie ki makeup Pareshan Nahin Hona chahie Bal ke Hamen chahie kya usmein Jyada Se Jyada mehnat se kam Karte Rahen Takia Mein Achcha Se Achcha bonus ho sake aur Hamen chahie ki Hamen Mein acche se mehnat karta rahata hai ki Hamen Achcha banaa Sath ho sake aur acche 5000 se machi post kar sakte hain aur acchi post
                • #53 Collapse

                  Re: Hamesha loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen

                  Asslam o Alikum, main umeed karta hon ap sab khyrat sy hin gay jee han dost loss sy tension leny ki bjay sy loss sy sekhien loss sy sabaq hasil krien k hum kis waja sy loss hua hai kb loss hua hai kis point py loss hua hai m na kahn pay entry lie thee jis waja sy m na loss othya hai. Jab ap asa kro gay analysis karo gay to ap zror aik din kmyab ho jao gay. Thanks to all
                  • #54 Collapse

                    Re: Hamesha loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen

                    Assalam walekum bhai jaan aapane bilkul theek baat ki hai Hamesha loss se tension Lene Ki vajah loss se Sabak Sikha Karen aap apne losses ko recover Karenge aur usse Sabak Sikha kar kam Karenge tab aap business ke andar kamyabi Hasil kar Sakenge isliye aapko chahie ki Apne losses Ko recover Kiya Karen Taki aap usmein kamyabi Hasil kar sake
                    • #55 Collapse

                      Re: Hamesha loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen

                      Assalamu Alaikum Pyar Karti hun kya sab log bilkul khairiyat se Honge aur apne kam Koi imandari ke sath Ranjhan de rahi Honge their members bilkul sahi kaha aap Logon Ne Hamen Hamesha lost se tension lene ke Bajaye Hamen koshish sikhane ki Karni chahie therefore its member Hamen chahie ke ham log lost Se Na Ghabraye Dil Chhota na Karen Bal ke Hamen chahie ki ham log mehnat Karen imandari Se Apna Kam saranjam ne apne kam ho continue Rakhe Inshallah Kamyab Ho jaenge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #56 Collapse

                        Re: Hamesha loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen

                        Ghaltian har jagah ho sakti hai. foreign exchange trading me bhi aksar awqaat ghaltian ho jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko forget about karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. forex trading me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is okay nuqsan pe depend karta hai ok wo nuqsan kitna deti hai. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen. foreign exchange buying and selling me kuch chezen hamari kamyabi ok leye har waqat rukawat bani rehti hai jese ok over-buying and selling, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher evaluation ok buying and selling karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga.Hamesha loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X