Trading Mein jald Bazi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trading Mein jald Bazi

    Forex trading business Ek bahut jyada risky business Forex Ne bahut se traded aisi hai jo jaldbaji se kam lete hain jinko loss ka Samna karna padta hai bad Mein Hamen Aise members ko chahie ki vah koshish karen ki market Mein rules and regulations aur money management ke rules ko Jarur follow Karen aur kabhi bhi apni equity Se Jyada risk Na Le Apne equity ke according 0.01 ki Lagani chahie aur risk kam se kam Lena chahie Jitna Jyada Ham jaldbaji Kyon avoid Karenge lalach ko avoid Karenge Ham Kamyab Ho Jaenge jaldbaji se Hamen sirf loss hi hoga Kamyab hone ke chance kam hote hain apni earning ke liye aapko Sabar se kam Lena bahut jaruri hai Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trading Mein jald Bazi

      Asslam o Ahlkam dear member forex forum ap ki baat theek ha trade main jald bazi iss baat main kou shaq ni ha trade main jald bazi ho ya kiss bi business main jald bazi ho uss main kamyabi ki baje nakami hoti ha tradings main do cheezy bahot zaroi han aik qualitatiy or dusri quantity trading karny k liya sakoon or bahimt rahna chaya or bearing capacity bahot zayad honi chaya or constancy honi chya or patients hona chaya
      or hard workings hi successful honh k liya zaruri ha so hard working or successful hony ka liya ap continue workings kar ka zayad krna chaya to ap ki successful hone ki taraf jhen gau ap sahber sa kam len or jaldbazi na karen jaldbazi sa ap ko loss ho gah
      • #33 Collapse

        Re: Trading Mein jald Bazi

        Forex trading men tarding krtay waqat jld bazi sa Kam Kabhi bhi na len koi bhi Kam agr ap jld bazi men krtay hen to us kam ko acahy tariqay sa sar injam ni da patay jld bazi men Kia gia Kam aksr ghlat ho jata ha r pershani ka bais banta Forex men bhi ag rap jld bazi sa Kam latay hen to is sa bhi apko loss ho Skta ha r ap nakam ho Saktay hen lehaza tarding krna sa pehlay ya bat zehan men rakhen k jld bazi Ka muzahira bilkul na kren blka sabr sa tarding kren market Ka analysis kr k tarding kren takay apko pta chal sakay k market kis trend men chal rhi ha
        • #34 Collapse

          Re: Trading Mein jald Bazi

          Ji han doston Hamen Forex trading mein bilkul bhi jaldi Nahin Karni chahie Kyunki Jab Ham jaldbazi se apni trade Lagate Hain to vah trade loss Mein Chali Jaati Hai jaldbaji karne chahie Hamara hi loss hota hai isliye koshish Kiya Karenge aap trading Mein Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen
          • #35 Collapse

            Re: Trading Mein jald Bazi

            Dear forex members forex trading esa behtareen business hay Kay Agar aopko earning hasal karni hay tou aopko mukamal information aur learning ka hona bohaut zayada lazmi hota hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay forex trading may Agar haum jald bazi say Kaam kartay hoye trading kartay hay to haumay kamyabi ki bajay nuksan uthana parta hai forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti tou haumay trading may kamyabi hasal hoti hay Forex trading may haumay discipline Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye khabhi bhi jald bazi say Kaam nai karna chahiye.
            • #36 Collapse

              Re: Trading Mein jald Bazi

              Assalam o Alaikum dear forex members,
              Ap ne belkul sahi kaha hai forex trading mein jald bazi karna nuqsan ki wajah hai is mein Jo log jald bazi mein profit lene k chakkar mein trading Kar dety hain jis ki wajah se nuqsan ho jata hai agar ap kamyabi hasil Karna chahty hain to apna kam soch samajh k relax aur fresh mind se Karen bina samjhy is mein kamyab nahi ho sakty boht zeyada mehnat Karen pehly market ki movement ko analysis Karen phir ap trading Karen aur ap zaror kamyab hon gay mehnat bohat zarori hai.is k bina kamyabi nahi.
              • #37 Collapse

                Re: Trading Mein jald Bazi

                humain trading maain apna kam jald bazi say nhi kurna chahiye q keh agar hum trading main jald bazi say apna kam kuray gay to trah say humain acha sa profit gain nhi ho gaa es trah say humain loss ho jay gaa agar humain achay say apna kam kurna hai to humain jald bazi ko avoid kur kay trading ka kam achay say jari rukhna chahiye
                • #38 Collapse

