Trader chart ka kaise analysis kerta he...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trader chart ka kaise analysis kerta he...

    jee dear ap ne bohat he achi or kwnldege abel bat ki hy forex main hmenchaheye k hum iss mian bohat he ziyada issmian mehna lagan or himmat se issmian work karna chaheih issmian hmen har trah ki trading karna ana chahieh issmian apko markete ko khoob achi trha se analysis karna ana chahieye ye asia bunsess hy jissmian agr ap iss main achi learning k sath issmian achay kwnldge k sath agr ap ismsian inter hongy to ap issmain itna ziyaada profti gain kar skaty hain jitna ap ksii bhi or bunsess main ksii bhi or kaam main ap itni achi earning nai kar paen gy ismian apko markete k chart ko khoob achi trha se analysis kar k issmian achi trha se apnay signals ko filter kar k trade karna chahiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trader chart ka kaise analysis kerta he...

      markt main cahrt pattern ko use kar k hi hum achy say trader ban sakty hain so hamain is k rules ko fllow karien gay tab hi hum kamayb trader ban sakty hain but hamain planing karni ho gi ta k earn kaien gay ta k loss km ho sakty hain but hamain chahye is k bary main planing karien gay ta k earn karin gay s ohamain chahye is k bary main earn kar skaty hain ta k earn ho
      • #18 Collapse

        Re: Trader chart ka kaise analysis kerta he...

        Assalam walekum Forex members analysis bahut jaruri hai trading main aap without analysis Kam Nahin kar sakte Kuchh log candlestick chart ke analyses ko follow karte hain aur sath hi Kuchh log indicators ko bhi follow karte hain isliye different ways Hai analyses ke To Hamen analysis ko follow karte hue hi trading Mein kam karna chahie
        • #19 Collapse

          Re: Trader chart ka kaise analysis kerta he...

          Trader chart ka analysis karny klye apni experience aur knowledge ka sahara lety ain , ek achy trader ki pechan yhe hoti hy keh wh kisi bi chart ko aur pattern ko achi tarha samjany kiability rakhta hy , agar apke pas basic skills hn ge to ap chart ka analysis kar sakty hain , apko candles ki movement ke bary me pata hona chahye aur is bat ka bi khial rakhna parta hy keh kaisy ham apny seniors ki guide lay sakty hain forex ko samajny klye .
          • #20 Collapse

            Re: Trader chart ka kaise analysis kerta he...

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkhan3252 پيغام ديکھيے
            Salam dosto.... Buhat sare traders chart ko 2 tarah se analysia kerte hen.. ek to candlestick ke zariye.. candlestick trader ko sari market ki movement bata deti he or kfi traders candlestick ke sath sath dusra indicators se bhi help lete hen yani dusra tarika indicators hote hen.. in do tarikon se trader chart ki analysis kerta he or fir trade open kerta he ...
            My dear Forex members trading chart ko analyse karne ke liye bahut Sare Ande Kata juloos kiye Jaate Hain UN indicators ko samajhne ke liye acchi mehnat zaroori hai aur indicators ko samajhna bahut jaruri hai jo log chat Park indicators ko juice karna Sikh Lete Hain vah Log Chahat ko acche se analyse kar sakte hain aur acchi trading Karke acchi earning hasal kar sakte hain isliye Hamen Tamam indicators ko samajhne aur Jane ki koshish Karni chahie aur Hamesha Soch Samajh Kar trading karne chahie.
            • #21 Collapse

              Re: Trader chart ka kaise analysis kerta he...

              G han sr ap ne acha sawal kya hai dekhen sr forex me trade karne ke kai tareeke or tips hote hai vut jo zyada us hone wale tricks 2 hai jis se hum forex me trade karte hai us me se ik trader candle ki help lete hain kyu candke pori market ki movement show ho rahi hoti hai or 2sra perabolic k zarye market ki movement ka oata chalta hai
              • #22 Collapse

                Re: Trader chart ka kaise analysis kerta he...

                bhot he usefull threads ki hain apen merkt main analysis karna part ahian jaaab tak merket ko analysis nhe kia jata hain tu kamyabi b nhe mil skti hian forex trading main merket ko analysis karna must hota hain candlestick ko janne k liye har kamyab traders forex trading main merket ko analysis karta hai agar kamyab hona haint u analysis ko strong kare pratice kare demo account main anallysis ki pratice say he full kamyabi mil jati hain
                • #23 Collapse

                  Re: Trader chart ka kaise analysis kerta he...

