What accept and what reject in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    Hpye can't ever assist you receive the specific objectives and as well is targeted on. To buy good results along with your jobs stay clear of hpye. Concentrate on ones eyesight. Create day-to-day is targeted on and obtain good results. Our business is within test dealing. Very easily roughly supply technique when i gotten 79$ just lately. However because of determination Once i fallen 50$ today.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      g haan dear friend ap nain sahi point out kiya hain k forex main kis sa cheez say hum faida haisl ker sakty hain and kis say faida haisl nahain ker sakty hain.
      • #1083 Collapse

        Dear friend humein emandari ko aur mehnt ko accept aur forex trading mein any seniors ki advise ko accept air greed ko reject kerna zeruri hai
        • #1084 Collapse

          forex men loss ko accept karna chye patience sy kam karna chye successful traders ki reports ko dykhty hoye trade karni chye unhn follow karna chye greed ko avoid karna chye overtrade ni karni chye overconfident ni hona chye
          • #1085 Collapse

            jnab hum jab trading karty ahin ot haumin is main loss b ho sakta hay or huamin is main profit b ho skata hay huamin is main greed ko avoid kar kay kam karna ho ga ta kay huamin tradng main loss nai acha profit hasil o jaye
            • #1086 Collapse

              Ap ki tips to bari zabardast hain or yeh kaam bhi sarey key sarey mushkil hain specially greed sey khud ko rokna patience karna or sath mien apni mistakes or loss ko accept karna but yeh sub kaam agar ap kar letey hain to pir ap barey faidey mien hain.
              • #1087 Collapse

                forex ki trading business mein hamein chahye kay fully learning and hardwork karein aur is kay rules hum khud bnaty hain taky hum ache earning kar sakein so guys do it now.
                • #1088 Collapse

                  achi cheesain batain app nai forex trading main hamasha apni planning pe trading karain aur lalich se bachain aur kabbhi bi baray volume ki trade na lagahain aur discipline kay motabiq trading ki routene banahain aur loss ko accept karnay ki ahdaat dalain
                  • #1089 Collapse

                    aap nay thik keha hai k hamain chahiye k apni ghaltio ko tasleem keray , dosro ki di gi advices ko accept keray phir hamain chahiye k sabar say kam lay aur jald bazi na keray isi tera hamain apni trade main lalchi nahi hona chahiye.
                    • #1090 Collapse

                      g bilkul bahi jaan main b aap ki baatoon sy agree kerta hoon, forex main hmesha lalach aur jaldbazi sy bachna chaeay, aur hmesha shi wakt aany ka wait kerna chaeay, ku k trade ki sahi wakt pat entry leny sy loss k chancess boht kam ho jaty hain
                      • #1091 Collapse

                        g ha aap great ho greedi aur non bahavior and loss se bachna forex ke aik kamyab trader ki nashani hai kue yaha per yahi kam kam yab karwane k gur mane jate hai ise waja se kamyab trader in chizo ko chor dete hai
                         
                        • #1092 Collapse

                          apki baatain theak hay forex trading main bohat say traders mainy daikhy hay jo keh auro ko kya nasehat karty hay aur khud karty kuch aur hay aisya traders sincear nahi hotay logo ka loss karwaty hay
                          • #1093 Collapse

                            forex ke business ko hamesha aap ko apna business samajh kar carefully karna hota hai lalach wagera kabhi nahi karni chahiye kiun ke thori si lalach bare nuqsaan ka nateeja banti hai agar sahi se trading kari jae to kamyabi milna bohat easy ho jata hai .
                            • #1094 Collapse

                              Ap ki information and post kafi useful hai but is k ilawa Jo person forex me useful posts kry hamy usy accept krna chaye aur usy us ki mehnat py thanx b bolna chaye aur Jo just time pass k lye forex ko join kry usy reject kar dena chaye...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1095 Collapse

                                humy is main jo cheez faidy ki nazar ati hai jis main ap samjhty hain k ap ka faida hai us ko accept krna chahye jis main nahi hai to us ko droped kr daina mery khial mai koi buri baat nahi hai is main kun k hamary pass selection ki option hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X