                  Re: Trading Mein jald Bazi

                  Trading main jaldbazi kabhi nhi karni chahiye forex trading ko samjh kr he start krna chahey to he ap acha result hasal kr saktey hai is leye ap ko chahey key proper knowledge sey trading karey gey to acha result hasl kr saktey hai dekhna chy k forex kia ha or es ka best expence or knowlioge hasil krna chy tab he wo ja k kamyab ho skta ha
                  • #39 Collapse

                    Re: Trading Mein jald Bazi

                    g han forex trading mai hmy jld bazi ni krni chaier hmay sabar krn chie hmy daily trade open ni krna chaie bl k hmy signal ka wait krna chaie market ki movment ko smjhna chaie r us k hisab se hmy kam krna chaie tbi hm is mai kamyab ho skt hain hmy hosly se kam lena chie forex mai hmy boht fyada hasil hota arg hm is ko soch smjh kr kren trading ko dhain se twja se krna chie
                    • #40 Collapse

                      Re: Trading Mein jald Bazi

                      Trading main jaldbazi aap ko hamesha loss he karway ge ku kay jaldbazi main aap emotional or lalachi ho ka kam krty hain pr aisa karny sa aap lp forex markwt mainkabe br profit nhai hota hai balky aap ko serf loss he loss hota hai iss liya aap ko ye saab nahi krna chaye or proper analysis ka use kar ka kam krna chaye tab he aap ko market main acha profit mil sakta hai or aap ak successful trader banty hain iss liya aap ko kabe be jaldbazi main koi trade open na krni chaye or hamesha apny analysis ka use kiya kerein....
                      💕​Romeo&Julliet💕
                      • #41 Collapse

                        Re: Trading Mein jald Bazi

                        Dear mate Jald bazi hamesha aap ko loss he Day ge is liya aap ko chaye ka aap Kabe be Jaldbazi say kam na karien or Jaab tak aap ko ak best Entry na Mily aap ko market main tab tak wait lazmi karna chaye jaab tak aap ko ak Best Risk or Reward ratio per Entry na Mily is ska bad He aap ko market main Enter hona Chaye or Profit earn karna Chaye Ager aap ko Pura Din koi best point na Mily toh aap ko pura din be Wait karna chye or per Enter hona Chaye ager aap ko Entry na Mily toh nahi trade karna CHaye lekin jaldbazi na Kiya karein.
                        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                        • #42 Collapse

                          Re: Trading Mein jald Bazi

                          Forex trading mein jitna ho sake hamen jaldbazi se bachana chahie kyunki forex trading mein jald bazi ki wajah se ham acha work our achi trading nahin kar sakte aur forex mein ham nakam ho sakte hain aur hamara bonus account wash ho sakta hai our hamari puri mehnat waste ho sakti hai isliye forex mein achi trading ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading sabar ke sath karni chahie jisse forex mein ham acha work our achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum loss se bach sakte hain aur forex mein achi trading ke liye fresh our active mind ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex trading fresh our active mind ke sath karni chahie jisse forex mein hum achi kamyabi hasil kar sakte hain.
                          • #43 Collapse

                            Re: Trading Mein jald Bazi

                            ji mere pyare dost aapki baat bilkul sahi yaar main aapki baat ko manta hun kya mein trading mein kabhi bhi jaldbaji nahin karna chahie humko jab Ham usmein trading mein jaldbaji karte Hain to hamen kabhi bhi fayda nahin Ho pata isiliye kabhi bhi nahin karna chahie aur apna mein rakhna chahie
                            • #44 Collapse

                              Re: Trading Mein jald Bazi

                              Dear forex members trading mein jald bazo nahi krni chahye. Jab hum trading mein jald bazi se km krte hain to hmen trading mein profit kam aur nuksan zuada hota hai. Jab hum market ko achi Tara se analyze nahi krte. Market news nahi sunte na hi ache se active rhte hain aur jald bazi mein trade lga dete hain to hmari trading phir achi nahi hoti us se hmne nuksan e hi hota hai.
                              Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Trading Mein jald Bazi

                                hamain fourm main planing karein gay so hamain fourm man bi trader ban skaty hain so hamain fourm main bi trader banksaty hain so hamain plannning karein gay so hamain suces shon gay so hamain fourm man bi trader ban skaty hain so hamain fourm main bi tradr ba ksat hain so hamain fourm main bi planing karien gay ta k earn karein gay so hamain sess hono gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X