                  Market mein kisi bhi member ko Apne utrade Ko analysis ke bagair start nahin karna chahie Bal ke analysis Ke Chat ke sath hi Tamam members ko Apna Kam Shuru karna chahie market me Tamam members ko Apne kam Mein best opportunities ke selection Karke Apna Kam Shuru karna chahie tha ki aap apne kam ke jarie Se Achcha Khasa profit Hasil kar sake Jo members Bacchan ki selection bahut hi Soch samajhkar Karte Hain To vah Mein Bharti Apne kam nuksan Se Bachkar acchi kamyabi Hasil kar paate Hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Trader chart ka kaise analysis kerta he...

                    Market main trading chart ka acche tarike se analysis karna chahie aur isko analysis karne ke liye market Mein maujud best opportunities ke selection Karni chahie aur inke selection kabhi bhi jaldi Mein Na Karen Bal Ke Acche knowledge ke sath karne ki koshish karen Kyunki knowledge ke sath ki Gai selection aapko kabhi bhi nuksan nahin de sakti balki office Kesariya se acche advantages Hasil kar sakte hain aur apne kaam mein iska istemal Karke Apne kam ko profitable banaa sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Trader chart ka kaise analysis kerta he...

                      Forex buddy foremost koi bhi deal with open karne se pahle uske chat ko analyse kar lena chahie kyunki uske chart se hamen yah maloom ho jata hai ki yah loss mein ja rahi hai ya earnings mein isliye koi bhi foreign exchange buying and selling karte hue hamen pahle apne chart ko analyse kar lena chahie tha ki hamen Koi nuksan Na hona Hi Ham loss mein jaaye yah bahut achi bat hai ki hamen chart kar read karna chahie shukriya
                      • #26 Collapse

                        Re: Trader chart ka kaise analysis kerta he...

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Asmabloch
                        Assalamu alaikum ...
                        Dear friend apne sahi information spread ki hai Humko chahie k hum jub b tread open krne lgain tu sub see pehly usko achi trahn smjh lein or analyse hum market mein trend lines lga kr market candels ki form se acha analysis kr k apni tread kamyab bina sakty hein
                        Chart ap kay meta trader mai mil jaye ga. yad rhakain chart main ap ko time frame, indicator trend line, tools, candle stick, bar or chart ka color milta hai. or ap sub kuch esi analysis pay kar sakty hian.esleye koshish karain kay jab ap analysis karian tu ap apny technical analysis mai trend line ko find karian or phir us ko draw be karna janty ho or sath main phir support or resistance ki madad se ap stop loss, take profit or trend ko barha sakty hain.
                        • #27 Collapse

                          Re: Trader chart ka kaise analysis kerta he...

                          G Bilkul Forex main Kisi b Chart ko analyse karnay k lye Traders ko Methods use kartay hain un main ek to candle stick pattern ko daikh kar chart ko analyse kiya jata hai, jis se k Traders ko bohat aasani se market ki movement ko samjhnay mian aasani ho ti hai, isi tareh doosra method jis se k traders chart ko analyse kartay hain wo hai indicators ka use, g traders different types k indicators ko b use kar k chart ko analyse kartay hain, is lye agr app b ek professional trader ki tareh chart ko analyse karna chahtay hain to app b in methods ko achay se seekhen.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Trader chart ka kaise analysis kerta he...

                            Ji han trader chat ko analyse karne ke liye Jo best Tarika hai vah candlesticks hai candlesticks Hamen market ki sari movement Samjha deti hai usse pata chal Jata Hai market Mein is time kis chij ka trend Hai Kaun si chij aap hai aur kaun si chij down hai dusra Tarika jo hai vah indicator Hai indicators se Ham market ko bahut acchi tarike se analyse kar sakte hain ya do tarike bahut best aur Aam hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X